Nazim's poetry

Nazim's poetry

Wednesday, June 8, 2011

Teri Ik Ashk

Teri Ik Ashk
Teri Ik Ashk Girnay Par May Dunya Ko Jalla Dungha
 Teri Ik Muskorahat Par Farishtho Ko Bolla Dungha
 Agar Tu Muj Say yai Key Day Ka Tum Muj Say Piyar Karti Ho
Qasam Us Zaad Ki Muj Ko
Key May Pir Ashna o k Zamaney Ko Bata Dungha
Key Mera Piyar Razi Hey Yai Sir Ab May Katta Dungha



PNAY IS DIL K GULISTAA MAY BASSA LAY MUJH KO
Is say pahlay k kisi mor pay ruk jaou mai
Apnay rastay pay mairi jaan chala lay mujh ko
K tairay lams ko mahsoos to kar k dekhu
Apni bahou may mari jaan chupa lay mujh ko
Is say pahlay k qari dhoop may murjha jaou
Apnay is dil k gulistaa may bassa lay mujh ko
Is say pahlay k mairay deeda-e- num dakhay koi
Apnay daman may mairi jaan chupa lay in ko


WO KAM SUKAN
WO KAM SUKAN
WO KAJ ADDA
WO BEWAF
ACHA LAGA
JAB BHI MILA
ROTHA HOWA
JAB BHI MILA
ACHA LAGA
WOZULAM PE MAIL BOHAT
WO JABER KA KAIL BOHAT
US KA YEH FUN
HER IK SITAM
HUMKO SDA
ACHA LAGA
TUM PIAR KEY KABIL NAHI
TUM PIAR KEY LIKE NAHI
US NEY KHA
HAM SEY KHA
HAM NEY SUNA
ACHA LAGA



Uss dor per na jaane kitne rang bharte gaye
Uss dor per na jaane kitne rang bharte gaye
hum ladte bhi rahe magar saath chalte gaye
kabhi har shaam tanha beetgayi
kabhi din raat mehfilen karte gaye
uss dor per
rang geeli rait ke, neele aakash ke rang
rang kuch karvi baaton ke, meethi yaad ke rang
har gum aur khushi ko apni bayaan karte gaye
uss dor
rang subah ki mahek ke, shaam-e-madhoshiyon ke rang
rang uss tadap ke, un shokhiyon ke rang
her rang ko chaha humne, her rang ko jeete gaye
uss dor
uss dor mein koi ganth lagne na paye kabhi
vo dor dosti ki sadha unhi judi rahe
bas yehi duya subah shaam karte gaye
uss dor per na jaane kitne rang bharte gaye!!



Yaad Dilata Hai
Barish Ka Ye Mousam Koch Yaad Dilata Hai
Kisi Kay Saath Honay Ka Ehsaas Dilata Hai
Fiza Bhi Sard Hai Yaadain BhiTaaza Hai
Ye Mousam Kisi Ka Pyaar Dil May Jagata Hai
Bheegi Hoye Raatain Khamosh Si Baatain
Aisay Main Koch Kaho Tu Her Lafz Madhem Ho Jata Hai
Barsat Ki Hain Bondain, Bondon May Hai Khushbo
Ye Lumha Tu Dil Ka Ehsaas Chuu Jata Hai
Aisay Main Tum Bhi Keh Do Dil Ki Baat
Ye Mousam Tu Pal Bhar Main Beet Jata Hai



FEELINGS OF HEART
ASMAApne haton ki lakeron mai basa le mujh ko,
 Main hon tera naseeb apna bana le mujh ko,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
 Mujh se tu pochne aya hai wafa ke maaine,
 Ye teri sada dili mar na dale mujh ko,,,,,
 Mai samander bhi hun moti bhi ghotazan bhi,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
 Koi bhi naam le ker bula le mujh ko,,,
 Kal ki baat or hao mai ab sa rahon na rahon,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
 Jitna ji chahe tera sata le mujh ko,,,,,,
 Mai khule dar k kisi ghar ka hun samaan pyare,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
 Tu dabe paaon kabhi a ker chura le mujh ko,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
 Tark-e-ulfat ki qasam bhi koi hoti hai qasam,,,,,,,,,,,,,,,,
 Tu kabhi yaad to ker bhulane wale mujh ko,
 Bara phir bada hai mai zaher bhi pee jaon faisal,,,,,,,,,,,,,,
 Sharat ye hai ke koi bahon mai sambhale mujh ko,,,,,,,,,,,



