Nazim's poetry

Nazim's poetry

Thursday, October 4, 2012

IShQ Umar Nahi Dekhta Bus Ujaar Deta Hai



Khizan Mein Hota Hai Imtihan Wafaon Ka

Jo Shajar Ko Hon Pyaray Woh Patay Nahi Girtay,,,,,,
*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

Tere kareeb reh ke bhi dil mut’mayin na tha

,Guzri hai mujhpe yeh bhi qayamat kabhi kabhi..
*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

::Jo TuM bOlO bIkHeR jAeN jO tUm BoLo SaNwAr JaEn::

mAgR y Un ToOtNa JuRnA bHoAt TaKlEeF DeTa HaI::

*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

Dhoka Deti Ha Masom Chehron Ki Chamak Aksar,

Har Kaanch Kay Tukray Ko Heera Nahi Kehtay...!!

*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

IShQ Ki Nagri Mein Maafi Nahi Kisi K0o Bhi

IShQ Umar Nahi Dekhta Bus Ujaar Deta Hai

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...