Nazim's poetry

Nazim's poetry

Saturday, June 1, 2013

Bas aik lamhe ka jhagra tha.

Bas aik lamhe ka jhagra tha.

Dar-o-deewar pe aise
 chanake se giri awaz.

Jese kanch girta he.

Har aik shay min gain.

Urti hoi, jalti hoi kirchen.

Nazar min, bat min, lehje min.

Soch or sans k andar.

Lahoo hona tha aik rishte ka.

So wo ho gaya us din.

Usi awaz k tukre utha kar
 farsh se us shab.

Kisi ne kat leen nabzen.

Na ki awaz tak kuch bhi.

K koi jag na jaye.

Bas aik lamhe ka jhagra tha.

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...