Nazim's poetry

Nazim's poetry

Thursday, March 8, 2012

abhi vaqt hy mujy chor ja...

ABI WAQT HA MJY CHOR JA
abi maslehat ka muqaam ha
abi qaflon ka qyam hy
abi dastaras mein ha zindagi
abi chashme nam hay roshni
abi naqshe pak-o-sabat ha
abi kuch he dair ki bat ha
abi waqt ha mjy chor jaa
abi gard rah sy urri nahi abi
abi kirchiyon main bata nahe
abi har nazara haseen ha
abi sub-noo ka yaqeen ha
abi ham kinary par hain khare
abi waqt ha mjy chor jaa
ye safar nai azaab ha
yahan har qadm pe sarab hay
yahan bad'ghumani ka raj ha
yahan bewafai riwaaj ha
abi hosh khony k din nahe
abi tere rony k din nahe
abhi hosh khone k din nae
abi vaqt hy mujhy chor ja
abhi sari nagri andehri hy
abhi din nikalny main dairi hy
abi beh-reishq main na uuter
abi sara shaher hy baikhaber
abhi vaqt hy mujy chor ja...

Image

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...