Nazim's poetry

Nazim's poetry

Tuesday, October 11, 2011

mein kabhi batalata nahi par andhere se darta hu mein maa

mein kabhi batalata nahi par andhere se darta hu mein maa
yu to mein dikhlata nahi teri parvah karta hu mein maa
tujhe sab hai pata, hai na maaa
tujhe sab hai pata, meri maa
bhid mein yu na chodo mujhe, ghar laut kar aa na pau maa
bhejna itna dur mujho na tu, yaad b tujhko aa na pau maa
kya itna bura hu mein maa
kya itna bura, meri maa
jab b kabhi, papa mujhe, zor zor se jhula jhulate hai maa
meri nazar dhundhe tujhe, sochu yahi tu abhi aake thamegi maa
unse mein ye kahta nahi, par mein saham jata hu maa
chehre pe aane deta nahi , dil hi dil mein ghabrata hu maa
tujhe sab hai pata hai na maa
tujhe sab hai pata, meri maa
mein kabhi batltata nahi par andhere se darta hu maa
yu to mein dikhlata nahi, teri parvah karta hu mein maa
tujhe sab hai pata hai na maa
tujhe sab hai pata, meri maa

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...