Nazim's poetry

Nazim's poetry

Saturday, June 1, 2013

Us ki aik siski pe.

Us ki aik siski pe.

Be-trah tarapte he.

Be-qarar dil apna.

Us ki khush-naseebi ki.

Yon duaen karta he.

Khud ko bhool jata he.

Han wo ajnabi lekin.

Apni zindgani min.

Is trah ulajhta he.

Roz-o-shab yon karta he.

Khud ko yad rakhta he.

Mujh ko bhool jata he.

Mujh ko bhool jata he.

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...