Nazim's poetry

Nazim's poetry

Thursday, October 31, 2013

Meri fikar jane de

Is shanasai ki deewar ko 
gir jane de
Tum mujhe paas se 
chup chaap guzar jane de
Zindagi ghum mein tere 
khud hi bikhar jaye gi
Hijar ke dard ka 
mafhoom samjh jane de
Han tere baad sambhal jaye gaye
 rafta rafta
Hum is aas mein hain 
hum ko behal jane de
Maine ye ashk samatein hain
 apni marzi se
Mujhe is dard ke darya mein 
utar jane de
Ghum-e-Tanhai 
tujhe khaak na kar de akhir
Thaam le hath koi, 
Meri fikar jane de




mohabat kia thi

Aag k shehar mein 
tinke ki haqiqat kia thi
Dashat per phool ka saya tha 
mohabat kia thi
Zakham tha, dard tha, 
tanhai thi, veerani thi
Kia bataon k tere ishq mein 
rahat kia thi
Tujh ko chaha hi nahi, 
teri ibadat ki hai
Ik pathar ko magr 
uss ki zaroorat kia thi
Aik muddat hui 
izhar-e-mohabbat kar k
Aaj tak soch raha hoon 
k himaqat kia thi
Kia bataon k 
yahan pooch rahe hain sab log
Wo jo guzri hai mere dil pe 
qayamat kia thi



دی نه مهلت همیں

تم سے الفت کے تقاضے نه نبھائے جاتے
ورنه هم کو بھی تمانه تھی که چاهے جاتے

لزت درد سے آسودھ کهاں دل والے
هیں فقط درد کی حسرت میں کراهے جاتے

دی نه مهلت همیں هستی نے وفا کی ورنه
اور کچھ دن غم هستی سے نبھائے جاتے.

Mujhy koi aisa raasta bata

Mujhy koi aisa raasta bata.
K jis per chal ker mien
tujhy Bhool sakoo,
Ya phir
Mujhy koi aisi rah dikhla
Jis per chalty hoe
Mien tere sath guzray hoe
Lamhoo ki rafaqat
Aik khawab samjh ker
Bhula sakoo,
Ya phir
Mujhy koi aisi simat bata
Jahan jaty hoe
Mien tujhy na sochoon
Na hi tujhy yaad karoon.
Aur Ager
Aisa koi Raasta
Aisi koi rah
aisi koi simat
Nahi hai tere Pass
Toh Phir
Mujhy mere haal pe chor de
Mujhy mere haal pe chor de






Wednesday, October 30, 2013

ذرا تم چل کے آ جاتے


ذرا تم چل کے آ جاتے , ذرا ہم جھک کے مل لیتے

شراکـت سے چلا کـرتے ہیں کاروبار دنیا کے

Wafa Mujh Se

Tou Mang Tu Ek bar Bhala Wafa Mujh Se 

Jan Hatheli Pe Rekh Kr Baitha Hon Tere Liye

( Nazim Ali )

Meri Toba Meri Toba

Meri Toba Meri Toba
Meri Toba
Toba
Meri Toba Meri Toba 
Meri Toba Toba
Tu Mauf karey ga 
merey saarey gunah
Meri Toba
Tu mauf karey ga 
merey saare gunah
Meri Toba

Tujhe maloom hai 
mujrim hon mei
aur tu mera haakim
jabhi tho aaj meri aankh mei
ashkon ki hai rim jhim
Koi banda tere dar per 
jo aanso rol deta hai
Merey maula dar Toba 
tu os per khol deta hai
Tu zaroor suney ga 
mere dil ki sada
Meri Toba....

tere dar pe 
mey kyon nah sawal karon
Tu raheem bhi hai 
Tu kareem bhi hai
Mei tabasm bhi hon 
mei hakeer bhi hon
Tu buland bhi hai 
Tu azeem bhi hai
Jo mey jhel chukaa 
wo bohat hai sada
Meri Toba...
Gham kaa maara hon 
be-sahaara hon
hon bura ya bhala 
tumhara hon
Meri Toba
Merey gunah zyaada hain 
ya teri rehmath
Kareem tu hee bata dey
 hisaab kar ke mujhe
Meri Toba...

