Nazim's poetry

Nazim's poetry

Sunday, June 30, 2013

chorh day tanha mujh ko

Mujh se naraz hai, 

to chorh day tanha mujh ko.

Aye zindagi Dekh,

mujhay roz tamasha na bana...!




Saturday, June 29, 2013

tere halaat samajhta hun...!!!

Main alfaz hun
 teri har baat samajhta hun,

main ehsaas hun
 tere jazbaat samajhta hun,

kab pucha maine
 ki kyun door ho mujse,

main dil rakhta hun 
tere halaat samajhta hun...!!!


Wo Shamil Kiun Rehta Hai

Woh Shakhs Jis Se 

Ab Koi Rishta Nahin Hai Mera..

Mere Har Dard,

Har Soch Mein

 Wo Shamil Kiun Rehta Hai.



Tujhe Sochne Ki Khatir



دن رات کا یہ سفاک سفر


جتنا بھی مجھے الجھائے رکھے

جس طور مجھے تقسیم کرے


جس سمت سے مجھ پر وار کرے


جتنا بھی مجھے مِسمار کرے



پر تجھ کو سوچنے کی خاطر



پچیسواں گھنٹہ میرا ہے __!!






Dil Ko Kisi Khayal Se

Shab Ka Ye Haal Hai K Teri Yaad K Siwa..

Dil Ko Kisi Khayal Se Rahat Na Ho Saki.



ISHQ ki saza mout hai


sunaaaa hai


 tumhare nizaam main 


ISHQ ki saza mout hai



l0 phir maarrr dal0........


mujhe tum se


 muhabbat hai


muhabbat hai


muhabbat hai



Main Us Priya Ka Prem Hon

Jo Khawahish Dil Ki Thi 
Wo Puri Na Kar Ska
Jiss Ke Liye Marta Tha
 Us Ke Liye Mar Na Ska
Main Janta Tha
 Mere Muaqadar Tera Pyar Nehin
Main Phir Bhi Apne 
 Pagal Dil Ko Sumjha Na Ska
Tum Tou Khushiyan Mein Kho Gayi
 Khushiyan Naseeb Ho Tujhe
Main Ghumon Se Bhi 
Apne Dil Ko Bhala Na Ska
Main Us Priya Ka Prem Hon
 Jo Jate Hoye Kar Gayi Tanhaa 

Main Kuch Bhi Usse Keh Na Ska 


 ( M.Nawaz 03216979540 )




Friday, June 28, 2013

Hum The Tere Shehar Mein


Hum The Tere Shehar Mein 
Lekin Tere Pass Na The 
Milna Tha Tum Se 
Magar Fasle Na The 
Dil Ki Baat Dil Mein Reh Gayi 
Kehne Ke Hosle Hosle Na The 

( M. Nawaz 03216979540 )



Tum Kya Jano

Tum Kya Jano 
Ham Apne Aap Mein Kitny Akely Hai.

poch un raaton se 
jo Roz kehte hain Khuda k Liye so Jao .







Khud Hi Tamasha Dekha

Qabil e Daad Hay Yeh Aankhy, 
Ke In Ankho Sey

Khud Hi Paamaal Hoye,
 Khud Hi Tamasha Dekha.......

Kab Thehre Ga Dard

Kab Thehre Ga Dard Ay Dil, Kab Raat Basr Ho Gee
Suntay Thay Woh AayeiN Gay, Suntay Thay Sehr Ho Gee

Kab Jaan Laho Ho Ge, Kab Ashak Gohar Ho Ga
Kis Din Teri Shunwai Ay Deeda-e-tar Ho Gee

Kab Mehkay Gee Fasl-e-gul, Kab Behkay Ga Meh'khana
Kab Subah-e-sukhn Ho Gee, Kab Shaam-e-nazr Ho Gee

Waa'iz Hai Na Zahid Hei, Naseh Hei Na Qatil Hei
Ab Shehar MaiN YarooN Ki Kis tarah Basr Ho Gee

Kab Tak Abhi Rah DehkhaiN Ay Qamat-e-jananaaN
Kab hashr MoAeen Hai Tujh Ko Tou Khabar Ho Gee

Barish Ko Dekh Kar

Aaj Phir Teri Yaad Aaye Barish Ko
Dekh Kar, 
Dil Pe Zor Na Raha Apni Bebasi Ko
Dekh Kar,

Roye Is Qadar Teri Yaad Mein
Barish Bhi

Thum Gaye Meri Ashqo Ki Barish
Dekh Kar.






