Nazim's poetry

Nazim's poetry

Tuesday, December 13, 2011

Teri Be Had Mohabbat Pe Pura Utarne Se ReH Giya Hon

Teri Be Had Mohabbat Pe Pura Utarne Se ReH Giya Hon
Mujhe Intahaa Ka Khud Hai Mein Tera Bass Tera Hone Se Reh Giya Hon
Duniya Ke Chal Chlan Mujhe Bi Aate Hain ay Rothne Wale
Mujhe Srif Is Bat Ka Dukh Hai Tere Sath Beth Kar Rone Se Reh Giya Hon
Kash K Mera Bhi Zikar Aata Teri Dastan-e-Zindagi Mein Lekin
Dekhte Hi Dekhte Main Teri Zabani Biyan Hone Se Reh Giya Hon
Mere Rang-o-Roop Kuch Mukhtalif Tu Nehi Hai Tujh Se Ay Dua
Najane Phir Kyun Mein Tujh Sa Ban’ne Se Reh Giya Hon
Ye Zamana Mujhe Haarane Ke Liye Hai Tiyaar Nazim
Mujhe Zamane Se Koi Sarokar Nehi, Main Tere Ghum Uthane Se Reh Giya Hon

( Nazim Ali )


No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...