Nazim's poetry

Nazim's poetry

Wednesday, February 9, 2011

Kabhi jab mudatoon baad

Kabhi jab mudatoon baad
Us ka samna ho ga
Sewae paas_e_ adab_e_takaluf aur kiya ho ga
Salib_e_waqt par main ne 
Pokara tha mohabbat ko
Meri awaaz jis ne bhi suni hogi hansa hoga
Abhi ek shorr hao ho suna hai saarbanon ne
Woh paghal kaafle ki zid main 
Piche rah gaya ho ga
Hamare shoq k asuda wa khush haal hone tak
Tumare aarz wa gesou ka soda ho chuka hoga
Hansi ati hai muj ko maslaht k in taqazoon par
K ab ek ajnabi ban kar use pahchanana hoga
Dalilon se dawa ka kaam lena sakht mushkil hai
Magar is gham ki khatir yeh hounar bi sekhna hoga

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...