Nazim's poetry

Nazim's poetry

Monday, March 25, 2013

koi tujhe chor jana chahta hai nazim......Judai mout hoti hai

such hi tu hai ye......
mgr hum shyad majbor hote hain...
ya kisi k sath chalna ni chahte....
ya humein kisi ka sad rehna acha lgta hai....
ya hum kisi se khud ko chorwana chahte hain....
ya hum kisi ko Ignore krte hain....
ya hum ye chahte hain k 
koi khud hi ye keh day 
k  humein juda ho jana chahiye.....
ya ya ya ....
boht c waja hain.....
koi tujhe chor jana chahta hai nazim......
mgr ye dil q ni manta ....
q ni manta ... :'(
(Nazim Ali)

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...