Nazim's poetry

Nazim's poetry

Wednesday, June 8, 2011

Har Sakhs Mujhse Naraz Sa Kyun Hai,

Har Sakhs Mujhse Naraz Sa Kyun Hai,
 Meri Har Baat Se Lagta Tapish Ka Ahsas Sa Kyo Hai
 Main Nahi Kahta Kisi Ko Kuch Bhi Galat,
 Fir Bhi Sunai Deta Har Kisi Ko Kadwa Alfaj Sa Kyun Hai
 Kabhi Madhur Tha Laharo Ka Shor Mere Liye,
 Wahi Chubhta Kano Me Aaj Chitkar Sa Kyun Hai
 Accha Banane Ki Koshish Karta Hun Aab To Har Waqt Main,
 Par Samaj Mujhme Burai Dundta Hua Pareshan Sa Kyun Hai

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...