Aarzoo ki raahon mein, dhadkanon ki baahon mein
Aarzoo ki raahon mein, dhadkanon ki baahon mein
Aao ghar banaaye hum
Phir voh ghar sajaaye hum
Apna pyaar main laaoon, apna roop tum laana Chhaon leke main aaoon, narm dhoop tum laana
Aarzoo ki raahon mein, dhadkanon ki baahon mein
Aao ghar banaaye hum, phir voh ghar sajaaye hum
Apna pyaar main laaoon, apna roop tum laana
Chhaon leke main aaoon, narm dhoop tum laana
Aarzoo ki raahon mein
Dhadkanon ki baahon mein
Din ko sab hawaaon mein ho gulaab ki khushbo Raat aaye to maheke ek khwaab ka jadoo
Haan, din ko sab hawaaon mein ho gulaab ki khushboo
Raat aaye to maheke ek khwaab ka jadoo
Raat leke main aaoon, aur khwaab tum laana Main hawaayein laaoonga, aur gulaab tum laana
Aarzoo ki raahon mein
Dhadkanon ki baahon mein
Aasmaan zameen apne hum naye banaayenge
Hum yakeen vafaaon ka marke bhi dilaayenge
Ho, aasmaan zameen apne hum naye banaayenge
Hum yakeen vafaaon ka marke bhi dilaayenge
Aasmaan main laaoon, aur zameen tum laana Main vafaayein laaoongi, aur yakeen tum laan Aarzoo ki raahon mein, dhadkanon ki baahon mein
Aao ghar banaaye hum, phir voh ghar sajaaye hum
Apna pyaar main laaoon, apna roop tum laana Chhaon leke main aaoon, narm dhoop tum laana
Aarzoo ki raahon mein
--FEMALE--
Dhadkanon ki baahon mein |
Nazim's poetry
Tuesday, May 24, 2011
Aarzoo ki raahon mein
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment