Nazim's poetry

Nazim's poetry

Wednesday, November 30, 2011

Bohat Ajeeb Jurm-e-Mohabbat ki Saza hai.

Aata hi nahi Dil mein Rehayi ka Tasawur,


Bohat Ajeeb Jurm-e-Mohabbat ki Saza hai.

Wo Aadat Ab Bhi Baqi Hai…

Bari Tabdeeliyan Laya Hoon Apne Aap Mein Lekin,,


Bas Tumko Yaad Karne Ki Wo Aadat Ab Bhi Baqi Hai…

Main apni jeet samaghta raha

woh is kamal say khela tha ishq ki bazi
Main apni jeet samaghta raha apni maat honay tak

apna khyal RAKHna

Kitna ajeeb he logon ka andaz-e-muhbt
faraz
roz ik naya zakhm de kr kehte hain apna
khyal RAKHna

Koi dhundla sa ek chehra

Koi dhundla sa ek chehra mere ankhon mein rehta hai
koi bahtka sa ek Jugnu meray Khaboun mein rehta hai

EK manoos si awaz mujy sonay nai deti
Koi uljja sa ek jumla mere yaadon mein rehta hai

Hai kis k shabnami Anchal ki Khusboo ab tuk muj mai
Koi ehsas mehka sa mere saansu mein rehta hai

mujay khud per nahi qaabu na mai kuch bol sakta hOun
Asar yeh kis k lafzu ka mere baatu mein rehta hai

December ki khunk raatay muj ko baychain rukhti hai
Lums ek hath ka ab tuk mere sochu mein rehta hai

Hai dil bi muztarib, Ehsaas bi sochu ki Uljan bi
Yeh kis ki Ankh ka Ansoo mere Ankhon mein rehta hai




Koi dhundla sa ek chehra

Koi dhundla sa ek chehra mere ankhon mein rehta hai
koi bahtka sa ek Jugnu meray Khaboun mein rehta hai

EK manoos si awaz mujy sonay nai deti
Koi uljja sa ek jumla mere yaadon mein rehta hai

Hai kis k shabnami Anchal ki Khusboo ab tuk muj mai
Koi ehsas mehka sa mere saansu mein rehta hai

mujay khud per nahi qaabu na mai kuch bol sakta hOun
Asar yeh kis k lafzu ka mere baatu mein rehta hai

December ki khunk raatay muj ko baychain rukhti hai
Lums ek hath ka ab tuk mere sochu mein rehta hai

Hai dil bi muztarib, Ehsaas bi sochu ki Uljan bi
Yeh kis ki Ankh ka Ansoo mere Ankhon mein rehta hai




Woh Aik Baat Jo Lafzon Main Aa Nahin Sakti

Labon Pe Rukti Dilon Main Sama Nahin Sakti
Woh Aik Baat Jo Lafzon Main Aa Nahin Sakti.

Jo Dil Main Hona Zara Ghum Tu Ashk Pani Hai
Ke Aag Khaak Ko Kundan Bana Nahin Sakti.

Yaqeen Ghuman Se Bahar Tu Ho Nahin Sakta
Nazar Khaayaal Se Aagey Tu Ja Nahin Sakti.

Dilon Ke Ramz Faqat Ehle Dard Jante Hain
Teri Samajh Main Meri Baat Aa Nahin Sakti.

Ye Soz-E-Ishq To Gongey Ka Khwab Hai Jaisey
Meri Zaaban Meri Haalaat Bata Nahin Sakti.....





thak gaye log shayeri kartay....!!!!!

Kaash hum khul k zindagi kartay
Umar guzri hai khud kushi kartay

bijlian iss taraf nahi aaiin
warna ham ghar main roshni kartay

kaun dushman teri tarah ka tha
aur ham kis say dosti kartay

ishq ijrat talab na tha warna
hum teray dar pay nokri kartay

iss tamanna main ho gaye roswa
hum b jee bhar k aashqi kartay

hussn aus ka na khul saka muhsin
thak gaye log shayeri kartay....!!!!!



Ye To Zeest Ka Safar Hai

Ye To Zeest Ka Safar Hai,
Ye Jo Raasta Hai Mera,
TuM Agar Na Saath Doge,
To Ye Kis Tarah Katega,
Meri Soch Ki Hadon Tak,
Ye GuMaan Bhi Kaise Aaye,
Kio Pal Bina TuMhare,
Bhala Kaise Beet Jaye,
Mere Paas TuM Nahi Ho,
Mere Paas Kab Nahi Ho?
Meri Yaad Ke Nagar Mein
Mere Khwaab Ke Safar Mein,
Meri Meri Soch Ki Tahon Tak,
Meri Aankh Ke Bhanwar Mein,
Mere Dil Me Jaan Me Tan Me,
Meri Hasraton Ke Ban Mein,
Mere Dil Ki Tairgee Mein,
Meri Shab Ki Roshni Mein,
Haan TuMhi Ho, Har Jagah Ho,
Mere Paas TuM Nahi Ho,
Mere Paas Kab Nahi Ho?
Meri Har Dua Ka Mehwaar,
Bas Ek Aarzu TuMhari,
Isi Aarzu Se Aagaye
Koi Raasta Nahi Hia,
TuMhe Kis Kadar Hai Chaha
Ye TuMhe Pata Nahi Hai...




khaab saath rehne ke nit naye dekhata hai...

khaab saath rehne ke nit naye dekhata hai...
ye jo asal mausam hai ye guzarta jaata hai...

khud ko sabz hi rakha aansoun ki barish mai
warna hijr ka mausam kis ko raas aata hai...

tu hawaon ka mausam tujh ko kiya khabar jana'n
gard-e-badgumaani se dil tau toot jaata hai...

aik tum hi thai warna aadmi muhabbat mein
laakh aayein deewarein raastey banata hai...

hum to khair nadan the muntazir rahe warna
kaun apni beenayi is tarah ganwata hai...

kitne khuwaab aankhon mein zakham ban ne lagte hain...
jab hawa ke honton pe tera naam aata hai...

senkron dukanein hain wisal ke charaghon ki
kaun hijar mein apna ab lahoo jalata hai...





