Nazim's poetry

Nazim's poetry

Thursday, October 11, 2012

Boht Kuch Likhna Hai Tumhare Liye

Tum Kahan Ho Yar
 Main Ek Ulljhan Mein Hon 
Boht Kuch Kehna Hai Tum Se
Boht Kuch Likhna Hai Tumhare Liye
Magar Boht Mushkil Hai Likhna 
Kyun Ke Wo Alfaz Kahan Se Laaon 
Jo Tumhari Tareef K Qabil Hon
Kin Lafaz Ko Istimaal Kro 
K Har Alfaz 
Aan Tumhare Husan-e-Ikhlaq Ko Biyan Kare
Har Alfaz Se Teri Khushbo Aaye 
Alfaz Khud Sharma Jaye Tujhe Dekh Kar
Mujhe Pata Ni Kal Kya Ho 
Main Rahon Ya Na Rahon 
Magar Main Tumhare Liye Kuch Aisa Likh Jana Chahta Hon
K Jo Logo Ko Humesha Yaad Rehe 
K Kya Likha Tha Kisi Pyar Krne Wale Ne 
Tum Hi Mera Humsafar Tum Hi Mera Hum Nawaa
Tum Hi Mera Khawab Ho Tum Hi Mera Jahan
Tum Hi Mera Din Tum Hi Meri Raat 
Tum Hi Mera Qalam Tum Hi Mere Alfaz 
Tum Hi Meri Zindagi Tum Hi Meri Zindagi Ka Talash 
Tum Hi Mera Dil Tum Hi Is Ki Dharkan 
Kahan Ho Yar 
I Love You So Much 
(Nazim Ali)

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...