"MAZE" main hoon..

Kisi ne bhul kar mujh se
puch liya,
Aaj kal kaise ho ?
Main ne kaha
Zindgi main "GHAM" he
"GHAM" main "DARD" he
"DARD" main "MAZA" he
or Main
"MAZE" main hoon..



Kamaal Guzra

Main Tere Milne Ko Mojza Keh Raha Tha Lakin

Tere Bichharne Ka Saneyha Bhi Kamaal Guzra

Mujhe Teri Zaroorat Hi Rahi "~!!

Gham-e-Doraan Ko Sada Mujh Se Shikayat Hi Rahi,

Mere Alfaaz Main Dhalti Teri Soorat Hi Rahi~!!

Zehan Kehta Tha Teri Shakal Bhula Kar Rakh Dun,

Par Mere Dil Ko Sada Mujh Se Baghawat Hi Rahi~!!

Dushman-e-Jaan Bhi Mujhe Jan Se Mehboob Raha,

Teri Ulfat Ki Mere Dil Pe Hakoomat Hi Rahi~!!

" Yoon To Jo Chaha Zamane Me Mila Sab Mujh Ko,

Phir Bhi Aa Dekh Mujhe Teri Zaroorat Hi Rahi "~!!

Mohabbat Ho Jayegi


Mera Ehsaas 

Tere Sanson Ki 

Zarurat Ho Jayegi.

Tujhe Bhi Ek Din, 

Mujh Jesi

Mohabbat Ho Jayegi.

Dhadkane Kar Degi Tujhe

Pareshaan Har Shaam

Tere Dil Ko Mere Dil Ki Aisi

Aadat Ho Jayegi

Milengi Meri Yaadien

 Tujhe Apne Khayaalon Mein

Meri Baatein Teri Neend Ki 

Har Karwat Ho Jayegi

Har Mulaqat Par Khud Ko

 Mere Paas Bhul Aaoge

Mera Saath Hi 

Teri Zindagi Ki Ibadat Ho Jayegi

Tujhe Pane Ki Tamanna

 Basi Hai Meri Ruh Mein..

Mere Ishq Ki Deewangi, 

Teri Hasrat Ho Jayegi..



Kitab-E-Dil Me Bhi Rakha


Kitab-E-Dil Me Bhi Rakha

 To Tazgi Na Gaie...


Tere Khayaal Ka Jalwa


 Gulaab Jesa Hai.....!

Pehli Mulaqat Nahi Bhoole......!!


Ek Wo Ke Jinhein 

Yaad Nahin Qisa-e-Maazi,


Ek Hum Ke Abhi 

Pehli Mulaqat Nahi Bhoole......!! 





Wednesday, June 26, 2013

La Parwahi Uski..!!

Udas Shamon Mein
 Lot Kar Wo Aana Bhool
Jata Tha,
Kar Ke Khafa Mujh Ko
 Manana Bhool Jata
Tha,
Mat Pooch Muhabbat Mein 
La Parwahi Uski..!!
De Ke Zakhm Wo Marham
Lagana Bhool Jata Tha..!!


Sisak Kar es Zamany Me

Sisak Kar es Zamany Me Guzaara Kon Karta Hai,
Bharay Dariya Me Tinke Ko Sahaara Kon Karta Hai.

Bhula Dala Humein Aisa K Jaise Mar Chukay Hain Ham.
Jahaan Se Jaane Waalo'n Ko Pukaara Kon Karta Hai.
... 
Na-Jaane Kitne EeeSa Chor Kar Aaya Hun Rasty Me,
Saleebon Se Masihaai Utaara Kon Karta Hai.

Suna Karte Thay Logon Se Mohabat Aik Ghalti Hai,
Chalo Ik Baar Kar Baithen Dobara Kon Karta Hai.