Zara tham tham k barsa kar

Zara tham tham k barsa kar
abhi itna na rotha kar

Abhi to dur hai manzil
Abhi khud ko na tanha kar

Teri ankhen smandar hen
Samandar ko na sehra kar

Mera dil doob jata hai
Mujhe ase na dekha kr

Hawa mujh se kahe pagal
Na yun raston me betha kar

Wo 1 din chor jaye ga
Usay itna na chaha kar


Khud Hi Mohabbat Ko Tark Kr Diya Hum Ne

Khud Hi Mohabbat Ko Tark Kr Diya Hum Ne
Or Phir Aahista Se Tere Dil Se Khud Ko Mitaa Diya Hum Ne
Chahaton se, Dil ki Beqarariyon Se, Kabi Ansuwon Se
Tujh Ko Kehne K Bad Har Mohabbat Ko Tark Kar Diya Hum Ne
Ye Bat Or Hai K Tum Ne Na Sunni Ho Gi Dua
Tumhein Ankhon Se Kitni Bar Sadaa Di Hum Ne
Chain Nehi Hai Mujhe, Tark Mohabbat Tu Kisi Rozz Aa Jaa
Jalti Hain, Pighalti Hai Sansaein, Inhein Kese Rok Rekha Hai Hum Ne
Pehlay Socha Tha  Izhaar-e-Mohabbat kar Don Tujh Se
Dekhay Jo Gor Se Tere Jazzbaat Tu Tark Mohabbat Kar Di Hum Ne
Ye Ek Be Naam Sa Rishta Hum Mein Kuch Nehi Hai Nazim
Abb Kharay Tu Hain Tere Samne Hasstay Huye, Bass Dil Ko Nikal Liya Hum Ne
          ( Nazim Ali )



Log paRh laTay haiN AankhOn sAy Dil ki bAAt..!

Log paRh laTay haiN AankhOn sAy Dil ki bAAt..!


Aab muJh sAy terAy ghuM ki hifazAt nAhi hoTi..!

tujh se muhabbat to ha pr tujhy pany ki chaht nai


bari mushkil se bnaya tha apny ap ko kabil us k....

us ne ye keh kr bikhair diya.....

k tujh se muhabbat to ha pr tujhy pany ki chaht nai.



Bari Mushkil Se Banaya Tha Apne Ap Kabil Us Ke


Us Ne Ye Keh Kar Bekhair Diya...........!!!!


K Tujh Se MOhabbt Tu Hai Pr Tujhe Pane Ki Chahat Nehi













JisAy MarAy Dard SaY Takleef Hoti..!

KehnAy Ko To Sab MerAy ApnAy Hain..!

Par KaaSh Koi AisA HotA JisAy MarAy Dard SaY Takleef Hoti..!

Teri Yaad Se Be-Khaber Hoon Main?

Koun Kehta Hai Teri Yaad Se Be-Khaber Hoon Main?


Zara Bister Ki Silwaton Se Pooch Raat Kaise Guzarti Hai.
Koun Kehta Hai Teri Yaad Se Be-Khaber Hoon Main?


Zara Bister Ki Silwaton Se Pooch Raat Kaise Guzarti Hai.

wo Muhabbat nahi hoti .

Jazba-e-!shq alfaz ka muhtaaj hai lekin,

Jo lafzoon mai bayan ho wo Muhabbat nahi hoti .

aao dil barbaad karain …

Kesi muhabbat’ kesi chahat’ Ham par sab kuch roshan tha


Yonhi zara saa shoq howa k’ aao dil barbaad karain …

Tuesday, November 29, 2011

Hathon Main Pathar Thama Diye **

** Pehle Tarasha Us Ne Mera Wajood Sheeshay Se
~FARAZ~
Phir Zamane Bhar K Hathon Main Pathar Thama Diye **

Sambhal Gaye Hote

Tere khuloos ne barbaad kr diya hy Faraz
Fareb dety to kab k Sambhal Gaye Hote

i Mager Zinda Nahi Rehta

“Kuch Asay Hadsay Bhe Zindage Main Hoty Hain ‘”Faraz”
‘”K Insan Bach To Jata Hai Mager Zinda Nahi Rehta’”

i Mager Zinda Nahi Rehta’”

“Kuch Asay Hadsay Bhe Zindage Main Hoty Hain ‘”Faraz”
‘”K Insan Bach To Jata Hai Mager Zinda Nahi Rehta’”

Teri Mohabbat Ka Bojh Dhone Se Reh Gaya Hoo...

Teri Mohabbat Ka Bojh Dhone Se Reh Gaya Hoo...
-*-Mujhe Dukh Hai Mai Tera Hone Se Reh Gaya Hoo...

~*Mujhe Bhi Aati Hai Duniya Dari Bicharne Waley...
-*-Magar Mai Is Sanihey Pe Rone Se Reh Gaya Hoo...
...
~*Kahi Hoo Mojod Mai Bhi Is Dastan Main Lekin...
-*-Teri Zubani Bayan Hone Se Reh Gaya Hoo...

~*Mere Khod-o-Khal Mukhtalif To Nahi Hain Tujhse...
-*-Magar Kio Mai Tere Jaisa Hone Se Reh Gaya Hoo?...

~*Yai Khak Mere Laho Ki Piyasi Hai Or Shehzad...
-*-Yaha Mai Shakhey Gulab Boney Se Reh Gaya Hoo.... 




Bat ye tere siwa aur bhala kis se karen

Bat ye tere siwa aur bhala kis se karen
Tu jafa kaar hua hai to wafa ksi se karen

Aaena samne rakhen to nazar tu aaye
Tujh se jo baat chupani ho kaha kis se karen
...
Zulf o Lab o Rukh se k tere gham se
Baat ye hai k dil o jaan ko rihaa kis se karen

Tu nah hai to phir ay husn e sukhan saaz bataa
Is bharay Sheher main hum jaise, Milaa kis se karen

hath uljhay huay resham main phansa bethay hain
Ab bataa konse dhagay ko juda kis se karen

Tu ne to apni hi karni thi so kar li Khawar
Masla ye hai k hum iska gilaa kis se karen..





Romance, Love and Pyar

Chand ki chandani,
Basant ki bahar.
Phoolo ki khushbu,
Apno ka pyar.
Mubarak ho aapko Navratri ka 'TYOHAR' JAI MATA DI

Romantic  Shayari
Kuch Rishte Anjane Me Ban Jate He
Pehle Dil Se Fir Zindgi Se Jud Jate He
Kehte Hai Us Daur Ko Dosti
Jisme Anjane Na Jane Kab Apne Ban Jate hai.


