Nazim's poetry

Nazim's poetry

Wednesday, November 26, 2014

Weham Hai Ye Mera

Weham Hai Ye Mera K Guman Lagta Hai
Tou Kal Shab Aya Tou Nehin Tha 
Ye Tere Pairon Ka Nishan Lagta Hai
Main Kitne Intizar Mein Hon 
Ye Soch Hai Teri
Kabi Tou Dekh Yahan
 Mujhe Apna Koi Nehin Lagta Hai
Tarp Mere Dil Ki 
Kabi Mehsos Tou Kar Nazim
Ye Khayal Hi Nehin Tera 
Mera Dil Tou Mujhe Tera Lagta Hai
Han Ye Such Hai K 
Main Keh Nehin Pawon Ga Pagal Hon
Khud Tou Ho Chuka Hon 
Or Ab Ye Dil Bhi Mujhe Bebass Lagta Hai
(Nazim Ali)


Friday, November 14, 2014

Tu zaroori sa hai mujhko

Aisa laga mujhe pehli dafaa
Tanha main ho gayi yaara

Ho.. aisa laga mujhe pehli dafaa
Tanha main ho gayi yaara
Hoon pareshan si main
Ab ye kehne ke liye
Tu zaroori sa hai mujhko zinda rehne ke liye
Ho.. tu zaroori (tu zaroori)
sa hai mujhko (sa hai mujhko)
zinda rehne ke liye (zinda rehne ke liye)

Aisa laga mujhe pehli dafaa
Tanha main ho gaya yaara
Hoon pareshan sa main
Ab ye kehne ke liye

Tu zaroori sa hai mujhko zinda rehne ke liye
Ho.. tu zaroori (tu zaroori)
sa hai mujhko (sa hai mujhko)
zinda rehne ke liye (zinda rehne ke liye..)

Dhadke aankhon mein dil mera
Jab qareeb aaun tere
Mm.. dekhoon main jab bhi aaina
Haan tu hi roobaroo rahe mere

Ishq ki mauj mein aa
Aaja behne ke liye
Tu zaroori (tu zaroori)
sa hai mujhko zinda rehne ke liye
aa.. tu zaroori (tu zaroori)
sa hai mujhko (sa hai mujhko)
zinda rehne ke liye (zinda rehne ke liye)
Tu zaroori..

Maangu na koi aasmaan do sitaron ka jahaan
Banja tu mera humsafar na mujhe chahiye koi muqaam
Dil hi kaafi hai tera mere rehne ke liye

Tu zaroori sa hai mujhko zinda rehne ke liye
Ho.. tu zaroori (tu zaroori)
aa hai mujhko (sa hai mujhko)
zinda rehne.. (zinda rehne..)
Tu zaroori (tu zaroori)
sa hai mujhko
zinda rehne ke liye
Tu zaroori..



Thak Har Ke

Thak Har Ke
Wo Rok Gaye 
Jaa Ke Nazim 
Unhein Ilm Tha 
Lotna Gar Hua 
Tou Mile Ga 
Wohi Humein 
Mohabbat 
Jo Beintiha 
Kr Baitha Tha
(Nazim Ali)

Sun Aye Cute C Guriya

Sun Aye Cute C Guriya 
Kya Janti Hain Tou 
K Tere Muskarane Se Subha Hoti Hai
K Tere Haseen Chehre Ki Kirano Se Suraj Uggta Hai
Sun Aye Cute C Guriya 
Rone Mein Koi Sath Ni Deta 
Ansu Tou Wese Hi Logo Ko Bhate Hain 
Inhein Dekh Kr 
Kb Koi Ye Chahta Hai 
K Inko Saaf Kr De 
Ary Pagal 
Ye Duniya Hai Duniya 
Yahan Zakham Dena Riwaj Hai 
Or Dard Sehna Majboriii Hai 
Magr 
Sun Aye Cute C Guriya
Tumhein Meri Kassam 
Tumhein Khud Ko Sumbhalna Hai 
Tumhein Is Duniya Ko Dikhana Hai 
Zalim Jitna Bi Zulim Kr Le 
Jitne Bi Zakham De Le 
Tum Ne Ab Sumbhal Hi Jana Hai 
Han 
Sun Aye Cute C Guriya 
Ab Waqt Ko Badal Dalon Tum
Ab Un Zalimo Ko Jawab De Hi Dalon Tum 
Q K Ab Tumhein Srif Apna Or Apna Sochna Hai 
Sabi Ki Tarha 
Ab Khud Ko Badal Dalon
Or Jee Lo Apni Zindagi 
Or Cheen Lo Wo 
Jo Tumhein Chahiye 
Jo Srif Tera Apna Hai Srif Tera Apna 
Sun Aye Cute C Guriya
Tumhein Kassam Hai K Ab
Sochna Hai Tou Srif Khud Ko
Chahna Hai Tou Srif
Khud Ko
Pana Hai Tou Srif 
Khud Ko
Gar Dhondna Bi Hai Tou Srif
Khud Ko
Sun Aye Cute C Guriya 
Nazim Ni Mile Ga Tumhein Zindagi Ke Har Mor Pr 
Magr Tumhein Ab Apna Haq Pana Hai
Is Liye Ab Chalon 
Khud Ko Badal Dalon...
(Nazim Ali) 