Mujhe kar dey mauf 
apne rasool-e-pak ke sadqey
khataaein bhakhs dey meri 
shah-e-lolaak ke sadqay
duhaai hai tujhe aale payamber ki
rihaa kar dey ghamo se 
karbala ki khaak ke sadqay
karbala ki khaak ke sadqay
andheron mei mujhe taabindagi de dey
 mere maula
naya mujh ko shaaoorey zindagi de dey
 merey maula
Meri Toba....



Youn Sambhala Hai

Tujhe Youn Sambhala Hai Maine K Jese 

Tou Meri Aakhirii Jamma Punjji Hai . . . !!
( Nazim Ali )

Tuesday, October 29, 2013

No need more words

I want
When i see you
Just you come so close
Just look to my eyes
No need more words
Just my lips want 
Meet your lips
With lot of Love 
So now 
It is your turn...
( Nazim Ali )



ترا نصیب بنوں


ترا نصیب بنوں، تیری چاہتوں میں رہوں.
تمام عمر،محبت کی وحشتوں میں رہوں.

خمار، حسرت -دیدار میں رہوں ہر دم.
سواد عشق! یونہی تیری لذتوں میں رہوں.

یہ زندگی کی حرارت، تیرے سبب سے ہے.
میں لمحہ لمحہ، جنوں کی تمازتوں میں رہوں.

یہ اہتمام- شب و روز____ ہو میری خاطر.
تیرے خیال کی، رنگین خلوتوں میں رہوں.

سنوارتی ہیں سدا ، جسکی چاہتیں مجھ کو.
میری دعا ہے، میں اس کی حسرتوں میں رہوں.

اے ابر وصل،برس اور کھل کر مجھ پہ برس.
میں بھیگی بھیگی،ہوا کی شرارتوں میں رہوں.

شریک شوق -سفر ہے،____ اگر وہ میرا ناز.
میں کیوں نہ موسم- گل کی بشارتوں میں رہوں.

آ جا ویکھ میرا انتظار آ جا


میرے شوق دا نیں اعتبار تینوں ۔۔۔ ۔۔
 آ جا ویکھ میرا انتظار آ جا
اینوں لڑن بہانڑے لبھناایں ۔۔۔ ۔۔۔
 کی تو سوچناایں سِتمگار آ جا

بھانویں ہجرتے بھانویں وصال ہووئے ۔۔۔ ۔
 وکھووکھ دوہاں دیاں لذتاں نیں
میرے سوہنئیا جا ہزار واری ۔۔۔ ۔۔
آ جا پیاریا تے لکھ وار آجا

ایہہ رواج مسجداں مندراں دا ۔۔۔ ۔۔
 اوتھے ہستیاں تے خود پرستیاں نے
میخانے وِچ مستیاں ای مستیاں نیں ۔۔۔ ۔۔
 ہوش کر بن کے ہُشیار آ جا

تُوں سادہ تے تیرا دل سادہ ۔۔۔ ۔۔
 تینوں اینویں رقیب کُراہ پایا
جے تو میرے جنازے تے نیں آیا ۔۔۔ ۔۔
راہ تکدا تیری مزار آ جا

سُکھیں وسنا جے تُوں چاہونا ایں ۔۔۔ ۔
 میرے غالبا ایس جہان اندر
آجا رنداں دی بزم وِچ آ بہہ جا ۔۔۔ ۔
 ایتھے بیٹھ دے نیں خاکسار آ جا

Apni Ankhon K Sabhi Ashak Baha Kar Sona

Subha Hotey Hi 
Tere Shehar Se Jana Hai Mujhe,

Apni Ankhon K Sabhi Ashak 
Baha Kar Sona,
Tum Meri Yaad Ka 
Har Deep Jala Kar Sona...