Hum apne aap per gurur nahi karte,
kisi ko kuch bhi karne per majboor nahi karte,
magar jisne ek bar apna kah diya hame,
marte dum tk use dil se door nhI krte.Gn

Romantic Shayari
Chale aao hum AAPKO Yaad karte H,
ye wo gunah h JO hum bar-bar karte He,
jala k DIL ME hasrato k Chirag App ka,
or aapke msg ka intezar krte hai.

Romantic  Shayari
Khuda jaane ye husn waale chashma kyon lagate hain,
Inhone kiya hai kya aisa jo ye aankhe churate hain.

Aankho main bhar loge to kante se chubhenge,
Ye ashk to palkon per sajane ke liye hain.


Agar ho waqt to ek mulakat kijiyega,
Dil kuch kahena chahe to kuch bbat kijiyega,
Yu to muskil he fursat nikalna,
Par 1 lamha miljaye to hame yaad kijiyega…!!

Sath chutne se rishte nahi tuta karte,
Waqt ki dundh se lamhe nahi tuta karte,
Log kehte hai mera sapna tut gaya,
Tutati need hai sapne nahi tuta karte…!!

Dard hota nahi duniya ko batane ke liye,
Har koi rota nahi ansu bahane ke liye,
Ruthne ka maja to tab hai,
Jab koi apna ho manane ke liye…..!!!!

Aap par kurban meri yaari hai,
Haskar mar jau iski bhi taiyari hai,
Ye silsila na khatam ho apni yari ka,
Kyu ki maine aap ko yaad kiya hai,
Ab aap ki bari hai,,,!!

Sabse accha mera yaar hai,
Uski har shayri me kitna pyar hai,
Agar na aaye uska sms ek bhi din,
To uska mobile rakhna hi bekaar hai….!

Yaar tum bhi ajeeb ho,
Mere dil ke kitne kareeb ho,
Na milte ho, na sms karte ho,
Kya tum mujhse bhi jyada garib ho..!!

Muskaan aap ke phone se milti hai,
Dilo ko rahat aapke miss call se milti hai,
Ye silsila bandh mat hone dena,
Kyu ki ye dhadkan aapke sms se chalti hai.!

Kashti behti hai kinare ki talash me,
Log milte hai pyaar ki aas me,
Hum roz milte nahi aapse ,
Magar kuch waqt jarur bitate hai,
Aap ki yaad me!

Love Quotes
Apni ZINDAGI se kuch pal dedo muje.
Aaj na sahi apna KAL dedo muje.
KHUSHI do ya na do MARJI tumhari.
Apke kisi GOOD LOOKING FRIEND ka Number dedo mujhe....

Ek Lamha Jo Satata Hai,
Na Jane Ye DiL Kya Chahta Hai,
Kash Aap Hote Humare Nazaron Ke Samne,
Par Na Jane Kyu Ye Kash!
Kash Hi Reh Jata...

Zindagi aapko kabhi hasaati hogi,
kabhi @ rulati hogi,
yaad kar ta hai har pal
koi aa pko is raftaar bhri@ zindagi me
ek hichki to roz aati hogi,



Tham lena mera hath,
kabhi piche jo chhut jau.
Mana lena mujhe jo tumse kabi ruth jau,
Mana mai nasamjh hu,
par wo tara hu jo aapki har arzu k liye tut jau.


Aansu tumhare ho aankhe meri ho,
Dil tumhara ho dhadkan meri ho,
Khuda kare hum dono ka pyar aisa hi ho…!!


Tanhai me muskurana ishq hai,
Ek baat ko sab se chuppana ishq hai,
U to need nahi aati hai raat ko,
U to need se jaag jana ishq hai…..!!

Yaad Hum Bhi Aapko Karte Hai,
Yaad Aap Bhi Hame Karte Hai,
Fark Itna Hai Hum Yaad Ane Par Sms Karte Hai
Aur Aap Sms Ane Par Yaad Karte Hai...

Romance, Love and Pyar
Har pal me pyar hai, har lamhe me khushi hai,
Kho do to yade, jee lo to zindagi !


Bujh chukka hai tumhare husn ka hukka,
Wo to hum jo gudgudaye jate hai !

Duriyo kin a parvah kijiye,
Jab dil pukare bula lijiye,
Hum jyada dur nahi aap se,
Bus apni aankho ko palko se mila lijiye!


Hoti nahi mohabbat surat se,
Mohabbat to dil se hoti hai,
Surat unki khud hi pyari lagti hai,
Kadr jinki dil me hoti hai !

Hum tere pyar me ye yaar waha tak pahuche,
Jaha ye bhool gaye hum, ki kaha tak pahuche !

Teri muskan hamari kamjori,
Keh na pana hamari majboori,
Tum kyu nahi samajhte hamari khamoshi ko,
Kya khamoshi ko juba dena jaruri hai ?


Tumhari is ada ka kya jawab du,
Ankho ko tumhari kya hasai khwab du,
Koi accha sa phool hota to mali se magwata,
Jo khud gulab hai, use kya gulab du !


Koi he jo duaa karata he,
apno me hame bhi gina karta he,
bahut khushnasib samajhte he khud ko hum,
jab door rehkar bhi koi hame yaad kiya karta he



Ye khuda aaj nazaro ko kuch aisa dikha de,
Jaha dekhu bas vahi dikhai de,
Kash aisi meharbaniya ho jaye aaj hawa me,
Ki usko pukaru aur sirf usko sunaide…!!


mohabbat kisi se is tarah nibha lo.
Ki uske dil ke sare gum chura lo.
Itna asar chhod do kisi pe chhahat ka,
Ki upparwala bhi aakar bole mujhe apna bana Lo.


Rulana Har Kisi Ko Aata Hai,
Hasana Kisi Kisi Ko Aata Hai,
Rula Ke Jo Manale Wo Sachcha Yaar Hai,
Aur Jo Rula Ke Khud Bhi Aansu Bahaye Wo Aapka Pyaar Hai..

Love and Pyar Shayari 
Tujko jis roz se dekha usi din se deewana hu,
Kum se kum aajmakar to dekh,
Main haqiqat hu ya afsana…!!

Jawab teri shyari ke, denge hum shayari se,
Naam tera likh baithe hai, apne dil ki diary mein…!

Kastiya unhi ki dubti hai, jinke imaan dagmagate hai,
Jinke dil me neki hoti hai, wo hardam jhumte gaate hai…!


