Nazim's poetry

Nazim's poetry

Friday, December 9, 2011

kaise akela chor doon is rah main

Main usay kaise akela chor doon is rah main
Sath jo chalta raha majboriyon ke baad bhi
Ban k khusboo rach gya hai yun mere ehsas main
Door ho paya nahi woh dooriyon ke bad bhi
Rafta rafta us ko bhi ye duniya ra’as aa gye
Muskra k woh mila hy ranjishon ke bad bhi
Fasly kb kum howay hain rabton ke bad bhi
Ajnabi thay ajnabi hain "mohabbaton" ke baad bhi...


No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...