Ik Sitara B Mere Khayal Ka 
Baqi Na Rahe,
Chandi Shab Ki 
Nishanaat Mita Kar Sona...

Dar Lagta Hai K 
Yeh Neend kehin Cheen Na Ley,
Tera Har Roz 
Mere Khawabon Main Aaa Kar Sona...

Baad Main Log Gira Dain 
To Koi Baat Nahi,
Har Taraf Pyar Ki Deewar 
Utha Kar Sona...

Subha Hotey Hi 
Tere Shehar Se Jana Hai Mujhe,
Aaj ki raat zara 
Mujh Ko Mana Kar Sona...



Monday, October 28, 2013

Apni Ankhon K Sabhi Ashak Baha Kar Sona

Subha Hotey Hi 
Tere Shehar Se Jana Hai Mujhe,

Apni Ankhon K Sabhi Ashak 
Baha Kar Sona,
Tum Meri Yaad Ka 
Har Deep Jala Kar Sona...

Ik Sitara B Mere Khayal Ka 
Baqi Na Rahe,
Chandi Shab Ki 
Nishanaat Mita Kar Sona...

Dar Lagta Hai K 
Yeh Neend kehin Cheen Na Ley,
Tera Har Roz 
Mere Khawabon Main Aaa Kar Sona...

Baad Main Log Gira Dain 
To Koi Baat Nahi,
Har Taraf Pyar Ki Deewar 
Utha Kar Sona...

Subha Hotey Hi 
Tere Shehar Se Jana Hai Mujhe,
Aaj ki raat zara 
Mujh Ko Mana Kar Sona...

Apni Ankhon K Sabhi Ashak Baha Kar Sona

Subha Hotey Hi 
Tere Shehar Se Jana Hai Mujhe,

Apni Ankhon K Sabhi Ashak 
Baha Kar Sona,
Tum Meri Yaad Ka 
Har Deep Jala Kar Sona...

Ik Sitara B Mere Khayal Ka 
Baqi Na Rahe,
Chandi Shab Ki 
Nishanaat Mita Kar Sona...

Dar Lagta Hai K 
Yeh Neend kehin Cheen Na Ley,
Tera Har Roz 
Mere Khawabon Main Aaa Kar Sona...

Baad Main Log Gira Dain 
To Koi Baat Nahi,
Har Taraf Pyar Ki Deewar 
Utha Kar Sona...

Subha Hotey Hi 
Tere Shehar Se Jana Hai Mujhe,
Aaj ki raat zara 
Mujh Ko Mana Kar Sona...

Khud Se Juda Na Kar Paye

Tou Tu Kitni Assani Se 
Dur Ho Giya Mujhe Se Nazim ...!!! 
Or Ek Hum The Jo Teri Yaad Ko Bhi 
Khud Se Juda Na Kar Paye 
( Nazim Ali )

Rait Ki Band Muthi

Zindagi Janay Kyon
Rait Ki Tarah
Is Bund Muthi Say Nikalti Ja Rahi Hai
Aab Tu Kuch Yon Lagta Hai
Shayad Ussi Din
Zindagi Ko Jee Sakon Gi Main
Jiss Din 
Yeahi Muthi Kholon Gi.......!!!

