Nazim's poetry

Nazim's poetry

Tuesday, March 20, 2012

Mujhe Aik Ghazal Likhi Hai

Mujhe Aik Ghazal Likhi Hai
Kisi Ke Unginat Sawalon Pe
Kisi Ki Wehshat Bari Nazroon Pe
Kisi Ki Nawazish Or Tarap Pe
Or Han Mujhe Apne Sakoon K Liye 
Mujhe Aik Ghazal Likhni Hai 
Maine Sab Ko Batlana Hai
Main Koi Chotta Bacha Nehi
Main Koi Zidi Tu Nehi
Or Han Main Koi Khilana Bhi Nehi
Magar Jane Kyun Jab Bhi
Main Kuch Likhta Hon
Mohabbat Pe
Tu Log Yaqeen Nehi Karte...!!!
Jab K Ye Haqiqat Hai 
Jiss Se Bhaaga Nehi Jaa Sakta 
Han Ye Such Hai
Mujhe Aetibar Nehi Hai 
Mohabbat Pe, Fazool Hai
Magar Mera Kehna Aisa Bhi Nehi......!!!
Or Han 
Mujhe Ye Bhi Batana Hai
Yahan Kuch Log Majobr Hai
Apni Adat Se 
Un Ne Aisa Karna Hi Hota Hai 
Dil Mein Bass Kar Phir ...!!!
Ussi Dil Ko Torna Hota Hota Hai 
Bass Mujhe Ye Ahsas Dilwana Hai
Mujhe Aik Ghazal Likhni Hai 
Mujhe Maloom Hai 
Koi Nehi Hai 
Jo Mera Yaqeen Kare 
Magar Mujhe 
Ajj Ye Likh Jana Hai 
Mohabbat Naam Hai Jana Pehchana 
Iss Ne Ho Hi Jana Hai 
Magar...!!!
Meri Aik Guzarish Hai 
Ho Sake Tu Bacha Jana 
Warnaa..!!!
Dil Nazuk Hai ...!
Is Ne TooT Hi Jana Hai 
Nazim Ne Tu Na Ki Hai 
Or Na Ho Gi Ye Galti 
Logon Ka Kia Hai 
In Ne Tu Ungli Utthana Hai 
Or Utthate Hi Jana Hai 
 Mujhe Aik Ghazal Likhi Hai 
(Nazim Ali)



No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...