Nazim's poetry

Nazim's poetry

Friday, April 1, 2011

Badalti rut ka ishara dekhte hain

Badalti rut ka ishara dekhte hain
Ab kaise
ho ga guzara dekhte hain
Muhabbat ki yeh rasam bhi kitni ajeeb
hai
Jaane wale palat kar dobara dekhte hain
Doobne waale
doobne se zara pehle
Aik ummeed par kinara dekhte hain
Teri
Khudaai se gilah hone lagta hai
Jab duniya men koi be-sahara
dekhte hain
Kya muhabbat hamain bhi raas aaye gi ali
Aao
apna apna sitara dekhte hain

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...