Koi Aisa Gehra Dukh Bhi Nahi

Koi Aisa Gehra Dukh Bhi Nahi, 
Jaise Dukh Samjhun Aur Tumse Kahun, 
Bas Yunhi Chup Ho Jata Hoon,
Kisi Ujde Ghar Ki Mitti Par
Jab Shaam Dhale
Kisi Cheel Ko Sar Nayhwaraye Hue Pata Hoon,
Kho Jata Hoon,
Tum Puchhte Ho Koi Dukh To Nahi, 
Main Ek Nazar Tumhe Dekhta Hoon, 
Aur Kehta Hoon,
Koi Aisa Gehra Dukh Bhi Nahi, 
Jise Dukh Samjhun,
Aur Tumse Kahoon, 
Jab Dektha Hoon Aisa Manzar
Main Maazi Mein Kho Jata Hoon, 
Bas Yunhi Chup Ho Jata Hoon...






wo kitaab hain Hum !!!

Ghalat Nahin zamane main 

Lajawaab hain Hum !

Samaj sake na koi....

 wo kitaab hain Hum !!!

ہم وہ پتھر ہیں


!! ہم کو ہر دور کی گردش نے سلامی دی ہے 

!! ہم وہ پتھر ہیں جوہر دور میں بھاری نکلے 

غربت


غربت کی تیز آنچ پر اکثر پکائی بھوک

خوشحالیوں کے شہر میں کیا کچھ نہیں کیا

عادت


دکھ نے عادت کا روپ دھار لیا
بے حسی
روح و دل پہ طاری ھے
دل کے جزبے اجاڑ دے کوئی
یا وفاؤں کو مار دے کوئی
اب نہ آہ بکا نہ نوحہء غم
نہ ہی آنکھوں میں کانپتا سا نم
ھوش مندی جنون جیسی ھے
بے سکونی سکون جیسی ھے...!!!!!

ﺫﺭﺍ ﮨﻤﮑﻼﻡ ﮨﻮﻧﮯ ﺩﻭ

ﻣﺠﮭﮯ ﺧﺪﺍ ﺳﮯ ﺫﺭﺍ ﮨﻤﮑﻼﻡ ﮨﻮﻧﮯ ﺩﻭ

ﺗﻤﮩﺎﺭﺍ ﺫﮐﺮ ﺑﮭِﯽ ﺍﺱ ﮔﻔﺘﮕﻮ ﻣﯿﮟ ﺁﺋﯿﮕﺎ 

"Mujhe Tumse Mohabbat Hai"

Meri Jaan Theek Kehte Ho
Hamari Is Mohabbat Ka 
Bhala Kya Fayda Hoga
Hamare Darmiyan 
Jo Dooriyan Hain
Kam Nehin Hongi
Kabhi Baarish Ke Mausam Mein
Hamesha Saath Rehne Ki
Jo Khwahish Dil Mein Jagi Thi
Jo Sapne Humne Dekhe The
Wo Sapne Toot Jayenge
Meri Jaan Theek Kehte Ho 
Muqadder Ke Likhe Ko Hi 
Agar Tasleem Karna Hai 
To Phir Aisi Mohabbat Ka
Koi Bhi Fayda Kaisa ?
Magar Isko Agar Chaho 
To Mere Bebasi Keh Lo
"Mujhe Tumse Mohabbat Hai"
"Mujhe Tumse Mohabbat Hai" 
............


Aa Phir Se Chor Jane K Liye Aaa



رنجش ہی سہی دل ہی دکھانے کے ليے آ
آ پھر سے مُجھے چھوڑ کے جانے کے ليے آ
پہلے سے مراسم نا سہی پھر بھی کبھی تو
رسمِ راہِ دنيا ہی نبھانے کے ليے آ
کس کس کو بتائيں گے جدائی کا سبب ہم
تُو مجھ سے خفا ہے تو زمانے کے ليے آ
کچھ تو ميرے پندارِ محبت کا بھرم رکھ
تُو بھی تو مجھ کو منانے کے ليے آ
ايک عمر سے ہوں لذتِ گِريہ سے بھی محروم
اے راحتِ جان مجھ کو رُلانے کے ليے آ
اب تک دلِ خوش فہم کو تجھ سے ہيں اميديں
يہ آخری شمعيں بھی بُجھانے کے ليے آ 