CHAND C LADKI
ANHASuno ae chaand c larki
Abhi tum keh rahi thi na
Tumhain mujh se muhubbat ho nahi sakti
Chalo mana k yeh such hai
Magar ae chaand c lerki
Mujhe itna batao tum
K jub mosam badalte hain
Gulon main rang bharte hain
To phir kiun muztarib ho kar
Akele pan se ghabra kar
Hawa ko raaz deti ho
Mujhe awaaz deti ho
Suno ae chaand c lerki
Tumhare saamne koi mera jub naam leta hai
To phir kiun chonk jaati ho
Chalo mana tumhain mujhse muhubbat ho nahi sakti
Magar itna samajh lo tum
Jahan chahat nahi hoti
Wahan nafrat k hone ka koi imkan nahi hota
Mera dawa hay chahat main
Jahan nafrat nahi hoti
Wahan aksar ye dekha hai
Agar kuch waqt kut jaye
Samay ki dhool chat jaye
To wehshat bhaag jati hai
Muhubbat jaag jati hay.... !!!



Na chupau koi bat dil mai ho agar
Na chupau koi bat dil mai ho agar.
rakhana thura sa aap hum par ,
hum nibhayn gy dosti ka rishta iskadar,
bhulane se bhi na bhula pao gy.
taron se kaho tim timana chor dey,
chand se kaho ke jagh magana chor dey,
agar aap aa nahi sakty tu koi baat nahi,
apni yadon se kaho ke wo satana chor dey,
Roney se ghum-e-dil ka ghuzara nahi hota,
har shakas dil ka sahara nahi hota,
us roz lagta hay ke bekaar jiye hum,
jiss roz ziker tumhari nahi hoti.




APNI ZAAT SE NIKAL KAR TUMHAIN TANHA CHAHHON
APNI ZAAT SE NIKAL KAR TUMHAIN TANHA CHAHHON
 MALOOM TUM KO BHI NA HO TUMHAIN ITNA CHAHHOON
APNI ZAAT SE NIKAL KAR TUMHAIN TANHA CHAHHON
 MALOOM TUM KO BHI NA HO TUMHAIN ITNA CHAHHOON
 MERI HAR SAANS TUMHARI AMMANAT HO
 MUJHE AUR BATTAO MAIN TUMHAIN KITNA CHAHHO
 MERI WAFA BHI SILLA MANGGE TUMSE
 TUM MUJHKO BHI CHAHHO MAIN JITNA CHAHOON
 KISSI K DIL MAIN NA HO ESSI CHAHAT
 KOI KISSI KO NA CHAHE MAIN TUMHAIN ITNA CHAHHON
 TUM MUJHE BAS CHAHNE KI TAMANA KAR LO
 TUMHAIN JITNI HAI TALAB MAIN TUMHAIN UTNA CHAHHOON……




Bikhar Rahi Hai Meri Zaat
Bikhar Rahi Hai Meri Zaat Usy Kehna
 Jo Milay tu yeh baat usy kehna,
 Woh sath tha tu zamana tha humsafar mera
 Aab koi nahi hai meray sath usy kehna,
 Usy kehna k bin us k din nahi guzarta
 Sisak sisak k guzarti hain raatain,
 Usay pukaron k khud hi chala jao us k pas
 Nahi rehay woh halaat usy kehna,
 Ager woh phir b na manay tu hey Meharban-E-Qasid
 Humari zeest k halaat usy kehna,
 Main har jeet us k name kar raha hon
 Main manta hon apna HAAR usay kehna,,



