Nazim's poetry

Nazim's poetry

Monday, December 16, 2013

Tere Liye Dil Ki Batein....


Sometimes You Just Got To Accept 
That Some People Can Only 
Be In You Heart,
 Not In You Life. 






Mujhe Talash Hai Ek Ruh Ki, 
Jo Mujhe Dil Se Payar KaRe

Warna Insaan To Paison Say Bhi 
Mil Jaya Karte Hain








Meri Tanhai Ko Zaroorat Hai Tumhari

Ager Ijazat Ho To Yadoon Me Basa Lun Tum Ko







Aik Manzil Pay Ruk Gai Hai Hayaat

Yeh Zameen Jesay Ghoomti Hi Nahi







I Don’t Need Someone 
Who Sees The Good In Me, 
I Need Someone 
Who Sees The Bad 
And Still Wants Me.







Muhabbat, Chahat, Wafa Kuch Bhi Nahi
Zindagi Gamo K Siwa Kuch Nahi

Tumhare Pass Sub Kuch Hoga Magar
Mere Pas Sawaye Tumhare Kuch Nahi







Kabhi Bitha K Samne 
Poochain Gay Teri Ankhon Say

Kis Ne Sikhaya Hai Inhain 
Her Dil Mein Utar Jana







Sometimes You Have To Get So Lost, To Find Yourself Again. When You do, It’s Like a Whole New You. The One You Once Were, But 100 Times Stronger!







Happiness Is the Highest Level Of Success.







Tumhara Naam Lene Say
 Mujhe Sab Jaan Jate Hain
Mein Wo Khoi Hoi Cheez Hon, 
Jis Ka Pata Tum Ho











Darta Hun 
Pagal Hi Na 
Mujh Ko Kar Dale

Raat, Samandar,
 Chand, 
Safar Aur Yeh Khamoshi ! 








Do What You Feel In Your Heart To Be Right
For You’ll Be Criticized Anyway.







You Never Make 
the Same Mistake Twice.
The Second Time You Make It,
 It is No longer a Mistake. 
It Is a Choice.







Kalai Na Pakra Karo,
 Na Hi Paas Aya Karo

Baat Chooriyon Ki Nai, 
Jazbaaat Machal Jate Hain






Ru Baru Mushkil Hua 
Us Ko Batana Haal-e-Dil
Lag Raha Tha Asaan Kitna,
 Aainay K Samne






Tujhe Lekar Bahon Mein
Mohabbat Karte

Dekhte Teri Aankhon Mein
Neend Ka Khumar

Apni Khoi Hoi Neendon Ki
Shikayat Karte

Teri Aankhon Mein Apna Aks
Dhondte

Khud Se Bhi Ziyada Tujhe
Chaha Karte

Ek Dil Hi Tha Wo Bhi Tere Paas
Hai

Raat Bhar Jaag Ke Kis Ki
Hifazat Karte

Mere Mazhab Mein Shirk
Haraam Hai

Warna Dil-O-Jaan Se Teri Ebadat
Karte



Main Khud Hairaan hoon 
Apne Sabar ki Inteha Dekh kar
Tum ne Yaad krna Chorh dia
 main ne Intezaar krna Nahin

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...