Wo Mujhe Meri Raza Se Mangta Hai


کُھلی آنکھوں میں سپنا جھانکتا ہے
وہ سویا ہے کہ کُچھ کُچھ جاگتا ہے
تری چاہت کے بھیگے جنگلوں میں
مرا تن، مور بن کے ناچتا ہے
مُجھے ہر کیفیت میں کیوں نہ سمجھے
وہ میرے سب حوالے جانتا ہے
میں اُس کی دسترس میں ہوں، مگر وہ
مُجھے میری رضا سے مانگتا ہے 

Zindagi Thi Udhar Ki Shayad


عُمر گُزری ھے قسط بھرتے ھوئے

زندگی تھی اُدھار کی شاید

Main Tanha Tou Ni Jana


! ﻣﯿﮟ ﺗﻨﮩﺎ ﺗﻮ ﻧﮩﯿﮟ ﺟﺎﻧﺎﮞ
ﻣﮕﺮ ﺟﺐ ﺑﮭﯽ ﭘﺮﻧﺪﻭﮞ ﮐﻮ ﮐﺒﮭﯽ ﺍُﮌﺗﮯ ﮨﻮﺋﮯ ﺩﯾﮑﮭﻮﮞ
ﮐﺒﮭﯽ ﺗﺘﻠﯽ ﮐﻮ ﭘﮭﻮﻟﻮﮞ ﮐﮯ ﻟﺒﻮﮞ ﮐﻮ ﭼﻮﻣﺘﮯ ﺩﯾﮑﮭﻮﮞ
ﮨﻮﺍﺅﮞ ﭘﺮ ﮐﺒﮭﯽ ﺑﺎﺩﻝ ﮐﮯ ﮔﻮﺭﮮ ﺳﮯ ﮨﯿﻮﻟﻮﮞ ﮐﻮ،
ﺍﭼﺎﻧﮏ ﺟﮭﻮﻟﺘﮯ ﺩﯾﮑﮭﻮﮞ
ﻣﯿﮟ ﺑﺎﮨﺮ ﺳﮯ ﺳﺒﮭﯽ ﻧﺎﺗﻮﮞ ﮐﻮ ﺍﺱ ﭘﻞ ﺗﻮﮌ ﻟﯿﺘﯽ ﮨﻮﮞ
ﺍﻭﺭ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ ﻣﻮﻧﺪ ﻟﯿﺘﯽ ﮨﻮﮞ
! ﺍﻭﺭ ﺍﭘﻨﮯ ﺳﺮ ﭘﮧ ﭘﻞ ﺑﮭﺮ ﮐﯿﻠﺌﮯ ﺟﺎﻧﺎﮞ
ﺗﺮﯼ ﯾﺎﺩﻭﮞ ﮐﯽ ﭼﺎﺩﺭ ﺍُﻭﮌﮪ ﻟﯿﺘﯽ ﮨﻮﮞ 




Thursday, October 24, 2013

Main Kitna Udaas Hon…!

Honton Ki Hansi Ko 
Naa Samjh Haqeqat-e-Zindgi
……..MOHSIN………
Mere Dil Mein Utar K Dekh 
Main Kitna Udaas Hon…!

UdaS Honton Pe

UdaS Honton Pe 
MuSkurahat k Phool Aayen To 
Jaan Lena
K Dil k Andar Ki Kuch UdaaSi 
Bohat UdaSi Main Dhal Rahi Hai…

Dil Jalaney K Liye

Sachey Logon Ki Ab 
Talaash Chorh Di Main ne..!
Log Tu Bus Waqt Bitaney 
or Dil Jalaney K Liye 
Miltey Hain..

