Nazim's poetry

Nazim's poetry

Thursday, March 17, 2016

Main Rahon Ya Na Rahon

Main rahoon ya na rahoon
Tum mujh mein kahin baaki rehna
Mujhe neend aaye jo aakhiri
Tum khwabon mein aate rehna
Bas itna hai tumse kehna
Main rahoon ya na rahoon
Tum mujhme kahin baaki rehna
Kisi roz baarish jo aaye
Samajh lena
boondon mein main hoon
Subah dhoop tumko sataaye
Samajh lena
kirno mein main hoon
Kuch kahun ya na kahun
Tum mujhko sada sunte rehna
Bas itna hai tumse kehna
Hazaar baar socha,
keh doon ki friend nahi
meri girlfriend hai tu
Par sapne toot jaane ka darr
Kabhi dil se gaya hi nahi
Hawaaon mein lipta hua
main Guzar jaaunga
tumko chhu ke Agar
mann ho to rok lena
Thehar jaaunga
in labon pe
Main dikhu ya na dikhu
Tum mujhko mehsoos karna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Main rahun ya na rahun
Tum mujh mein kahin baaki rehna..

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...