Nazim's poetry

Nazim's poetry

Monday, June 25, 2012

kuch khwab dekhe hai,

kuch khwab dekhe hai,
kuch rang soche hai,
ab maine kal apne,
tere sang soche hai,
us raah mein jab bhi,
tu sath hoti hai,
kisso ke panno ki har baat hoti,

rooh jo hui meri fida,
toh pal mein uthi koi sadaa,
ki dil se hua,juda juda,
tuta main is tarah,

sadka kiya,ishq ka,
ki sar jhuka jahan,deedar hua,
sadka kiya,ishq ka,
ki sar jhuka jahan,deedar hua

tere mudne se suraj mud gaya,
teri roshni ke saye mein main dhoop si khili,
mera aasman bhi chota pad gaya,mujhe jab se hai teri bahon mein panah mili,
wo thehri teri ada ada,ki ruk bhi gaya mera khuda khuda,
tu mujpe hai ye asar hua,tuta main is tarah,

sadka kiya,ishq ka,
ki sar jhuka jahan,deedar hua,
sadka kiya,ishq ka,
ki sar jhuka jahan,deedar hua.......
kuch khwab dekhe hai,
kuch rang soche hai,
ab maine kal apne........

teri khushboo mein,bheege khat mile,
tere rang ki syahi se likhe padhe sune,
teri baton ke wo sare silsile,
mere din ki kahani se sune kahe bune,
main kar na saku bayan bayan,
ki chup si hui meri zubaan,
ye dil mehmaan hua hua,
tuta main is tarah,

sadka kiya,ishq ka,
ki sar jhuka jahan,deedar hua,
sadka kiya,ishq ka,
ki sar jhuka jahan,deedar hua.......
kuch khwab dekhe hai,
kuch rang soche hai,
ab maine kal apne,
tere sang soche hai,
us raah mein jab bhi,
tu sath hoti hai,
kisso ke panno ki har baat hoti,

rooh jo hui meri fida,
toh pal mein uthi koi sadaa,
ki dil se hua,juda juda,
tuta main is tarah,

sadka kiya,ishq ka,
ki sar jhuka jahan,deedar hua,
sadka kiya,ishq ka,
ki sar jhuka jahan,deedar hua.......
 
 
 
 

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...