Yaado me chahe na rakho hame,
Maan me hum bas jayege,
Tamana ho agar milne ki to hath rakhna dil par,
“DHADKAN” me hum mil jaye ge…!

Wo dil hi kya jo milne ki dua na kare,
Tujhe bhool kar jiya khuda na kare,
Rahegi hamari dosti zindagi bhar tak,
Ye baat aur hai ki zindagi wafa kare ya na kare


Din me chand sitare ache nahi lagte,
Ab duniya ke nazare acche nahi lagte,
Koi aap ke papa mummy se kahe de,
Ki ab aap kuware acche nahi lagte…!!

Wo chand hai magar aap se pyaara nahi,
Shama ke bin parwane ka gujara nahi,
Is dil ne suni ek pyari si aawaz,
Kahi aap ne hame pukara to nahi……!


Aap ke aane se zindagi kitni khoobsurat hai,
Dil me basi aap ki hi surat hai,
Door jaana nahi hamse,
hume har kadam par aap ki jarurat hai.!


Wo rishta kya jisko nibhana pade,
Wo pyar kya jisko jata na pade,
Pyar to ek khamosh ehsas hai,
Wo ehsaas kya jisko lafzo main batana pade!

Ishq hi karma agar, nada tujhe manjur hai,
Ishq kar us noor se, jis noor ka ye noor hai !


Mohabbat ki shama jala ke to dekho,(romantic)
Zara dil ki duniya saja ke to dekho,
Tumhe ho na jaye mohabbat to kehna,
Zara humse nazare mila ke to dekho

Love and Romantic Shayaris 
Mein tere didaar ka talabgaar hoon,
Gujri hui baharo ka yaadgaar hoon.

Phele 100 baar idar udar dekha,
Jab tujhe dark e ek nazar dekha.

Pesh kar chand sher tumko dur se karta salam,
Pad lena is guldaste me mere dil ke sabhi pegaam.


Asar kya hai mohbaat ka kaho to mein dekha du,
Na aata ho iskq karna to mein tumko sikha du.


Unhe shak hai ki hum unpe marte hai,
Hame shak hai ki wo hum pe marte hai,
Zindagi ke dor yuhi gujarte hai,
Na wo kuch puchte hai, na hum kuch kehte hai….!!

Muskurake mila karo humse,
Kuch kaha kuch suna karo humse,
Baat karne se hi baat badti hai janaab,
Isliye roj baat kiya karo humse….!!

Tumhari yaado ki mehak in hawao me hai,
Pyar hi pyar bikhara in fizao me hai,
Aisa na ho ki duriya dard ban jaye,
Ab to aa jao ki intezar nigaho me hai….!!


Hame apne dil me basaye rakhna,
Hamari yaado ke chirag jalaye rakhna,
Bahut lamba hai safar zindagi ka,
Ek hissa hame bhi banaye rakhna…!


Aankho ke ishare samajh nahi pate,
Hotho se dil ki baat keh nahi paate,
Apni bebasi hum kis tarah kahe,
Koi he jiske bina hum reh nahi paate…!!

Wo meri muskurahat par nisar ho gaye,
Hum bhi to unke liye bekarar ho gaye,
Humne to kar liya pyaar unse,
Who kisi aur ka pyar ho gaye…!!

Chand taro ka noor aap par bares,
Har koi aap ki chahat ko tarse,
Aap ki zindagi me aaye itni khushiya,
Ki aap gum pane ko tarse…!

Romantic Shayari
Phele to usne sharab aakho se pila di,
Nazare milai humne to fir usne jhuka di.

Aai Milan ki ghadi phool khilne ki ghadi,
Iskq ke chakkar me baccho ki fikr kisko padi.

Dekhi na suni is kadar betabi kisi bhai me,
Nazar aati hai to bas aati hai aashiyaani me.


Vo nahi jab ghar per tumko kaise tharaugi,
Raat rukege dil ke devta ruthe to kaise manaugi.

Betaab hoon kai din se machal raha hai dil,
De waqt is dildar ko aakar gale se mil.

Chhat per khadi hokar ke zulfe sawarna,
Accha nahi hai har kisi ka dil bigadana.

Mohbbat khul ke kar ghabaraya nahi karte,
Baho ke bandan me aake sharmaye nahi karte.

Barsat ki raat ho aur aakho me khumari ho,
Gungrale balo wali baho me humari ho.

Baat karne ka kabhi mauka to dijiye,
Samne milte hai magar ruka to kijiye.


Dil me tumhe pane ki hasrat lagae beithe hai,
Us dil ke intazaar me palke bichai beithe hai.


Saturday Sunday ko tum khili si lagti ho,
Koun kahe baccho ki maa ho abhi kuwari lagti ho.

Lo aa gayi mein mehdi rachake dono haath,
Ji chahe jaha le chal chalugi tere saath.


Aadao me bijaliya nazar me suroor hai,
Bahak gaya dil mera to kya kasoor hai.

Khuda ne tumko hasi itna banaya na hota,
Kasam khuda ki mera dil tum per aaya na hota.


Kudrat ne kya khub diya hai tumko roop,
Tere roop kea age fika lagta sab sansaar.

Jaane anjaane me mene maang tumhari bhar di hai,
Jeevan ki har sham meine naam tumhare kar di hai.

Intazaar jab apni hadh se gujar jata hai,
Kajal aakho ka bahkar bahar aata hai.

Pyar Shayari
Ek baar fir jaga de teri awaz ka jaadu,
Kurban tum per jaan aapni hasti mita du.


Na sharab ki botal ho tum na beer ki pyali ho,
Karti ho ash kis bangale me us sahib ki gharwali ho.

Har kali ka chahiye ek bhaware ka pyar,
Tum kali ho yesi jiske lokh melege yaar.

Kiss dekar ke aata hai kisko manana,
Gulam banker rahta hai sara zamana.


Ek pal ke liye baho me aakar ke sharmai,
Jab quad se chute to pasine se nahai.

Mohbbat yase dhadkan hai sunai nahi jati,
Aakho me basi surat chhupai nahi jati.


Na sawaro zulfe bikhar jane do jara,
Hassen raat ko sawar jane do jara.

Sawar kar aayegi vo jis din mere kareeb,
Assma chu lege usi din se mere naseeb.

Pagal ban jate ho kiss lene ke baad,
Hadh se gujar jate ho is baat ke baad.

Kiss se shuru hui thi meri aaapse yaari,
Aaj tak utri nahi hai uski khumaari.

