Nazim's poetry

Nazim's poetry

Saturday, December 21, 2013

Wo Mera Khawab Hi Tou Hai

Main Jiss Mein Kho Giya Hon
Wo Mera Khawab Hi Tou Hai
Yak Do Nafas Namood Sehi 
Zindagi Tou Hai
Jalti Hai Kitni Dair 
Hawaon Mein Mere Sath
Ek Shama Phir Mere Liye
Roshan Tou Hai
Jiss Mein Bhi Dhal Gyi 
Use Mehtaab Kar Gyi
Mere Lahoo Mein Aisi Bhi
Ek Roshani Tou Hai
Parchayion Mein Doobta 
Dekhon Bhi Mehar-e-Umar
Or Phir Bacha Na Paaon 
Ye Bechargi Tou Hai
Tou Booy-e-Gull Hai
Or Pareshan Hua Hon Main
Dono Mein Ek Rishta
Arwaagi Tou Hai
Aye Khawab Umer
Khawab-e-Girezaan Ki Saaitoo
Tum Sun Sakon Tou 
Baat Meri Kabil-e-Zikar Tou Hai


 

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...