Nazim's poetry

Nazim's poetry

Tuesday, November 1, 2011

Jaane kyun main teri har baat sochta hoon


Aa haa, 
aa haa, 
aa haa La la, 
la la, 
la la la Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon 
Jaane kyun main teri har baat sochta hoon 
Yeh paagalpan hai yaa pyaar hai 
Yeh kaisa mujhpe khumar hai 
Har pal ho tujhse meri mulaqat sochta hoon 
Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon 
 Tere khayalon mein khoye rehna 
Mera kaam ab yehi hai 
Yeh jaan le tu ki pagal dil ka Paigham ab yehi hai
 paigham ab yehi hai
 Ho jaye shaayad koi karamat sochta hoon 
Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon 
Jaane kyun main teri har baat sochta hoon
 Milne ko aksar mile tu mujhse 
Phir bhi hain faasle kyun 
Dil ki lagi ne banaye hain
 yeh Benaam silsile kyun 
benaam silsile kyun 
Badlenge kaise ab yeh haalat sochta hoon 
Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon
 Jaane kyun main teri har baat sochta hoon
 Yeh paagalpan hai yaa pyaar hai 
Yeh kaisa mujhpe khumar hai 
Har pal ho tujhse meri mulaqat sochta hoon
 Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...