Not Angel and Nt Lik Angel
FaSayaniNa Woh Farishta Ho Na Farishtey Jaisa Ho
Mujhay Talash Hay Us Ke Jo Meray Jaisa Ho
Mare Khaloos Ko Pehchanta Ho Bas Kafi Hay
Woh Koi Bhi Ho Kahin Bhi Ho Kaisa Bhi Ho
Jo Khuwab Denay Ko QaDir Ho Meri Aankhon Ko
Meri Muhabbat Ko Pehchan Sakay Woh Aisa Ho
Meri Khatir Marney Ka Hosla Bhi Rakhta Ho
Agar Kabhi Rooth Jaoon May Us Say To
Muskra K Manaye Woh Aisa Ho
Jo Baat Karey To Woh Nibha Bhi Sake
Iradon Mein Woh Apne Chahtaoon Jaisa Ho
Dukhon Mein Hansney Ka Hunar Janta Ho
Ik Aisa HumSafar Jo Samander Ki Tarha Gehrah Ho
Us K Pyar Ki Thandak Ho Mare Liyae Aisi
K Woh To Bilkul Aasman K Chand Jaisa Ho
Woh Sirf Mera Ho Jo Nighaon Main Haya Rakhta Ho
Umar Bhar Sath Chale Woh Aisa Ho
Mujhe Talash Hay Us Ke Jo Mare Jaisa Ho....!





Dhoop main saya-e-deewar zaroori tu nahi
Dhoop main saya-e-deewar zaroori tu nahi,
ab tere baad koi pyar zaroori tu nahi,
hum tere ek eshaare par katta dain sar ko,
ho tere hath main talwaar zaroori tu nahi,
nafratain bhool k aa phir se galey lag jaein,
aisa mauqa mile har baar zaroori tu nahi,
jeet lein ge tujhe duniya se mera waada hain,
es dafa bhi ho meri haar zaroori tu nahi,,,,,,,,,,



Tum mil gaye ho mujhko aur kya chahaye
tum mil gaye ho mujhko aur chahaye.
mujhe kya!maangu main kya khuda se,
tumhe khuda na mujhe day diya..
ragon mein daurta hai,lahu sa pyaar tera!
dekhoon jo aaina to,aaye nazar chehra tera!
rehti hai shama raushan fanoos mein jaise!
basi hai teri chahat mere rooh mein waise!
mein tera ishq hoon,sirf tujhe jaanti hoon!
tere siwa sabhi ko anjaan maanti hoon!
tum mil gaye ho mujhko aur chahaye mujhe kya!
lete hain dil mein karvate armaan is tarah!
uthti ho jaise lehren,samundar mein jis tarah!
har baandh har sahil ko jaise tod denge woh!
majhdaar mein har kashti,dubo denge jaise woh!
lagta hai ab to khauf dil ke armaano se bhi hume!
sahil pe laake mujhko dubo de na yeh kahin!
roshan karen jo ghar,woh jalate hain aashiyaan!
aise chirag humne bhi dekhe hain meherbaan!
yeh lau jo tere pyaar ki,mere dil mein hain raushan!
mita degi mujhe ek din,yeh main bhi jaanti hoon!
tum mil gaye ho mujhko aur chahaye kya!
maangu main kya khuda se,tumhe mangne ka bad!
har agaaz ka anjaam bhi hota hai mukammil!
har rahi ko aakhir mein,mil jaati hain manzil!
tum saath jo hoge mere,badhane ko hausla!
chodoge na tum akele mujhe rahe safar mein!
yeh haqueekat to tumse pehle,mein bhi jaanti hoon!
tum mil gaye ho mujhko aur cahahye kya!
maangu mein kya khuda se,tumhe khuda nay dadiya



Tum pe kahtam sari chahat hogi
Tum pe kahtam sari chahat hogi
Phir na kisi pe yeh inatat hogi
kuch is tarha se karengy yaad tum ko na tum ko
 shikwa hoga na zamane ko shikayat hogi




