Nazim's poetry

Nazim's poetry

Wednesday, May 30, 2012

Wo Abb Hone Ko Hai

Abb Lag Rhaa Hai
Jo Pehlay Na Hua 
Wo Abb Hone Ko Hai
Warna Har Baat Pe 
Ye Dil Pehlay Dharkaa Thori Tha 
Koi Chehra Bar Ha Bar 
Mere Samne Aane Laga 
Dil-o-Dimag Pe Chane Laga
Wo Mujhe Apna Bana Laga 
Mosam Koi Hungamaa Sa Machane Laga
Ek Nasha Sa Tere Khumar Ka Chane Laga
Abb Lag Rahaa Hai Koi Apna Hone Laga 
Abb Lag Rhaa Hai
Jo Pehlay Na Hua 
Wo Abb Hone Ko Hai
(Nazim Ali)






Tuesday, May 29, 2012

Tujhe Pyaar Karate Karate Teri Nind Tak Udaa Duun

Tujhe Pyaar Karate Karate Teri Nind Tak Udaa Duun
Aayuun Jo Apani Zid Pe Tujhe Kyaa Se Kyaa Banaa Duun
Tujhe Pyaar Karate Karate

Tuu Hi Ye Bandagi Hai Tuu Hi Meri Aarati Hai
Mujhe Kyaa Garaz Ki Duniyaa Mujhe Kyaa Pukaarati Hai
Tujhe Zindagi Nayi Duun Tujhe Naam Bhi Nayaa Duun
Aayuun Jo Apani Zid Pe

Vo Khushi Ki Roshani Ho Yaa Vo Gam Kaa Ho Andhera
Jo Nasib Hogaa Teraa Vo Nasib Hogaa Mera
Mere Haathon Ki Lakirein Tere Haath Pe Sajaa Duun
Aayuun Jo Apani Zid Pe



Tum Bin Ab Nahi Raha Jaata

Kaise Kahoon Ke Tum Bin Ab Nahi Raha Jaata
Ye Dil Mein Ek Ehsaas Hai Zabaan Se Nahi Kaha Jaata
Yaadein Teri Har Pal Sataati Hai, Na Peecha Chhode Mera
Kya Kahoon Humse, Ab Ye Intezaar Nahi Saha Jaata
Tere Pyar Na Hai Mujhe To Ekdum Se Pagal Kar Dala
Bas Tumhe Yaad Karti Hoon, Aur Kuch Nahi Kiya Jaata
Mohobbat Mein Teri Doob Gaye Hain Iss Kadar Hum
Ab Tere Pyar Ke Sivay Aur Koi Jaam Nahi Piya Jaata
Iss Kadar Moher Laga Di Hai Mere Tan Aur Mann Pe Tumne
Ab Kisi Aur Ka Naam Zabaan Se Nahi Liya Jaata

Smile, smile and smile,

Smile, smile and smile,
Will make your life versatile,
Like a linn in the isle.

Smile can give you boundless joy,

It is the greatest eternal toy.
If smile is absent,
Your life will destroy.

Smile, smile and rise,

Your life would be a paradise.
Your heart will gush and face will shine,
Your life would be lissom and divine.

So please,


Smile, smile, smile and smile,

Journey of life would become agile.

Smile because it’s contagious

Smile because it’s contagious
Smile because it’s healing
Smile because it makes people wonder
What you’re thinking.

Smile innocently to hide the guilt

Smile mischievously to make others skeptic.
Smile lovingly to butter up the retaliator
Smile dreamingly to make others lovesick.

Smile because it’s raining

Smile because you’re tickled.
Smile because you’re happy
Smile because you’re idle.

Smile affectionately to show your love

Smile smugly as you’ve done your work.
Smile pleadingly to get what you want
Smile forgivingly to pardon the jerk.

Smile because you’re confused

Smile because you’re lost without a plan.
Smile because you want to
And smile just because you can!

Smile before you sleep

Remember there's a mile in every smile
a well in every dwell

Smile before you rise

Smile before you sleep

At the rising of the sun

Smile

Before you count the flock

Smile

For no reason

Just Smile

For every reason

Smile

Seek a rose in the Wilderness

and Smile

Remember there's a mile in every smile

a well in every dwell

Smile before you rise

Smile before you dream

Smile when you think of me

A smile is a sign of love

A smile is a sign of love
A smile is a sign of care
A smile tells how much to others
You are important and also dear

A smile is a sign of cheer

A smile is a sign of trust
A smile shows how you can
Be happy even in hard crust

A smile is a sign of joy

A smile is a sign of hope
A smile teaches you how you can
Remove the clouds of mope

For nothing but only a smile

Takes away your pain and trial
And pick your trouble's pile
And let you smile, smile and smile.

