Nazim's poetry

Nazim's poetry

Thursday, December 6, 2012

Meri zindgi to firaaq hy

Meri zindgi to firaaq hy,
wo azal sy dil mein makeen sahi,
.
Wo
nigah_e_shoq
sy door hen, rag_e_jaan sy laakh qareeb sahi
.
Sr_e_toor ho, sr_e_hashr ho, hmen intezar qabool hy,
.
.Wo kbi milen, wo kahin milen, wo kbi sahi wo kahin sahi
.
Mera unpe jo bas nahi, to na sahi,
k ye ashqi hy hawas nahi
.
Mein unhi ka tha, unhi ka hun,!

wo mery nahi to nahi sahi
.
Jo ho fesla wo sunaiye, isay hashr py na uthaiye
.
Jo krengy ap sitam wahan,
wo abi sahi wo yahin sahi
.

Usy dekhny ki jo lo lagi, to dekh hi lengy hm

Wo hazaar ankh sy door ho,

wo hazaar parda'nasheen sahi. 
 
 

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...