Bary shatan hotay ja rahay hain
baray shatan hotay ja rahay hain
wo dil ke jan hotay ja rahay hain
sub zamany k sitam mil mil kar
muj pay qurban hotay ja rahay hain
pyar khush fehmyon ke manzil hay
safar asan hotay ja rahay hain
us nay gaon main jab sy hijrat ki
shehar viran hotay ja rahay hain
isi kochay k chand log anjum
mari pehchan hotay ja rahay hain



Nigah-e-Mehrbaan
Apni janib aik nigah-e-meherbaan achi lagi,
Aik lerki lerkeon kay dermian achi lagi,
Chand sa chehra saher hay, Zulf us ki shaam hay,
Or zulfoon ki chamakti kehkashan achi lagi,,
Kia batain hum kay jo posheedgi main husn hay,
Laakh perdoon main chuppi wo jan-e-jan achi lagi,
Phool lay ker aey hay Jashn-e-baharaan kay leay,
Thaam ker khooshboo ka aanchal mezbaan achi lagi,
Mehfil-e-Khurram main roonaq thi to us kay dam say thi,
Jab wo mehfil say gai mehfil kahan achi lagi,




Tujh ma bhla pn bhi ha aur shokhi bhi ha
Tujh ma bhla pn bhi ha aur shokhi bhi ha
dekh sakti kash apna husan meri ankh sa
tu na sab paya ha ashiq ki nazar pai nahi
jab sa dekha tujh ko dunia ki taraf dekha nahi
jab say chaha tujh ko apni yad bhi aaee nahi
tujh ko pana zindgi ha tujh ko khona moot ha
aur kuch is ka siwa mere fasanay ma nahi
mang loun ga ma kuda sa ya chura loun ga tujhy
tujh sa moti doosra us kay khazanay ma nahi




Jinay k liye saanson ki zaroorat na ho
is jahan main koi khubsurat aurat na ho
mushkilain mujh par itni parine k main bhool hi gaya
asaishon ki mujh ko surat hi yaad na rahi
Lainay gaye thay bazar main ata
par milgaya un ki taraf sai ik chanta
hosla rakh aik shair or parhlay
marnay sai pehlay chanay k jhar per charh lay




Kuch aisay bhi log thai.




Khuch aisay bhi log thai
jin say hum muhobbat karti thai
hum un ko hasati .
our wo hasti rahti thai.
suchti thai k
sub kuch bata dein usay.
magar un k bichar jane say darti thai.
kuch batein thee us mein buree.
us liayi hum nay kia us say bolna band
our wo bhi nhi bola karti thai.
hum bhi kitne thai bewaqoof.
such thai thai asey usay bhol jaein gay.
par us chahiray pay agia tha jo dil.
jab bhi dikhti bass dikhty rahti thai.
jab atti thai samni hamari.
humari diloon say chiar chaar karti thai.
our jab jati thay samni humare.
to humare aankhon me pani ajati tha.
phir wo apni shihar chale aari .
our hum bhi wapass apni shahar ajati thai.




Woh Chenchal Si Albaili Ladki
Woh Chenchal Si Albaili Ladki
Meri Nazmain Yoon Sunti Hai
Jaise In Nazmon Ka Mehwar
Us ki apni Zaat Nahi Hai
Yaani Itni Sundar Ladki
Aur koi Bhi Ho Sakti Hai
Jaise Usay Maloom Nahi Hai
Us Ladki K Saare Kaam
Saaray Naam Usi K Hain
Sab Baatein Hain Us Ki Baatein
Sab Saa-y hain Us Kay Saa-y
Saaray Mohmil Us K Hain
Main Jab Nazm Sunata Hoon
Woh Gum Sum Si Ho Jati Hai
Laikin Thodi Dair Mein Phir Se
Patthar Ki Ho Jati
Woh Chenchal Si Albaili Ladki
Wohi Aik Akaili Ladki
 



