Haan mera b aik sapna hai
haan mai bhi khush rehna chahti hun
Iss duniya ko tumhari ankhon se dekhna chahti hun
Haan tumhare he sath apni zindagi ka her pal guzarna chahti hun
Sab kuch haar kar bhi tumko jeet jana chahti hun
Par ye tab he ho sakta hai jab tum mere sath ho
Agar tum sath nai tu sab be-maqsad hai be-maeni hai..
No comments:
Post a Comment