Nazim's poetry

Nazim's poetry

Friday, November 14, 2014

Mujhe Pukar Kahan Tou Hai

Jahan Tak Ye Zindagi Ka Karwaa Hai 
Main Tere Sath Hon 
Mere Dil Ki Awaz Tou Hai 
Mere Dil Ki Dharti Ka Asman Tou Hai 
Main Tere Sath Hon
Jahan Tou Hai Jidhr Tou Hai
Ankhein Tere Deedar Ko Tarse
Or Dil Bhi Poche Tera Kahan Tou Hai Kidr Tou Hai
Jise Pane Ki Khatir Chal Raha Hon Nazim 
Har Rasta Pochta Hai Mujhe Kahan Tou Hai
Chain Aye Na Ab Sakon Paon Jidhr Jaon 
Kassam Tujhe Meri Mujhe Pukar Kahan Tou Hai 
(Nazim Ali)



No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...