Hath Mera Tou Thaam Le

Aaa Tujhe Thaam Lon Main 
Hath Mera Tou Thaam Le 
Sang Chalne Ka Erada Kar 
Main Tera Sayah Hon 
Aaa Mere Sath Ho Le
Main Tujhe De Don 
Apni Sansein Bhi 
Main Tere Sare Dard Apnaa Lon 
Or Srif Tera Bass Tera Ho Jaon
Aaa Mujhe Yaqeen De 
Main Tera Atimaad Bano 
Main Chalon Tou 
Manzil Tou Meri Ho
Main Tujhe De Kar 
Apni Sari Khushiyaan 
Tere Sare Ghum Apnaa Lon
Nazim Tou Muddat Se Udhora Hai 
Aaa Mujhe Mukamal Kr De 
Pyar De Or Pyar Le 
Zindagi Tou Najane Kab 
khatam Ho Jani Hai 
Aaa Tujh Ko Thaam Lon 
Hath Mera Tou Thaam Le 
(Nazim Ali)



Dil Mein Uttar Gaye Ho Tum

Dil Mein Uttar Gaye Ho Tum 
Tum Jesa Koi Dusraa Na Hoga 
Gum Rehne Laga Hon
Teri Sochon Mein 
Shayad Tujhe Bhi Main 
Is Tarhaa Yaad Aata Hon Ga 
Mujhe tou Hichkiyan Kehne Lagii Hain
Koi Yaad Mein Rehta Hai Teri
Ab Bhala Tum Bolo Gaye Nehin
Tou Kese Hum Keh Paye Ge 
Meri Ankhon Mein 
Dil Mein
Dharkte Ho Tum
Tum Tum Or Bass 
Tum Ho Nazim 
Han Such Hai Ye K
Dil Mein Uttar Gaye Ho Tum 
(Nazim Ali) 



Dil aaj kal meri sunta nahi

Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal paas rehta nahi

Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal paas rehta nahi
Ye tujhse hi milne ko chaahe
Ye teri hi karta hai baatein
Kya tum ho... Kya tum ho wohi
Kya tum ho... Kya tum ho wohi
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal..
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal..

Teri aankhon ke raste ye chale jaata hai
Jo bulaaun main kabhi, laut aata nahi
Bekhabar ye zamaane se takraata hai
Bedhadak mujhse kehta hai "Main hoon yunhi"
Ye tujhse hi milke huaa hai
Jo teri nazar ne chhuaa hai
Kya tum ho, Kya tum ho wohi
Kya tum ho, Kya tum ho wohi..

Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal..
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal..

Hai hunar ek naya isko tujhse mila
Muskura ke ye milta hai sabse abhi
Aadhi raaton mein mujhko ye deta utha
Mujhse pooche ye raatein kyun kat.te nahi
Ye tujhse hi milne ko chaahe
Ye teri hi karta hai baatein
Kya tum ho, Kya tum ho wohi
Kya tum ho, Kya tum ho wohi..

Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal..
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal..


Sumbhal Lo Humein Sanam

Youn Hi Hote Hote 
Ho Gaye Hum Qareeb Sanam
Ab Na Hum Ko Apni Khabbar 
Na Kisi Ka Pata 
Kese Kehy Tumhein Sanam
Le Chalo Sang Apne 
Nehin Jeena Bina Tere Sanam 
Chahe Dil Mang Lo 
Chahe Jan Mang Lo 
Chahe Mang Lo Hum Se Sara Jahan Sanam 
Ho Gaye Hain Man Se Tere 
Ab Aao Or Sumbhal Lo Humein Sanam
(Nazim Ali) 



Mujhe Pukar Kahan Tou Hai

Jahan Tak Ye Zindagi Ka Karwaa Hai 
Main Tere Sath Hon 
Mere Dil Ki Awaz Tou Hai 
Mere Dil Ki Dharti Ka Asman Tou Hai 
Main Tere Sath Hon
Jahan Tou Hai Jidhr Tou Hai
Ankhein Tere Deedar Ko Tarse
Or Dil Bhi Poche Tera Kahan Tou Hai Kidr Tou Hai
Jise Pane Ki Khatir Chal Raha Hon Nazim 
Har Rasta Pochta Hai Mujhe Kahan Tou Hai
Chain Aye Na Ab Sakon Paon Jidhr Jaon 
Kassam Tujhe Meri Mujhe Pukar Kahan Tou Hai 
(Nazim Ali)



Kis tarah se shukar tera ab ada karu main

Kis tarah se shukar tera ab ada karu main
Kis tarah se shukar tera ab ada karu main
Iss mohabbat ka harjana kis tarah bharu main
Khaamosh reh kar bhi keh gaye
Dariya sa dil tak beh gaye
Tum par ho raha hai poora aitbaar
Tum hi ho hifaazat meri suno
Ye kaha hai rooh ne
Kis tarah se shukra tera ab ada karu main

Ishq ka bas naam liya
Maine samjha nahi tha isey
Tune sikhaaya ki ye hai ibaadat
Rooh ki bhaasha hai yeh
Teri badolat paayi woh daulat
Jo mili na mujhko kahin
Jazbaat hadd se badhne lage
Dene lage sadaa tujhe
Har pal hai zaroori ab tera deedar
Kis tarah se shukr tera ab ada karu main
Iss mohabbat ka harjana kis tarah bharu main




Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...