dard liye phirta hy…

Kis se karein 
apni be_chain mizaji ka gilaa
Har koi yahan bhatka hua, 
dard liye phirta hy…

udasi ka sabab

us ne phir poocha 
meri khamoshi ka sabab
Is rangeen dunya main 
udasi ka sabab
Is tarha toot ke 
chahne ka sabab
Youn apne dil main 
Basane ka sabab
har lamha us ko 
sochne ka sabab
apne naam Se 
Youn jorne ka sabab
bahoon main rakhne ki 
tamana ka sabab
labon se choone ki 
tamana ka sabab
juda ho jane ka
 dar ka sabab
kho jane ka 
dar ka sabab
bichar jane ka 
dar ka sabab
bhool jane ka 
dar ka sabab
kya kahoon main ......
kya kehta
bas yehi keh saka .....
Ke tum meri ho 
mujhe tum se 
mohabat hai.... 





Wednesday, October 23, 2013

Hum Kinaaray Par Nahin Hain

Paaniyon Mein Chal Rahi Hain
Kashtiyan Bhi Jal Rahi Hain
Hum Kinaaray Par Nahin Hain

Zindagi Ki Mehrbani
Hai Mohabbat Ki Kahani
Aansoun Main Pal Rahi Hai


Jo Kabhi Miltay Nahin Hain
Mil Bhi Jaatay Hain Kahin Par
Na Milain To Ghum Nahin Hai


Dur Hotay Ja Rahay Hain
Yeh Kinaaray Woh Kinaaray
Na Tumhaaray Na Humaaray


Paaniyon Mein Chal Rahi Hain
Kashtiyan Bhi Jal Rahi Hain
Hum Kinaaray Par Nahin Hain



Zindagi Ki Mehrbani
Hai Mohabbat Ki Kahani
Aansoun Main Pal Rahi Hai





Tuesday, October 22, 2013

Wo Mere Naam Kr Do

Suno Ek Kaam Hai Tum Se

Agar Wo Kaam Tum Ker Do

Jo Seene Main Dharakta Hai

Mujhe Wo Dil Na Do Lekin

Jo Chahat Us k Andar Hai

Wo Mere Naam Kr Do 

Mohabbat Tou Nahi Marti....!!!!

Mohabbat Tou Bichar Kar Bhi 
Sada Abad RehtiHai..
Mohabbat Ho Kisi Se Tou 
Hamesha Yaad Rehti Hai...

Mohabbat Waqt Ke Be-Reham 
Tufaan Se Nahi Darti....
Usay Kehna Dur Rehne Se 
Mohabbat Tou Nahi Marti....!!!!




jhoti Tasali ho

Mujeh ye zid nahi 
mere Galle ka Haar ho jao
Akhela Chor dena , 
tum jahaan Be-zaar ho jao

Bhot Jaldi Samajh mein 
aany lagty ho Zamane ki
Bhot Aasaan ho, 
thory Bhot dushwaar ho jao

Mulaqakto mein wafa 
iss liye hona zaroori hai
Ke tum ik Din 
Judaai ke liye Tayaar ho jao

Main Kesi Chhal chhalati Dhoop 
ke Sehra Se aya hoon
Bas ab aisa karo , 
Tum Saya-e-Dewaar ho jao

Tumhare paas dene ke liye
 jhoti Tasali ho
Na Aaye aisa Din ,
 Tum isqadar Nadaar ho jao

Tumhe Maloom ho jaye ga 
Kese Ranj Sehty hai
Meri itni Duaa hai 
Kaash tum Funkaar ho jao....

Meri Guftago Teri Baat Tak

Mera Sochna Teri Zaat Tak,
Meri Guftago Teri Baat Tak,

Na Tum Milo Jo Kabi Mujhe,
Mera Dhondna Tujhe Paar Tak

Maine Apna Sab Kuch Ganwa diya,
Teri Nafraton Se Pyaar Tak,

Kbi Fursaten Jo Milen To Aa,
Meri Zindagi K Hisaar Tak,

Maine Jana K Main Kuch Nahi,
Tere Pehle Se Tere Baad Tak..!!!




Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...