Sharmake ho gayi vo tamatar ki tarha lal,
Salha diye jab humne uske hule se gore gaal.


Ab raaj na raha raaj tera college me jana,
Is sahar me chal raha hai tera hi afsaana.

Dekha karta tha jise dulhan ke roop me,
Nazar aaj aati vahi nagin ke roop me.


Kachhe dhage ki aoot lekar jo karte hai yaari,
Iskq chupaye nahi hai lakh karo hoshiyaari.

Sapane me lab se jab nikalta hai tera naam,
Mummy fir kar deti hai mera jeena haram.

Kurban lakho aapki is banki chalk e,
Kadmo pe rakh du tere kaleja nikal ke.

Zulfo jab dil me aakar bas jati hai,
Raat nagin banker das jati hai.


Dil ka hoon shanshah tum meri mumtaaz ho,
Tajmahal hoon mein tera tum meri sartaj ho.

Nazar se nazr mili mulakat kar li,
Khamosh rahe hote hi baat kar li.

Quad me karti hai vo kiss se patakar,
Pagal banati baad me nazaro ke hatakar.

Hota hai jab kabhi bhi picture me aandhera,
Mera haath tere haath per karta hai bashera.

Pyar  Shayari
Bekaar baat na kar waqt barbad na kar,
Gir gaye jo nazaro se uako tu yaad na kar.

Koi khushiyo ke kiye koi gam ke mare pite hai,
Ek hum hai jo teri yaado ke sahare jeete hai.

Aaj kali ho to kal phool banker shaan hogi,
Barjhi banker jawa dilo ki jaan logi.

Nahi rahega jis din tera aur kisi se vasta,
Tere liye fir jayegi meri dil me aastha.


Raat unki zulfo me basera ho gaya,
Yesi need aai ki sabera ho gaya.

Kaam aate na kabhi vade hi kiya karte hai,
Jeene wale inhi vado pe jiya karte hai.


Haath na badana kabhi rasgulla jaankar,
Gharwale mana kar dege surat phechan kar.

Keise pata chalega kisi ko is baat ka,
Ikaant me hai ashbaag ki mulakat ka.


Vada kiya tha meine tumse ek raat ka,
Muka aata hi dugi waqt mulakat ka.

Gujari usne raat baato me bahlakar,
Subhah mana liya galo ko sahlakar.

Paas rahkar bhi jo humse dur thi,
Kya kare halaat se majboor thi.


Chaand roshan hota hai sitaro se jayada.
Iskq vo ladati hai kuwaro se jayada.

Jab bhi milogi tum dil ko saaf kar lege,
Pyara sa kiss lekar maaf kar dege.


Aa gaya hoon mein usse bazaar tarka do,
Parde ke piche aakar ke jara jalwa dekha do.

Chaand sa chehra tera bhule se na bholege hum,
Tu na sahi tasvir teri pyar se chu lege hum.

Zulfe uljhi hai jiski diwanan banana ke liye,
Vo kaam leti hai logo ko ulloo banana ke liye.

Jalwa dekha kar chup gaye aapne makan me,
Bekhabar bethe rahe hum bahar dukhan me.

Dil se lagao aakar tadhapao na hume,
Na rah sakege dur yu satao na hume.

Love Shayari
Rat lagi rahi hai kya picture dekhane ki,
Har taraf karti hai piccha nazare jamane ki.

Unki uljhi hui zulfo ka jab aata hai khayal
Tadapta hai dil mera jaan ka banker babal.

Chhat per khadi hokar shukha rahi thi vo baal,
Tham gaye sab rahagir kisi ko na raha khayal.

Koi unke aagosh me mitti neend sota hai,
Koi yaado ke jakham kar rota hai.


Jawani ke nashe me bahut chur ho tum,
Badi jalim ho badi magroor ho tum.

Haath me kangaan pag me payal aur kano me bali,
Pagal mujhko bana gayi hai reshami zulfe tumhari.

Meri chahat me asar ho yah jaroori to nahi,
Kisi ko meri khabar ho yah jaroori nahi.


Itna sa kaam kijiye kar raham mere haal per,
Ek nakali til laga lijiye apne gore gaal per.


Vo haseena nagin hai per dasana nahi aata,
Dil me kisi bhi shaq ke basna nahi aata.

Is kadar na gusse pe tu hum pe baras,
Gussa hum ko bhi aata hai per kata hoon tars.

Kuch khabar bhi hai root ke jane wale,
Bin bulaye chale aate hai chahane wale.

Jab vo masum nigaho ko jhuka lete hai,
Banke aanjan vo har baat ko chupa lete hai.

Tadap raha hoon mein muddat se ek jalak ke liye,
Aasiyaan roshan kar mera ek palak ke liye.

Nakab-e-hasn uthate hi machal jate hai diwaan,
Husn ki aach lagte hi pighal jate hai parvane.

Ab na jana tum kahi payal ki jhankar bankar,
Rah jayegi do zindagi andakaar bankar.

Jo kuch karna hai tumko aapne saher me kiya karo,
Kante chubte dil me mere itna rahat to kiya karo.

Love and Romance Shayari 
Accha nahi lagta tumko baar baar yah kehna,
Bahut katin hai itne dino tak dor aapse rehana.

Dour kai imtehaan kea aye utra sab me khara,
Fir bhi teri nazaro me kyu mein rah gaya gujra.

Accha hua jo aap humko jaldi hi phechan gaye,
Koi baat nahi chalo aapse hum hi haar maan gaye.


Theka liya hai kya rutane ka mujhse aapne,
Kaise manaye Jaanu tumko mummy ke samne.


Dil ki baate kare akele man halka ho jayega,
Shak ke badal chat jayege pyar ka phool khel jayega.


Kese dilau aapko mere pyar ki shahdat,
Ek tum hi ho jiski sada karta hoon ibadat.


Sharmo haya ki surkhi hai phool se gulabi galo me,
Chahat bhari padhi hai in sharbati aakho ke pyalo me.

Mujhko tumhare dard ka ahsaas hai magar,
Kya haal hai yah pooch bhi sakte nahi jigar.

Kya hua sikha jo tumne nazare milana,
Bura nahi hai kisi pyaase ko paani pilana.


Jalne wale jala kare duniya ka kaam hai jalana,
Aao hum to pyar kare kahi bitna jaye ye pal.

