Nazim's poetry

Nazim's poetry

Wednesday, November 16, 2011

Batao tum ko kya likhain?

Batao kia likhain tum ko
Keh lafzoon ka chunao bhi
Bara dushwaar hota hai
Jo tum ko jaan likhtay hain
Wafain khoob rooti hain
Humain aa ker ye kehti hain
Ke tum apnay hi qatil ko
Ab be jaan likhtay hoo?
Kabhi emaan likhtay ho
Ye tum acha nahi kertay
To phir ye sochtay hain hum
Tumhain ab soog likhtay hain
Koi mustaqil sa roog likhtay hain
Soog ko mananay main,
Roog ko bhulanay main
Umer beet jati hai
Roog denay waloon ko
loog bhool jatay hian
Bhool janay waloon ka
soog too nahi hota
Chalo tumhhi batao ab
Apnay na karda gunahoon ki
Koi saza likhain…
Batao tum ko kya likhain?
Batao kia likhain tum ko
Keh lafzoon ka chunao bhi
Bara dushwaar hota hai
Jo tum ko jaan likhtay hain
Wafain khoob rooti hain
Humain aa ker ye kehti hain
Ke tum apnay hi qatil ko
Ab be jaan likhtay hoo?
Kabhi emaan likhtay ho
Ye tum acha nahi kertay
To phir ye sochtay hain hum
Tumhain ab soog likhtay hain
Koi mustaqil sa roog likhtay hain
Soog ko mananay main,
Roog ko bhulanay main
Umer beet jati hai
Roog denay waloon ko
loog bhool jatay hian
Bhool janay waloon ka
soog too nahi hota
Chalo tumhhi batao ab
Apnay na karda gunahoon ki
Koi saza likhain…
Batao tum ko kya likhain?




No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...