Bharosa Un Pe Hota Hai Jo Khud Ko Kho Nahi Dete.
Zafar Tumhara Kar B Le Koi Humaara Kon Karta Hai


Is Ishq Mein To Koi Hisab Kitab Nahi Hota

Hansi Ki Wajha Ye Naam Nahi Hota
Ishq Mein To Koi Badnam Nahi Hota

Ary Log To Pagal Hain Jo Samjhty Nahi Hain
Warna Is Mein To Koi Gunaah Nahi Hota

... Iss Mein Koi To Aisi Baat Hai
Warna Aisy Hi Koi Kisi Mein Nahi Khota

Kuch Log Guzar Rahy Hain Zindagi Ek Nam K Sahary
Main Ne To Suna tTha Keh Koi Kisi Ka Nahi Hota

Tum Kyon Unglion Ko Gin Rahey Ho Aaj 
Is Ishq Mein To Koi Hisab Kitab Nahi Hota

Kisi k Sath Guzry Pal

Kisi k Sath Guzry Pal Barry Rangeen Hoty Hain 
Muhabbat k Ye Roz_o_Shab Bary Haseen Hoty Hain 

Ishq Karna Hai To Pehly Bikharny Ka Hunar Seekho 
Ishq Mein Haadsy Aksar Bary Sangeen Hoty hain 

Kabhi Fursat Se Aa K Dekh Is Veeran Se Ghar Mein 
Kisi Ki Yaad Mein Hum Bhi Bary Ghamgeen Hoty Hain





Apni Zaat Se Dar Lagta Hai

Baat Din Ki Nahi Mujhe Raat Se Dar Lagta Hai
Ghar Kacha Hai Mera` 
Mujhe Barsat Se Darr Lagta Hai,

Tere Tohfy Ne Diye Mujhe Khoon K Aansu
... Zindgi Ab Teri Har Sogaat Se Dar Lagta Hai,

Chhoro Piyar Ki Batain Koi Or Baat Karo
Ab To Piyar Ki Har Baat Se Dar Lagta Hai,

Meri Khatir Tu Kahin Badnaam Na Ho Jaye
Es Liye Teri Har Mulaqat Se Dar Lagta Hai,

Apno Mein Reh Kar Kuch Aisy Zakham Khaye
Humein Ay Dost Apni Zaat Se Dar Lagta Hai


daman say lipat janay do

Waqt ki gardish-e-ayyam mein beh janay do
zindagi jaisay guzarti hay guzar janay do

Meray dil nay kabhi phoolon ki tamanna ki thi
aaj kanton hi ko daman say lipat janay do
Waqt ki gardish-e-ayyam mein beh janay do
zindagi jaisay guzarti hay guzar janay do

Meray dil nay kabhi phoolon ki tamanna ki thi
aaj kanton hi ko daman say lipat janay do



Matti ke jitne ghar

Matti ke jitne ghar main banata chala gaya
Aik shaks khafa ho ke girata chala gaya

Woh mujse buhat door door bhagta raha
Jitna main uske naaz uthata chala gaya

Aik mere waste he osne dard rakhe the
Baki to wo har ik ko hasata chala gaya

Thi haath main taqat magar dil nahin mana
Uske siwa main subko harata chala gaya

Dil mein uski yaaad ke jitne chiragh the roshan
Unko bhi wo sitmgar bhujata chala gaya...




Mere Jaisa Wo Bhi Tanha Nikla

Uss Se Mera Koi Rishta Nikla,
Mere Jaisa Wo Bhi Tanha Nikla,

Uss Ke Chehre Pe Chamak Thi Jitni,
Utna Andar Se Wo Toota Nikla,

Lakh Toofan Chhupaaye The Kidhar,
Dil To Seene Mein Zara Sa Nikla,

... Ho Gaye Tum Mere Apne Jab Se,
Jo Bhi Apna Tha, Paraaya Nikla..!!! 


Mohabbat Ka Ek Devta Sa Mila

Mohabbat Ka Ek Devta Sa Mila,
Khuda To Nahi Par Khuda Sa Mila.

Mujhe Jab Khuli USki Baanhe Mili,
Zamane Ke Gam Se Panahe Mili.