Hoti Hai Mere Shehr Ki Pehchaan Tum Hi Se
Aankhon Me Utri Hoi BeChain Hawa'ain
 Anchal Se Nikalti Hoi Khushbu Hai K Jado
 BeChain Se Uthte Howe Haathon Me Dua'ain
 Aese Me Be Khayaal Ki Pur Kaif Haw'ain
Paa Zaib Hai K Pairron Me Khanakte Howe Ghungro
Tum Se Hi To Raaton Ko Chamakte Howe Jugnu
Chu Kar Tere Wajood Ko Madhosh Haw'ain
Ik Aalm_e_Madhoshi Me Kabhi Ayen Kabhi Jayen
Ruk Jain Parrindon Ki Urranain Jo Tu Bole
Chup Ho Tum To Theher Jain Udaasi Me Hawa'ain
Bas Itna? Faqt Itna? Faqt Itna? Tumhain Bata'ain?
Siekhi Hai Ghulaabon Ne Bhi Muskan Tum Hi Se
HOTI HAI MERE SHEHER KI PEHCHAAN TUM HI SE













Woh mera ho jo aankhon main hya rakhta ho
 her qadam sath chalay ehd-e-wafa rakhta ho
 naz na bhi uthaoon to shikiat na karay
her dukh seh ker bhi
muskraney ki ada rakhta ho
 barbaad tamannaa pe ataab aur zyaadaa
 barbaad tamannaa pe ataab aur zyaadaahaa.N
merii mohabbat kaa javaab aur zyaadaaroye na
abhii ahal-e-nazar haal pe merehonaa hai
abhii mujh ko Kharaab aur zyaadaaaavaaraa-va-majanuu.N
hii pe maukuuf nahii.n kuchhmilane hai.n
abhii mujh ko Khitaab aur zyaadaauThe.nge
abhii aur bhii tuufaa.N mere dil sedekhuu.Ngaa
abhii ishq ke Khvaab aur zyaadaaTapakegaa
lahuu aur mere diidaa-e-tar sedha.Dakegaa
dil-e-Khaanaa_Kharaab aur zyaadaaai
mutrib-e-bebaak ko_ii aur bhii na
Gmaaai saaqii-e-fayyaaz sharaab aur zyaadaa


Yeh drad mit gya to phr !
Yeh drad mit gya to phr !
Yeh drad mit gya to phr !


Yeh zakhm sil gya to phr !


Bichr k sochta hon mien ,


Woh phir se mil gya to phr !


Mein titliyon k sher may


Rahon to mujh ko fiqr hy,


Wo phool jo khila nahi,


Wo phool khil gay to phir !


Tumhen be kuch nahi mila ,


Mujhe bi kuch nahi mila !


Tmam umar k liye yeh drad mil gya to phr !


Mein is liye to ajj tk sawal b na kr ska!


Aggr mere sawal ka jwab mil gya to phr!


Ye theek hai k lut kr mery he dil may aoo gy,


Mgr ye soch lo zraBadal Yeh Dil Gya To Phr........






Teri yaadon k sahare kab tak jeena
bada mushkil he tujhe bhool ke jeen
aab to har dukh gham aur udaasi me mujhe
dil tadap kar yahi khta he ab kiya jeena
yaad aate he jo maazi k khoshi k lamhe
wo hasna tumhara wo humara jeena
kitne majboor the hum k keh bhi na sake
bin tere bada mushkil he humara jeena
kaise bhoolo main sama wo aakhri lam
hawoh khna tumhara ki has kar jeena!


