Nazim's poetry

Nazim's poetry

Wednesday, September 26, 2012

Ek Pal Ke Liye Hi Sahi

ek pal ke liye hi sahi
ghadiyaan hum ko mili
makhmali pyar ki
is ek pal ko jee le zara
ye lamhe phir mile na mile

 kho jaane de sabhi dooriyaan faasle
aa dil mila le aur paas aa

phir kya ho kya khabar
dekha hai kisne kal
aa raat rok le
phir ho na jaaye sehar
phir kya ho kya khabar
dekha hai kisne kal
aa raat rok le
phir ho na jaaye sehar
kyon tapte hain hum
baahar khadi fizaayen sard hain
chubhti hai ye dhadkan
dil ki ragon mein phir se dard hai
kitne fasaane tumhe hain sunaane
abhi to mila hai waqt zara
phir kya ho kya khabar
dekha hai kisne kal
aa raat rok le
phir ho na jaaye sehar
phir kya ho kya khabar
dekha hai kisne kal
aa raat rok le
phir ho na jaaye sehar
hai khushboo bhari
dheemi si roshni chirag ki
teri hi deewanagi
tujh pe fida fida hai har khushi
palkon se palken
zara chhoo ke dekho
in mein kitna ashq bhara
phir kya ho kya khabar
dekha hai kisne kal
aa raat rok le
phir ho na jaaye sehar
phir kya ho kya khabar
dekha hai kisne kal
aa raat rok le
phir ho na jaaye sehar
ek pal ke liye hi sahi
ghadiyaan hum ko mili
makhmali pyar ki
is ek pal ko jee le zara
ye lamhe phir mile na mile
kho jaane de sabhi dooriyaan faasle
aa dil mila le aur paas aa
phir kya ho kya khabar
dekha hai kisne kal
aa raat rok le
phir ho na jaaye sehar
phir kya ho kya khabar
dekha hai kisne kal
aa raat rok le
phir ho na jaaye sehar




No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...