Nazim's poetry

Nazim's poetry

Tuesday, December 13, 2011

Fursat Bhi Agar Mil Jaye Tu Kabhi Hote Nehi Hum Tanhaa

Fursat Bhi Agar Mil Jaye Tu Kabhi Hote Nehi Hum Tanhaa
Ay Kash Hum Bhi Kabi Kehin Beth Kar Royeein Tanhaa
Pather Bhi Inhein Bardashat Na Kar Sakta Tha Kabhi Nazim
Chotein Jo Meri Dua Ne Dil Pe Sehein Hain Tanhaa
Dharakta Hi Nehi Balke Mera Dil Rota Bi Hai
Kese Ansuwon Ko Apne Pia Hai Dua Ne Tanhaa
Sath Us Ka Sab Ne Chor Diya Ye Bi Na Socha
Kese Guzzray Gi Wo Is Ghum Ki Khaai Se Tanhaa
Yaadon Ka Haajoon Abb Tu Hai Is Ke Chron Tarif, Janta Hon
Maine Ye Soch Liya Hai Abb Kabhi Rehne Na Don Usy Tanhaa
Jiss Mor Pe Usye Sab Chor Gaye thy Nazim
Abb Shuro Karein Gaye Us Mor Se Zindagi Ko Hum, 
Phir Na Hon Gaye Kabhi Tanhaa Tanhaa

( Nazim Ali )



No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...