Nazim's poetry

Nazim's poetry

Friday, November 14, 2014

Sun Aye Cute C Guriya

Sun Aye Cute C Guriya 
Kya Janti Hain Tou 
K Tere Muskarane Se Subha Hoti Hai
K Tere Haseen Chehre Ki Kirano Se Suraj Uggta Hai
Sun Aye Cute C Guriya 
Rone Mein Koi Sath Ni Deta 
Ansu Tou Wese Hi Logo Ko Bhate Hain 
Inhein Dekh Kr 
Kb Koi Ye Chahta Hai 
K Inko Saaf Kr De 
Ary Pagal 
Ye Duniya Hai Duniya 
Yahan Zakham Dena Riwaj Hai 
Or Dard Sehna Majboriii Hai 
Magr 
Sun Aye Cute C Guriya
Tumhein Meri Kassam 
Tumhein Khud Ko Sumbhalna Hai 
Tumhein Is Duniya Ko Dikhana Hai 
Zalim Jitna Bi Zulim Kr Le 
Jitne Bi Zakham De Le 
Tum Ne Ab Sumbhal Hi Jana Hai 
Han 
Sun Aye Cute C Guriya 
Ab Waqt Ko Badal Dalon Tum
Ab Un Zalimo Ko Jawab De Hi Dalon Tum 
Q K Ab Tumhein Srif Apna Or Apna Sochna Hai 
Sabi Ki Tarha 
Ab Khud Ko Badal Dalon
Or Jee Lo Apni Zindagi 
Or Cheen Lo Wo 
Jo Tumhein Chahiye 
Jo Srif Tera Apna Hai Srif Tera Apna 
Sun Aye Cute C Guriya
Tumhein Kassam Hai K Ab
Sochna Hai Tou Srif Khud Ko
Chahna Hai Tou Srif
Khud Ko
Pana Hai Tou Srif 
Khud Ko
Gar Dhondna Bi Hai Tou Srif
Khud Ko
Sun Aye Cute C Guriya 
Nazim Ni Mile Ga Tumhein Zindagi Ke Har Mor Pr 
Magr Tumhein Ab Apna Haq Pana Hai
Is Liye Ab Chalon 
Khud Ko Badal Dalon...
(Nazim Ali) 



No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...