Nazim's poetry

Nazim's poetry

Saturday, June 1, 2013

Neend ankhon se koson door he

Neend ankhon se koson door he.

Use keh jo diya he.

Bhool jao mujhe.

Min ne apni khatir tumhen.

Pareshaniyon min ghira.

Aziyaton min mabtala nhi dekh sakti.

Kise khabar thi k ye aziyaten, pareshaniyan.

Ab mera muqadar hen.

Aj se neend hamesha k liye rooth gai he.

Or ansu meri zindagi k sathi ban gaye hen.

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...