Nazim's poetry

Nazim's poetry

Saturday, October 8, 2011

n Main Kaee Baar Mujhay.......
Naam Hatheli Par Bhi Likh Likh Kay Mitaaya Hoga...

Jahan Uss Nay Mera Zikkr Suna Hoga Kisi Say..
Uss Ki Aankhon Main Koi Aansoo Tou Aaya Hoga..

Raat Ke Bheetnay Tak Neend Na Aai Hogi Tujhay........
Tunay Takkiye Ko Bhi Seenay Se Lagaaya Hoga..

Hokay Nidhaal Meri Yadoon Se Tunay Jaana.........
Meri Tasveer Pe Sar Apna Tikaaya Hoga......

Poocha Hoga Jo Kisi Ne Tere Halaat Ka Sabbab....
Tunay Baaton Main Khoob Uss Se Chupaaya Hoga....


Woh Samnay Aaye

woh samnee aayee to nazroon ko jhukaa lon ga
dekhon ga nahee phir bhi tasveer bana loon ga

aana hai to aajao ruswayee nahee ho giii
dekhee ga nahee koi palkon men chupaa lon ga

jo hum per guzarni hai aik baar guzer jayeee
her ghum ki tarha tugh ko seene se laga loon ga

veeran ger dil ho aankhon men andheera ho
yaadon ke dyiee apni palkon men saja lon ga

manzoor ger ho gi ruswai teri mugh ko 
men beth sahil se tofan uthaa lon ga

naraaz ger woh hain meree nasheman se
men nasheman ke tinkoon ko hata doon ga

kyoun mugh se khafaa ho ker woh door gayee 
bahoon men woh aajayeen men un ko mana loon ga

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...