Yaro meri ik umer samandar me kat gai,
Kis shakhs ne daikhe hain bhanwar muj se ziada.
Yon muhabbat se na hum khana badosh ko bala
Yon muhabbat se na hum khana badosh ko bala,
Itne sada hain k ghar bhar utha laen ge.
Yakenan mojaza dikhae gi abb
Yakenan mojaza dikhae gi abb,
Muhabbat ashq ki dehleez par hai.
Ye door wo hai k bethe raho charagh tale
Ye door wo hai k bethe raho charagh tale,
Sabhi ko bazam me daikho magar dikhai na de.
Ye kon shakhs hai jo apne qehqon k lie
Ye kon shakhs hai jo apne qehqon k lie,
Zameen k raaz khala me ochal aea hai.
Yakkhat gira hai to jarain tak nikal aen
Yakkhat gira hai to jarain tak nikal aen,
Jis peer ko andhi me bhi milte nahin daikha.
Ye kia aik toor se guzare tamam umer
Ye kia aik toor se guzare tamam umer,
Khuda kisi se kisi ko magar juda na kare.
Ye kia aik toor se guzare tamam umer
Ye kia aik toor se guzare tamam umer,
Ji chahta hai abb koi tere siwa bhi ho.
Ye qurab kaisa hai k to samane hai aur humen
Ye qurab kaisa hai k to samane hai aur humen,
Shamar abi se judai ki sahtain karni.
Yad rakhana hi muhabbat nahin hai sub kuch
Yad rakhana hi muhabbat nahin hai sub kuch,
Bhol jana bhi bari baat hoa karti hai.
Ye kis hisab se ki to ne roshani takseem
Ye kis hisab se ki to ne roshani takseem,
Sitare muj ko mile mahtab us ka tha.
Ye muje chain kion nahin parta
Ye muje chain kion nahin parta,
Aik hi shakhs tha jahan me kia.
Ya raab zamana muj ko matata hai kis lie
Ya raab zamana muj ko matata hai kis lie,
Looh jahan ye haraf makrar nahin hon me.
Ya samat ka bharam hai ya kisi naghame ki gonjh
Ya samat ka bharam hai ya kisi naghame ki gonjh,
Aik pehchani hoi awaz ati hai muje,
Ye rakh rakhao sikha gai us ko
Ye rakh rakhao sikha gai us ko,
Wo roth kar bhi muje muskara k milta hai.
Awesome dude!!! I really loved it. This is how it's done. You should be loved to see the poetry of Allama Iqbal in urdu. It's also amazing. Try out!!! Enjoy!!
ReplyDelete