Udaasi bhare din jaanu kabhi to dhalege,
Dilo ke chaman me phool kabhi to khelege.

Pyar me kya luft hai dil wale jante hai,
Jalne me kya maaza hai parwane jaante hai.

Milan humara jab hoga hum sapno me kho jayege,
Zulfo ke saye me hum tum thakkar ke so jayege.

Sapano ke sakar mahal me dil ke Deepak jale,
Bahut dino se bichade premi aakhir mile gale.


Jawaani naam se ho bekhata ilzaam hoti hai,
Nek nazar bhi is umr me badnaam hoti hai.

Sahar chodkar tera chala jauga mein kahi,
Yaha per teri yaadein picha chodati nahi.

Kyu hickicha rahi ho lab to jara hilao,
Nazaro se do nimantadan gulsan mera khilayo.

Love Shayari 
Ilzaam jabse lagaye hai tumne mere sir per,
Roka hai un kadmo ko jo aate the tere dar per.

Milne ki chahat dil me mere bhi kam nahi hai,
Aa jaye bhula rusvaiya yese hum bhi nahi hai.

Khat bheja hai aapko chupakar kitaab me,
Bechain rahega dil mera iske jabab mein.

Shuru kiya hai jab se khato ne aana jana,
Har kooche me chalne laga aapna hi afsaana.

Bheja nahi aapne mere khat ka jabab,
Khata kya hue meri bata dete janab.

Khat tumhara padti hoon mein ghar mein raat ko,
Rok nahi paati hoon tat tarate haatho ko.


Ya rab meri aaho me asar kyu nahi hota,
Aapna samjhta hoon vo aapna kyu nahi hota.

Roothkar humse gaye tum kisi aur ki baho mein,
Raha ab dekhna baki asar kitna hai aaho mein.

Kya haal hai janab ka poocha jo unse pyar mein,
Humne kaha gujaarti hai raat intazaar mein.

Rootha hua kyu aajkal mera dildaar hai,
Uske bina kisse kahu jeena mera dusvaar hai.

Sawan me jaise bijali chamak jaati hai,
Kidhki se vo itni hi jzlak dikhati hai.

Kisko sunne jaye hum dil ke afsaane,
Baato ka rukh mudate vo banke aanjane.

Sawan ki boodo ko pakar dharti hui hariyali,
Do naino ki pyaas mita de resam si zulfo wali.

Gunhah kya yesa maine aapka sarkar kar diya,
Phele lagaya dil fir inkaar kar diya.

Har raat sapno mein tumse baat hoti hai,
Tum na sahi tasvir tumhari saath hoti hai.


Humne aapni zindagi ab naam tumhare kar di,
Tumne jabab dene mein kyu itni der kar di.

Paas tumhare aane se dill eta hai aangadhai,
Berukhi dildaar ki dil mein deti hai rusvai.

Haazaro yaar hote hai shama ki mehfil ke,
Ghar ke chirag rehate hai hamsha ek dil ke.

Shayari 
Jab milte hai hum roz paani bharne ke bahane,
aane kyu lage aap ghar duniya ko jatane.

Chhat per khadi hokar phool seene se lagana,
samjuga bagiya me hai milne ka tikaana.

Saamna nazaro ka hota hai garden kyu zuk jati hai,
kapane lagta badan chaal kyu ruk jati hai.

Meine likhwa liya hai tera naam aapne haatho per,
ab nahi hai dar sanam mujhko kisi bhi baat per.

Station per hue thi unse phehli mulakat,
aaj tak bhi yaad hai pyar bhara vo saath.


Khat ka jabab bhejna bablu ke haath,
khena use tab de mujhe jab na ho koi saath.

Mohbbat karne wale ke saath me takdir rahti hai,
kaleje se lagakar yaar ki tasveer rahti hai.

Teer aakho se jigar ke paar ho gaye,
tum humari jaanu hum jaanisaar ho gaye.

Iskq karne wale karte hai karamaat,
Lakh bithaye pahare duniya karte hai mulakaat.

Yaad teri dil se na jaye to kya karo,
Rah rah kar paani aakho me aaye to kya karu.

Khat tumne bheja tha hume jalane ko,
Hum bhi aa na sake tumhe manane ko.

Romantic Shayaris
Zindagi ka har pal sukh de aapko,
Din ka har Lamha Khushi de aapko,
Jahan gum ki hawa chu ke bhi na gujare,
Khuda woh zindagi de Aapko.

Darte hai aag se kahin jal na jaye
darte hai khwab say kahin toot na jaye
lekin in sab baate se jayada darte hai
kay aap hame kahin bhool na jaye.


Ek din hamare aansu hamse pooch baithe!
Hamain roz-roz kyon bulaate ho?
Hamne kaha hum yaad to unhe karte hain tum kyon chale aate ho?

Uska ilzaam hai ki who lagatar taakta hai mujhe
Lekin ye to bata ki pata kaise chala tujhe


Tere gulabi galo per har koi hai fida,
Kitne ko tum karogi har bar alvida.

Ek baar akar kahti har bar maan jata,
Agar bol leti mohse yehsaan maan jata.

Bahut udaas hoon main aakar ke haasa lo,
dil ke kisi kone me mujhko baasa lo.


Hoto me sahad bhara hai dil mein bhara hai zahar,
jo fhasat inke chakar me dhati hai vo kahar.

Khilti hai kaliyo ki tarha jab aata hai shanivaar,
jane kab gujar jata hai pyar bhara ravivaar.

Zindagi me aai bahare kadam mehkne lage,
jab se hua hai pyar kadam bahekne lage.

Pyaasi hai zindagani pyaasa hai mera tan,
milne ki tumse dil me jab se lagi lagan.

Kisi se pyar karne ka maaza jab khoob aata hai,
bhul kar sare jahah ko use mahboob chahata hai.


Na na baba na baba tere pass kabhi na aaugi,
Aisa lagta hai baho ke bandan me mar jaugi.

Pyar karne walo ko kya rok sakegi seema,
daulat lootakar pate hai yah zahar hai deema.

Dard dil chehre se chupaya nahi jata,
rog yesa hai ki bataya nahi jata.

Jab talak daulat tu us per lutata jayega,
jab talak us bevafa ka pyar pata jayega.

Bikharti hai zulfe jab vo mukhde per,
kali ghata gher jati hai chaand ke tukade per

Love  Shayari
Kal tum judaa hui thi jaya saath chood kar,
Hum aaj tak khade hai usi dil ke mod per.

