Nazim's poetry

Nazim's poetry

Wednesday, April 4, 2012

MAIN…Bahut pyaar karta hun…



Wo saamne nahin par…
Deedaar karta hun…
wo aayegi nai par intazaar karta hun
Deewaangi mein dil ko bekaraar karta hun..
Uss ladki se haaan mai bahut pyaar karta hun

Kehti hain dhadkane ye meri…dil ka qaraar hai wo…
Kaise bhulaaoon usko DIL Se…haan pehla pyaar hain wo…
Marke b kam na hoga…dekho…aisaa khumaar hai wo

Wo aaj bhi meri hai…Iqraaar karta hoon 
wo ayegi nai par intazar karta hun..
deewangi me dil ko beqaraar karta hun…

Uss ladki se haaan MAIN…Bahut pyaar karta hun…







No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...