Nazim's poetry

Nazim's poetry

Monday, April 23, 2012

Na itna mere qareeb aa


Na itna mere qareeb aa!

k mai door tum se na ja sakoon!

na itna mujhse piyar kar!

k mai chahon b na bhula sakoon!

mere hosh hawas na yunura!

k mai hosh mai phir na aa sakoon!

mere dil pe yun na naqsh ho!

k bacha sakon na mita sakoon!

meri dharkano mai na dhrak yun!

k mai dharkanain na sula sakoon!





No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...