Khoobsurati ka nakab liye bhathe hai,
Sayad kisi ka intaazar kiye bhathe hai.

Jab se aap mere dil mein samayi hai,
Zindagi bahar ban muskurai hai.

Unki yaado ke Deepak jab kabhi jal jate hai
Hum khayalo mein bahut dur nikal jate hai.

Haseen yaado ki shaama mujhe jalane do,
Pyar ke mujaaye phoolo ko khilne do.


Koi pooche hum na batayege yese to halat nahi,
Tuta hai deil bechara aur koi baat nahi.

Haq diya hai tumne mujhko aapna pyar pane ka,
Muka bhi to diya karo us pyar ko jatane ka.

Banana wale ne bhi kya khoob tumhe banaya hai,
Roop ka sara khazana tum per lutaya hai.


Waqt ka kab tak karuga intazaar,
Aa tujhe gale lagalu ek baar.

Tumhare bina kate katti nahi hai rate,
Khayalo mein ghoomti hai teri pyar bhari bate.


Apki tasveer ko hum seene se lagaye rakhte hai
Is tarha judaai ka har gham mita lete hai
kisi tarha aap ka zikr hojaye
to apni bheegi palkoun ko jhuka lete hain

Romantic  Shayari
Ek lamhe main unhone zindgi sanwar di,
Ek lamhe main unhone zindgi ujaad di,
Kusoor unka nahin hamara tha jo,
Un do lamhon main hamne zindgi guzaar di.


Ab vo phele wali baat nahi,
Chand to hai taro ki baraat nahi.

Yaad karne se to vapas vo aa nahi sakta,
Umr ka lamha bhi to bhualaya nahi sakta.


Uff bethe bithaye kya rog laga behte,
Ek aada ke badle Imaan gava behthe.

Chain milta nahi jara din ko,
Tum se milkar ye kya hua dil ko.

Aakho se aakhe mila kar dekhiye,
Aap humko aajma kar dekhiye.

Kabhi ulfat kabhi nafrat ka bharam hota hai,
Dile nadan per ab yah karam hota hai


Khilte phoolo se tumhari hassi,
Kitni lagti hai pyari tumhari hassi.

Dard dil ki dava ab nahi chahiye,
Pyar ki dua ab nahi chahiye.


Na tu aata hai na paigaam aata hai,
Teri yaad ka bhavar subhah sham aata hai.

Shayari 
Dil jalakar mera muskurate hain wo,
apni aadat se kab baaz aate hain wo,
pooch lete hain har raaz mujhse mera,
apne har baat mujhse chhupate hain who.

Shayari
Aazab hal hai iskq mein apne dil ka,
Na tum mante ho na vo mante hai.

 Love Shayari
Kisi ke dil ki haqiqat kisi ko kya malum,
Uthai humne musibat kisi ko kya malum.

Love Shayari
Ab tak koi chehra mujhe bhoola hi nahi hai,
Is sahar se rista mera choota hi nahi hai.

Romantic Shayari
Pee liya karte hai jeene ki tammna mein kabhi,
Dagmagana bhi jaroori hai sabalne ke liye.

Romantic shayari
Ab yah jana ki ise khate hai aana dil ka,
Hum haasi khel samjhte the lagana dil ka.

Love shayari
Tum ho ya tumhara saya hai jo mere saag chala aaya hai,
Khawaab hai ya haqiqat hai kya samjhu dil samjh na paya hai.

Shayari 
Teri aakho mein dekhi hai pyar ki chaahat humne,
Zuba se ikraar kar lo to yakeen ho jaye.

Romantic Shayari 
Jab bhi dekhta hoon usko sab kucj bhool jata hoon,
Doob kar aakho mein uski zulfo mein ko jata hoon mein.

Romantic Shayari 
Khuda ki dekho yah kaise hai kudrat,
Unko dekhe hue ho gayi ek muddat.

Romantic Shayari
Idar unko yaad kiya udhar vo samne aa gaye,
Dekhte hi dekhte dil per humare chaa gaye.

Monday, November 28, 2011

Jis Ko Kabhi Log Anmol Samjhte Thy.

Bohat Der Kar Di Tum Ne Meri Dharkan Mehsoos Karne Mein,
” WaSi ”
Aaj Woh Dil Bhi Nelaam Ho Gaya Jis Ko Kabhi Log Anmol Samjhte Thy.

rhta tum ho jata hun.

Yunhi baithay baithay gum ho jata hun,
Main ab aksar main nhi rhta tum ho jata hun.

khamoshi b gungunati hy.

Muhabbaton ma numaish ki zaroorat nhi hoti,
Yeh to wo jazbah hy jis ma khamoshi b gungunati hy.

TU DUA MAIN ASAR KAHAN..

TARQ E TALUQ KI DUA QABOLL NAHI HOTI..
DIL CHATA NA HO TU DUA MAIN ASAR KAHAN..

hum ko bhi mananay wala. .

Routh janay ki adaa hum ko b aati hai
Kaash hota koi hum ko bhi mananay wala. .

Shaoq-e-Awargi Mein Kiya Na Hua

Shaoq-e-Awargi Mein Kiya Na Hua
Ek Tera Hi Samna Na Hua

Harf-e-Matlab Na Aasaka Lab Par
Mutmaen Hain Koi Khafa Na Hua
...
Us Kay Aanchal Ko Choo Rahi Hai Saba
Waye Qismat Main Saba Na Howa

Dil Mein Noha Kanaa Raha Ek Gham
Ghar Apna Kabhi Be Sadaa Na Howa

Naa Khuda To Humen Dabu Deta
Khair Guzri Kay Woh Khuda Na Hua

Hum Pe Is Ehd-e-Kam Nigahi Mein
Kon Sa Jor-e-Naarwa Na Hua

Ab To Hum Khaak Ho Chuke "Jalib"
Ab Humara Koi Howa Na Hua






Dil karda ae tere kol aa ke ruk jaava

Dil karda ae tere kol aa ke ruk jaava
teri bukkal wich rakh ke siir muk jaava
hanju ban ke digga teriya aakhaa da
tere bulla de kol aa ke sukk jaava

