Nazim's poetry

Nazim's poetry

Thursday, May 12, 2011

Jabse qareeb ho ke chale, zindagi se ham

Jabse qareeb ho ke chale, zindagi se ham
Khud apne aaine ko lage ajnabi se ham
Woh kaun hai jo paas bhi hai aur door bhi
Har lamha maangte hain kisi ko kisise bhi
Ehsaas ye bhi kam nahin jeene ke waaste
Har dard jee rahe hain tumhaari khushi se ham
Kuch door chalke raaste sab ek se lage
Mil lega kisi se milaaye kisi se ham
Kis mod par haiyaat ne pahoncha diya hamein
Naaraaz hai ghamon se na khush hai khushi se ham

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...