Nazim's poetry

Nazim's poetry

Friday, September 9, 2011

Ek aarzu hai dil ki..

ek aarzu hai dil ki..
koi to ho..
jis se roshn ho mehfil is dil ki..
jb dekha tumhe to lga ..
jaise khuda me sun li ho..
ek aarzu jo thi is dil ki..
akshay kashyap
ab hume kuch aur nhi chahiye..
bs tera pyar hi kafi hai..
agar na mile tera pyar to ..
humare dil k sath..
khuda ki ye nansafi hai..
ek aarzu hai dil ki..
koi to ho..
jis se roshn ho mehfil is dil ki….

 

“Engineering chod kr poet bn jao . .
 ye bat teri kuch km nhi . .
Pr problem ye hai k . . .
 Engineer bn k Poet bn skta hu . .
 Lekin . .
Poet bn k engineer bnna possible nhi . .
Chalte chalte zindgi k safar me…
Lakho chehre nazar aate hai…
Baki sabhi shaam hote hote bhul jate hai…
Magar koi ek hasheen chehre..
Ghar dil me bna leta hai….
Isi hasheen chehro ko aaftab kehte hai…
Sone nhi deta raat bhar..
Ankho  ko ye chehre lubha jata hai…
Aur dil se aawaj hai…
Yahi hai wo chehra…..
Jiska intezar hum barso se kr rhe hai..
Fir suru ho jati hai….
Pyar ki ek kahani…
Ho agar khuda ko manzoor…
To dil se dil melte hai…
Ban jati hai ek amar prem kahani..
Hota hai ye kisi k sath…
Sb itne khush nasheeb nhi hote..
History k panno me ..
Kabhi ye kisse repeat hote hai..
Kabhi yu hi Chalte chalte zindgi k safar me…
Mai na hota yu pagal deewana..
Agar mila na hota..
Facebook pe tum jaisa koi dost pyara..
Dil to hai mera nadan..
Dekh k tumhara hasheen chehta..
Ban gya hai pagal deewana..
Tumhari ankho aur smile ka ha kasur sara..
Mai na ho ta yu pagal deewana..
Agar mila na hota..
Facebook pe tum jaisa koi dost pyara..
Mai na hota yu pagal deewana..
Jb bhi apke bare me sochta hu . . .
 Lines apne aap hi bn jati hai. .
Duniya smjhti hai ki hum shayr hai . .
Pr hakiqt ye hai ki . .
 Shayri to hme apko dekh kr aati hai . .
Ek saqsh dil ko bhaya hai..
Zamane me lakho ki bheed me…
Wo saqsh kuch khash nazar aaya hai..
Bda hasheen lgne lga hai wo ..
Jb se hume nazar aaya hai..
Ek saqsh dil ko bhaya hai..

Kaise byan kru uski saqshiyt..
Kya likhu uske bare me..
Jb bhi kosish ki likhne ki..
Dil me ye khyal aaya hai..
Ek saqsh dil ko bhaya hai..
Kya wo saqsh wahi hai ..
Dil jis k liye bakrar humara hai..
Kya wo saqsh wahi hai..
Jise khuda ne humare liye..
Zameen pe utara hai..
Ek saqsh dil ko bhaya hai..
Jb se dekha hai aapko..
Deewane hum aapke ho gye..
Na jane kin khayalo me kho gye..
Raato ko sona bhul gye..
Chod k sb kaam hum..
Aapke khayalo me kho gye..
Bar bar yaad aane lga hai ..
Wo hasheen pal..
Jb hum aaapse pehli bar mile the..
Aap se baaten krna acha lgne lga ..
Baki duniya ko hum bhul gye..
Jb se dekha hai aapko..
Deewane hum aapke ho gye.
Jb se dekha hai aapko..
Pehle to pura din guzarta tha..
Orkut, twitter, facebook k sahare..
Ab to chatting krna hum bhul gye..
Pehle to hum norma insan the..
Ab deewane aapke ho gye..
Jb se dekha hai aapko..
Deewane hum aapke ho gye……
Bachpan ki baaten,bdi haseen hoti hai..
Jb bhi yaad aati hai..
Hoton pe mushkan la deti hai..
Duniya me aisa koi nhi..
Jise bachpan ki yaad nhi aati..
Bachpan ki baaten,bdi haseen hoti hai..
Jawani chahe jitni bhi rangeen ho..
Budhapa chahe kitna bhi khush hal ho..
Pr bachpan ki baat to kuch khash hi hoti hai..
Bachpan ki baaten,bdi haseen hoti hai..

Kaise bhul skte hai hum us wqat k lamhe ko..
Jb maa raat ko loori suna k sulati thi..
Padoshi ki ldki so cute keh ke gaalo pe kiss krti thi..
Bachpan ki baaten,bdi haseen hoti hai..
Jb bhi dekhte hai bachpan ki tasveero ko..
Ek nyi umang dil me jag jati hai..
Hoto pe ek muskan aa jati hai..
Bachpan ki baaten,bdi haseen hoti hai..

Jb bhi yaad aati hai..
Hoton pe mushkan la deti hai..
Bachpan ki baaten,bdi haseen hoti hai…..
MISSING MY CHILDHOOD
Mere sapno ki rani..
Na jane kaha hogi..
Kaisi hogi wo anjani..
Sochte rehte hai hum uske bare me ..
Ab to baat yaha tk pahuch gyi hai ki..
Tasveer uski humne apni dil me hai bna li..
Mere sapno ki rani..
Kb, kaha aur kaise milegi..
Jb bhi milegi…
Puri tbhi hogi meri adhuri zindgani..
Mere sapno ki rani..

Roz aati hai wo mere sapno me..
Jb bhi dekhne lgta hu mai uska chehra..
Na jane kaha chup janti hai wo anjani..
Mere sapno ki rani..
Oh! khuda
Ab jyada intzar humse nhi hota..
Jldi se mila de us anjani se..
Jise bnaya hai tune mera humsafar..
Sath jiske hume bitani hai apni zindgani..
Wo deewani, wo anjani..
Mere sapno ki rani…
Mere sapno ki rani…

1 comment:

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...