Diye Jal Uthe Jab Nigahe Mili
Charago Ka Ek Silsila Sa Mila.·

... Tujhe Pa Ke Dil Ko Mere Karar Aa Gaya
Jawani Pe Meri Nikhar Aa Gaya.

Mujhe In Aankho Me Wo Aaina Sa Mila.
Nazaaro Me Ghir K Nazar Kho Gayi,

Meri Zindagi Kya Se Kya Ho Gayi,
Nigaho Ki Kuch Pyas Bujh To Gayi,

Magar Ye Dil Pyasa Tha Pyasa Mila
Mohabbat Ka Ek Devta Sa Mila,
Khuda To Nahi Par Khuda Sa Mila 






Raat, tanhai, hawa, anjaan nagar....

Raqs main jugnu, duaon ka safar.
Neem shab ki khamoshi or chasham-e-tar.

Phir teri yadon ki qandilen jalin.
Jagmaga utha mera phir khwab ghar.

... Har taraf hein barzakhon k munh khule….
Zindagi he ya koi andhi qabar….

Din dhale ye kanpti chiryon ka shor.
Kat gira hoga koi budha shajar.

Main bhatakti rooh hoon or char soo.
Raat, tanhai, hawa, anjaan nagar....




Chand ban ker

Tum jahaan chahoo
 waheen Raah badal saktey ho
Phir bhi kuch duur 
merey saath chal saktey ho

Abhi muskaan ban ker 
ankhoon mein chupe ho lekin
Ashkk ban ker 
kaheen ankhoon se oobal saktey ho

Aik pathar ki terha 
tum per asar kuch na hua
Hum ne socha tha k 
Aahoon se tum pighal saktey ho

 Meri qismat ki
 siyahii se ager dartey ho
Chand ban ker 
meri duniyaa mein nikal saktey ho. 








Meri Mohabbat Shireen Hui

Tere Aane Se Zindagi Ki Fitrat Shireen Hui,
Meri Har Ada, Har Muskurahat Shireen Hui,

Rag-Rag Mein Daud Rahi Hai Teri Mohabbat,
Is Dil Ke Har Jazbaat Ki Chahat Shireen Hui,

... Khaali Jism Mein Tumne Ehsaas Bhar Diye,
Chhu Kar Tujhe Labon Ki Hasrat Shireen Hui,

Ho Shamil Tum Mere Dil Ki Har Mehfil Mein,
Tere Khyaalon Se Meri Haqiqat Shireen Hui,

Koi Aur Nahi Hai Jahaan Mein Tere Mukabil,
Tere Naam Se Hi Meri Mohabbat Shireen Hui 







Tuesday, June 25, 2013

MayoOos Qaidiyon Ki Tarhaa

Tere Bagair Bhi

 jee Rehe hain Hum Lekin 


Sazaaaaye MoOot Ke 

MayoOos Qaidiyon Ki Tarhaa 







Monday, June 24, 2013

Ji Chahta Hai

Ji Chahta Hai 

Usey Muft Main Dil De Doon...!!

Itne Maasoom 

Khareedar Se Kiya Lena Dena..???

Kangan Teri Nazuk Kalayii Ka..........!!!!

Samajh Kar Kaanch Ka Tukra

Tarasha Mujh Ko Duniya Ney,

Bana Phir Bhi Nahi 

Kangan Teri Nazuk Kalayii Ka..........!!!!

Machalte Huwe Ansoo...!!

Kon Dekhe Ga Wo

 Machalte Huwe Ansoo...!!


Ho Jaate Hain Jo Jazab 

Takiyon K Ghilafo'n Mein...!!

Wo Mera Ho Chuka Thaa...!!

Phir Se Ho rahi Thi Muhabbat

 Unhain Mujhse...!!

Na Khulti Aankh to Bass

Wo Mera Ho Chuka Thaa...!!

Ab Apni Talaash Karta HoOon..!!

Pehle Teri Thi Justuju Mujh Ko..!!


Ab Apni Talaash Karta HoOon..!!

Jaagne Ki Wazahatain...


Na Pooch Raat Bhar 

Jaagne Ki Wazahatain...

Muhabbat main Kuch Sawalon ke

 Jawab Nahin Hotey..!!!



Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...