Ishq koi cheez nahi dil parchaan di

Ishq koi cheez nahi dil parchaan di
ishq ta kala hai dil lgaan di
ishq da soda kade keeta nahi janda
eh oh jaam hai jo peeta nahi janda
ki samjhava main oos bedard nu
ishq ho janda hai kade keeta nahi janda

je tere jeha koi hor hunda

 Baah fadke rok lende,je chalda koi zor hunda


assi tere piche kyoN rulde,,je tere jeha koi hor hunda

Bas Tumary Hain,Tumary Hain,Tumary Hain Ye Hont

Husn Ki Jheel Ho Tum or Kinaray Hain Ye Hont.
Sach To Ye Hay Ke Mujay Jan Say Piaray Hain Ye Hont
Mainy Hr Bar Mohabat Sy Inhain Chuma Hy
Os Ny Hr Bar Mohabat Sy Obharay Hain Ye Hont
Hath Honto Py Mery Rkh K Mujhy Kehny Lgy
Rokeay In Ko, Boht Shoq K Mary Hain Ye Hont
Band Hoty Hain Ye Inkar Ki Surat Mai Mgr
Adh Khilay Hon To Mohabat K Isharay Hain Ye Hont
Aj Khud Apny Muqadar Py Mujhy Rashk Aya
Aj Honto Mai Mery Us Ny Otaray Hain Ye Hont
Chum Kr Hont Mery Us Ny Kaha tha ye Qateel
Bas Tumary Hain,Tumary Hain,Tumary Hain Ye Hont!




Chaand ghar mei tere ru-ba-ru jagta,

Chaand ghar mei tere ru-ba-ru jagta,
Kaash mere lye aj tu jagta..
Wasl rutt tujh se roothi nahi hy warna tu,
Misl-e-moj-e-saba ku-ba-ku jagta..
Tu ne dekha nahi hy khawab-e-hijraan kabhi,
Warna meri tarha hu-ba-hu jagta..








khilona hi sahi khush hu mein

Uske hatho ka khilona hi sahi khush hu mein
Kuch der ke liye hi sahi mujhe chahta to hai..!!.................B-)

jis ne MUHABBAT ki hai….!

nikle hum duniya ki bher me to pata chala
k har wo shaks akela hai jis ne MUHABBAT ki hai….!

Neend Aati Hy !

Hum Sy Poochni Hy
Tou Sitaaro’n Ki Baat
Poocho
Khwabo’n Ki Baat Tou
Wo Krte Hyn Jinhe’n
Neend Aati Hy !!!



Aansu Bhi Akser Baat Krtey Hain”

Saleeka Ho Agar Bheegi Hoi Aankhon Ko Parrhney Ka”…..
To Phir Behty Huye Aansu Bhi Akser Baat Krtey Hain”…



TU Ghuroor-E-ISHQ Say MAAT Day…!!!

Voh JUNOON Kahin Jo Na MITT Sakay, Jo Na MILL Sakay Voh QARAAR Day
MIEN Asool-E-ISHQ Ki Bisaat Hoon, TU Ghuroor-E-ISHQ Say MAAT Day…!!!

Bohat UdaSi Main Dhal Rahi Hai….

UdaS Honton Pe MuSkurahat k Phool Aayen To Jaan Laina
K Dil k Andar Ki Kuch UdaaSi Bohat UdaSi Main Dhal Rahi Hai….

Raahon Par Chalnay Walay?!!!

Manzilain Sab Ka Muqadar Hon Yeh Zaroori To Nahin
Kho Bhi Jaatay Hain Nayi Raahon Par Chalnay Walay?!!!

Kitni Fursat Se Sochta Hay Usay….

Wo Tu Milta Hay Mujhse Mehdood Se Lamhon Me Faraz
Yeh DIL Hay Kitni Fursat Se Sochta Hay Usay….

To Kisi Ka Hona Parta Hai..

Muhabbat Zindagi K Faislon Se Larr Nahi Sakti?
Kisi Ko Khona Parta Hai To Kisi Ka Hona Parta Hai..

mein wafa ki had se guzar gaya ….!

teri ghaflaton ko khabar kahan mere haal e dil pe nazar kahan
tu jafa ki had mein na aa saka, mein wafa ki had se guzar gaya ….!
teri ghaflaton ko khabar kahan mere haal e dil pe nazar kahan
tu jafa ki had mein na aa saka, mein wafa ki had se guzar gaya ….!

na parhiye kitabon ko..!!

Afsaano ki dunya men sab jhoot nahin hota..


Dil aur bhi uljhay ga, na parhiye kitabon ko..!!

رات کی رانی کی خوشبو سے کوئی یہ کہہ دے



رات کی رانی کی خوشبو سے کوئی یہ کہہ دے
آج کی شب نہ مرے پاس آئے
آج تسکینِ مشامِ جاں کو
... دل کے زخموں کی مہک کافی ہے
یہ مہک،آج سرِشام ہی جاگ اُٹھی ہے
اب یہ بھیگی ہُوئی بوجھل پلکیں
اور نمناک ،اُداس آنکھیں لیے
رت جگا ایسے منائے گی کہ خود بھی جاگے
اور پَل بھر کے لیے،میں بھی نہ سونے پاؤں
دیو مالائی فسانوں کی کسی منتظرِ موسمِ گل راجکماری کی خزاں بخت،دُکھی رُوح کی مانند
بھٹکنے کے لیے
کُو بہ کُو ابرِ پریشاں کی طرح جائے گی
دُور افتادہ سمندر کے کنارے بیٹھی
پہروں اُس سمت تکے گی جہاں سے اکثر
اُس کے گم گشتہ جزیروں کی ہَوا آتی ہے!
گئے موسم کی شناسا خوشبو
یوں رگ و پے میں اُترتی ہے
کہ جیسے کوئی چمکیلا،رُوپہلاسیال
جسم میں ایسے سرایت کر جائے
جیسے صحراؤں کی شریانوں میں پہلی بارش!
غیر محسوس سروشِ نکہت
ذہن کے ہاتھ میں وہ اِسم ہے
جس کی دستک
یاد کے بند دریچوں کوبڑی نرمی سے
ایسے کھولے گی کہ آنگن میرا
ہر دریچے کی الگ خوشبو سے
رنگ در رنگ چھلک جائے گا
یہ دلاویز خزانے میرے
میرے پیاروں کی عطا بھی ہیں
مرے دل کی کمائی بھی ہیں
ان کے ہوتے ہُوئے اوروں کی کیا ضرورت ہے
رات کی رانی کی خوشبو سے کوئی یہ کہہ دے
آج کی شب نہ میرے پاس آئے
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...