Zakhm-e-judai
Har bar mujhy zakhm-e-judai na dia kar
agar tu mera nahin to mujh ko dekhai na dia kar
sach jhoot teri ankh se ho jata hay zahir
qasmain na utha itni safai na dia kar
maloom hay rehta hay tu ab mujh se gurezan
pas aa k mohabat ki duhai na dia kar
urr jayen to phir laut k aaty nahin wapis
har bar parindon ko rihai na dia kar
 sharbat-e-didaar
Koi tu guftugo karoo sham bouth udas hay
tum mairay pass hi rahi, sham bouth udas hay
kuch bhi tu boltay nahie khoof ye toortay nahie
mainay kaha zara suno, sham bouth udas hay
mujsay na tum milo magar, mujsay say na kuch kaho magar
sham say akar kuch kaho, sham bouth udas hay
dekhoo bout hay sirgira,n, umar-e-rawa,n ki dastan
is main na aur dukh bharoo, sham bouth udas hay
atna hay izrab kion, karab main hain janab kion
milna hay tu amiloo, sham bouth udas hay
mana k tum khafa nahie kehnay ko kuch bacha nahi
eachaa sa shair hi pherho, sham bouth udas hay.
dekhi joo meri nabz to ik lamha soch akar,
kagaz liya or ishq ka beymar likh diya,
qorban kiyon na jaoon aeysay tabib par,
nuskhay main jis nay sharbat-e-didaar likh dia....
 




































dedar-e-ishq
idhar hum say mehfil main nazrain larana
udhar gair ko dekh kar muskarana
yeh behngi nazar ka ho sakhsana
kahin pey nigahain kahain pay nishana........
kiun bhujatey ho diya ulfat ka phokan mar kay
shahta hai dil rowan main kokan mar kay!


husn ki toop ka gola mara tera khakh na rehay
tujh pey ghir jaey kutbi tara tera kahkh na rahey
banking konsil walay teri har shah karki kar dain
char jaey tujh pay karza bhara tera kakh na rahey
sardi andar nehar kay banay sarey raat kholotey
ton na aai laya lara tera kahk na raehy
dil ki chori kay ilzam main police ka chapa par jaey
phariya jaey tabar sara tera kakh na rahay
sari gazal suna kar bhi sarra dil ka nahi mukiya
sada hai bas ikko nara tera kakh na rahey....
koi marta hai mar jaey' hum apna nishana kiun chorain
dil walay dil bachain apna' hum teer chalana kiun chorain
majboor na ho to ishq hi kia'magroor na ho to husn hi kia
tum humko manana kiun choro' hum tumko satana kiun chorain
jo hum ko nasihat kartay wo apna zamana dekh chukay
hum par bhi jawani aai hai' hum apna zamana kiun chorain
dunia to humarey samnay hai' zanat ka pata kia ho keh na ho
janat main chupi dolat kayliey dunia ka khizana kiun chorain.....
TUM YAAD BAHOOT AATEY HO!
tum yaad bahoot aatey ho
jab bhi main tanha hota hoon
jab koi khubsorat gana sunta hoon
kisi kay barey main jab bhi main sochoon
to ik dam say
tum meyray dil-o-dimag
par chah jatey ho
jab kabhi bhi koi khush rang phool dekhoon
jab kabhi bhi koi sorili awaz suno
tab yaad bahoot tum aatey ho
koi hasien chehra dekhoon
jab koi bagair kisi baat par
jagra karta hai rooth jata hai
koi jab pyar say bolta hai
aey meyray hamsafar
aey meyray dost
tab yaad bahoot tum aatey ho
TUM YAAD BAHOOT AATEY HO!


younhi bey sabab na phira karo
kisi shaam ghar main raha karo
koi hath bhi na milaey ga jo galey miloo gay tapak say
yeh naey mizaj ka shehar hai zara faslay say mila karo!

