Nazim's poetry

Nazim's poetry

Saturday, September 10, 2011

Ankhe teri kuch is kadar nasheeli hai . . .

I want U to stay in the heart

I want U to stay in the heart of my soul nt in the heart of my body . .
Bcoz the body nd its part has an end. they can b finish . .
bt The Soul never has an end and it never b finish /dstroy by anyone . .
So i want u to stay in the heart of my soul . .
so plz come and take ur place…
this place wiil b alwayz fr u …
Ankhe teri kuch is kadar nasheeli hai . . .
Kadam lad khada rhe hai mere . . .
Pakad kr tham lo mujhe apni bahu me . . .
Aaj kuch jyada hi mene pi li hai . . .

Sharabi na smjho mujhko . . .
Maykhane ki sharab nhi maine pi hai . . .
Malum hai mujhe . . .
Maykhane ki sharab kharab hai . . .
Maine to jb bhi pi hai . . .
Tere aankho se ji bhar kr pi hai . . .

Aankho se jaam-e sharab pina . . .
Koi gunah to nhi hai . . .
Maine to ye soch kr . . .
Hr bar teri aankho se pi hai . . .
Ankhe teri kuch is kadar nasheeli hai ……..
tu to hai kahi dur ..
lekni tasveer teri..
dil me maine bna li hai..

lag raha hai mujhe kuch aisa..
jaise samne tu mere khadi hai..
bahut lambi ye judai ki ghari hai,,
bin tumhare jaise …
zindgi meri tham si gyi hai..
tu to hai kahi dur ..
lekni tasveer teri..
dil me maine bna li hai..
Pura hai chand..
Aadhi hai raat..
Kash hoti tum mere sath..
Pakde hatho me hath..
Krte hum tumse aur tum humse..
Pyar ki koi baat..
Kitni hasheen hoti ye raat..
Jo hoti tum mere sath..
Na jane kb bnegi humari baat..
Humne to jb bhi..
Khuda se jb bhi kuch manga..
To mangi hai ek aisi baat..
Pakde hatho me hath..
Guzarte hum hr pal tumhare sath..
Kash hoti tum mere sath......
Hota kuch is tarah se humara tumhara sath..
Jaise hai chand aur chandni ka sath..
Jo mil jaye hume ek duje ka pyar..
Dil me aa jati ek basant rut ki bahar..
Ho jaye ye sach to..
Kitni hasheen hogi..
Zindgi ki hr raat..
Pura hai chand..
Aadhi hai raat..
Kash hoti tum mere sath……
Ye na pucho k kitne khash ho tum . .
Hr pl mere dil k pass ho tum . .
Andhere me diye ki tarah . .
Meri zindgi ki ek aash ho tum . .

Lfzo(Word) km pd jate hai apki tarif me . .
Khuda ki bnayi ek aisi haseen missal ho tum . .
Khud me khud ki missal ho tum…
Deewane to hum hzaro chizo k hai . .
Un hzaro chizo me sb se khash ho tum .
Ye na pucho k kitne khash ho tum . .
Lagi halki halki barish ki jhari hai..
Kitni hasheen ye barish ki bonde hai
Jo dharti pe gil rahi hai..
Dekh kr in barish ki bondoo ko..
Bhigne ka mera man hota hai..
Kehte hai hoti hai barish us waqt
Jb aakhash me badal rota hai..
Rote rote apni aanshu se ..
Dharti ki pyass bujhata hai..
Sb k liye khash hai ye barish ..
Ek natural process ye hoti hai..
Sb khush ho jaye hai..
Jb bhi barish hoti hai..
Aaj bade dino baad ye moka aaya hai..
Jb lagi aangan me..
Halki halki barish ki jhari hai..
Dekh tere sansar ki halt . . . .
Kya ho gyi bhagwan . .
Mujh jaise deewane ko . . .
Pagal bole ye  anjan . . .
Mai to iska ka deewana hu..
Smile pe uski marta hu…
Kahi nazar na lg jaye..
Meri mabobat ko..
Isliye chup chup k…
Pyar bahut mai usse krta hu…
Wo kisi aur ki deewani hai..
Meri mahobat se anjani hai..
Pyar pe kaha chalte hai kisi ka zor..
Jb ho jaye pyar to dil krta hai sor..
Mujhe hua us se pyar ..
Isme meri kya glti hai..
Sb kasur to is dil e nadan ka hai..
Jise sirf wo achi lgi na ki koi hor..
Us se pyar krna..
Agar mera koi gunah hai..
To mujhse jyada ..
Gunahgar to khuda hai..
Oh Khuda…
Kyu itna hasheen bnaya..
Tune us ko..
Pehli nazar me bn gya..
Mai uska deewana..
Ab mai kya kru ..
Dil to hai mera ek pagla nadan..
Dila de mujhe us ka pyar ..
Warna oh bhagwan  ..
Mai Hmesha yhi kehta rahunga..
Dekh tere sansar ki halt . . . .
Kya ho gyi bhagwan . .
mujh jaise deewane ko . . .
Pagal bole ye anjan . . .
Ye raat ka andhera . .
Na jane kb hoga savera . .
Dundh raha hu tujhe sadiyo se is duniya me . .
Na jane kb hoga tu mera . .
Raat me chadni ki tarah . .
Tum mere spno me shamil ho . .
Dhundhli hai teri tasveer abhi mere spno me . .
Raat me Fiki chandi roshni ki tarah . .
Adhuri hai meri zindgi bin tumhare . .
Aa k shamil ho jao meri zindgi me kuch is tarah. .
Simt jaye hum ek dujhe me . .
Chand aur chandni ki tarah . .
Zindgi meri hai kuch aise . .
Jaise ye raat ka andhera . .
Bn jao suraj tum . .
Mita do ye andhera . .
Kash kuch khusnaseeb hum bhi hote . .
Taras gaye aapke deedar ko . .
Phir bhi dil se yaad karta hai aap hi ko. .
Humse khusnaseeb to aapke room me lga aaina hai . .
Jo hr roz aapke husn ka deedar karta hai..
Humse khusnaseeb to aapke mobile ka microphone hai . .
Jo hr roz aapki aawaj sunta hai . .
Humse khusnaseeb to aapke shehr ki hawa hai . .
Jo hr roz aapki julfo ko uda kr apke pass se guzal jati hai . .
Kash kuch khusnaseeb hum bhi hote . .
Aapke dil me ghar humara hota. .
Har pal aapke sath hum hote . .
Kash kuch khusnaseeb hum bhi hote .

1 comment:

  1. अगर है गहरयी तो चल डुबा दे मुझ को,
    समंदर नाकाम रहा अब तेरी आँखो की बारी है…

    ReplyDelete

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...