Just For You


Na chupau koi bat dil mai ho agar.
rakhana thura sa aap hum par ,
hum nibhayn gy dosti ka rishta iskadar,
bhulane se bhi na bhula pao gy.
taron se kaho tim timana chor dey,
chand se kaho ke jagh magana chor dey,
agar aap aa nahi sakty tu koi baat nahi,
apni yadon se kaho ke wo satana chor dey,
Roney se ghum-e-dil ka ghuzara nahi hota,
har shakas dil ka sahara nahi hota,
us roz lagta hay ke bekaar jiye hum,
jiss roz ziker tumhari nahi hoti......
dil ki gehraiyon mai naam ha tera..
tey bin nahi guzara mera
rooz tery gar ka lagoon phera...
ek din ho gya raat say saveera
terii galli mai kia baseraa...
meray uper ger gya tery gar ka baneeraa....
phir jub subha uth ker kaproon ko jhara ...
teray abhu nay bahir aa kar juta utaraa..
our maar maar ker sara kaproon ko phara..
phir doctor bhulvay soo dosoo taaanky lagvay..
magar sakoon na any ki wajh say phir thaper lagay...
larkii k bahioon sa kamaar per mookay pervay..
larkii k bahi thay baray chaalak ..
unhaoon ny kamray mai ker dia mhujay lock ..
lock ker k kamray ko maaray tally ..
meary uper ge gay sarry bally..
roo roo k guzaar gai sarii raat ....
agly din larkii ki aa gai barat ..
abb her tarf say thee merii maaat
barat k sath mai nay khana khaya..
khana kha k mai gar wapiss aya
yeh ha merii pyar ki kahani
iasay he lut gai merii javanii....
Aqib Usne kaha kon ho Tum?
Mai ne kaha Hasrat Tumari
Usne kaha Taaktay ho kya?
Mai ne kaha Surat Tumhari
Us ne kaha kartey ho kya?
Mai ne kaha Pooja Tumhari
Usne kaha Kaafir ho kya?
Mai ne kaha aisa hi sahi
Usne kaha chahtey ho kya?
Mai ne kaha Mohabbat Tumhari
Usne kaha Pachtaoge,
Mai ne kaha Kismat Hamari
Usne Kaha Married hoon mai.
Mai ne kaha
Sorry BAJI.............
ISTAQBAL.....!!!
jab sey yeh peygam mila hai
janan! tum aney wali ho
mousam nay sarey ghar ki tartieb badal kar rakh dali hai
choukhat pay ik chand bhi aakar beth gia hai
kai sitarey laounch main kab say parey hain
kehtay hain
is rah say tum guzro gaey
nanay monnay kai gulaboon ka kehna hai
jetnay din pass raho gaey
ghar kay har konay main aakar mehka karain gay
pholoon nay mil kar sab konain banh rakhain hain
jugnoo kab say chaat pay ghar kay
har goshay main chamak rahay hain
soraj or barish bhi kal say saiban par
tikay hoey hain
dhemay dhemay chamak rahaey hain
shaam to kab say lai hoi hai jis kamray main
tom theyro gay
ton aoo gay to yeh shaam hazaroon mousam
sundar sundar saji hoi ankhoon ko day kar
kho jai gi
phir na kabhi wapas aai gi
is say pehlay keh yeh shaam bhi
sarey mousam lay kar mujh ko
khali kar kay kho jai
to AAJAOO NA!
abhi to ishq main aeysa haal bhi hona hai
keh ashk rokna tum say mouhal hona hai
har ik kay lab pay hain meri wafa kay afsanay
teyray sitam ko abhi lazawal hona hai
baja key khar hain lakin bahar ki rot main
yeh tey hai ab kay hamain bhi nihal hona hai
tumhain khabar hi nahi tum to lot jao gay
tumharey hijar main bhi saal hona hai
hamari roh pay jab bhi azab utrain gay
tumhari soch ko is dil ki dhal hona hai
kabhi to roaey ga wo bhi kisi ki bahoon main
kabhi to us ki hasi ko zawal hona hai
milain gi hum ko bhi apnay naseeb ki khushian
bas intezar haikab yeh kamal hona hai
har ik shakhs chalay ga hamari rahoon par
muhabbatoon main wo misal hona hai
zamana jis kay kham-o-pech main uljh jaey
hamari zaat ko aeysa sawal hona hai
wasi yaqen hai mujh ko wo lout aeyga
usay abhi apnaey kiey ka malal hona hai!

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...