Smile Fineland

Smile Fineland,
Smile you land of finesse,
Smile for your shining beauty,
Smile and keep on smiling.

Smile you land of waters

Smile and show your happy tears
Smile, for nothing have you to fear
Smile and your echoes shall reach far.

Smile for the cuteness of your culture,

Smile and let your silent smile Speak volumes,
Smile for the entire world to envy you.

When hailstorms start falling

And trees and waters turn stiff white
Smile, smile until the winter
Pause you smiling.

I hope you smile

hope........
hope.......
hope.......
I hope
I hope you smile
I hope You never cry
I hope you happy
I hope your get you dream
I hope you better than yesterday
I hope you respon to my love
I hope you love me do
I hope you always remember me my girl
remember me remember me remember me remember me
and please smile
please
smile smile smile smile smile smile 
smile smile smile smile smile smile smile smile smile smile
I hope you smile and happy
and I hope
I hope I hope I hope I hope I hope I hope I hope
I hope I hope I hope I hope I hope I hope I hope
I hope I hope I hope I hope I hope I hope I hope
I hope I hope I hope I hope I hope I hope I hope
you love me you love me you love me you love me
and please
keep my hand and your smile look my face
and we life together and you smile and you happy
you happy I hope I hope I hope I hope I hope I hope I hope
forever us together
forever forever forever and forever
I love you

EVERYDAY I sit alone

EVERYDAY I sit alone
with no shine in my foam.
I PLAY ALONE IN MY DREAMS,
and see my friends through a beam.
DO I MISS THEM,
or does my soul...
BUT ALWAYS U WILL BE MY LOVELY HEARTED FRIENDS!!!!!!

Monday, May 28, 2012

Mujhe Ye Farab Khana Hi Tha

Mujhe Ye Farab Khana Hi Tha 
Tere Hathon Mera Dil Totna Hi Tha
Tujhe Toot Kar Chahna Or
Tumhi Ne Mujhe Chorna Hi Tha 
Meri Ankhien Bheegi Rehti Hain
In Ansowo ko Abb Sukhna Hi Tha 
Chalo Man Lete Hain "Still"
Tum Apni Jagha Sachi Ho 
Humara Kia Tha...!!!
Humein tere Dar Se Khalli LOtna Hi Tha
  ( Nazim Ali )




Thursday, May 24, 2012

Nigahen milakar, nighahen jhukana...




Nigahen milakar, nighahen jhukana...
Haan, Nigahen milakar, nigahen jhukana
Agar yeh mohabbat nahin hai toh kya hai?

Mhmmhhmm...


Kitaabo mein chaahat bhare khat chupaana...

Ho, Kitaabo mein chaahat bhare khat chupaana...
Agar yeh mohabbat nahin hai toh kya hai?

Mhmmhhmm...


Nigahen milakar, nigahen jhukana...

Nigahen jhukana...

><><><


Adaein toh pehle bhi thi shokh chan-chal...

Magar is tarah se na karti thi ghaayal

Adaein toh pehle bhi thi shokh chan-chal...

Magar is tarah se na karti thi ghaayal
Hawaaein toh pehle bhi chalti waise...
Magar is tarah se na udta tha aanchal

Yeh lehraake aana, yeh balkhaa ke jaana...

Haan, Yeh lehraake aana, yeh balkhaa ke jaana...
Agar yeh mohabbat nahin hai to kya hai?

Mhmmhhmm...


Nigahen milakar, nigahen jhukana...

Nigahen jhukana...

Re sa re sa re sa, ga pa ma ga pa ma, ga re ma ga re sa

Pa ni sa ma, ma ga ga ga re re sa ni pa

><><><


Hathaili pe aksar, mera naam likhna...

Dhadakte hue dil pe phir usko rakhna

Hathaili pe aksar mera naam likhna...

Dhadakte hue dil pe phir usko rakhna
Nigahen bicha kar, mere raaste mein
Tadap kar jigar thaam kar aah bharna

Haan, Deewano ki tarah mere peeche aana


Ho... Deewano ki tarah mere peeche aana

Agar yeh shararat nahin hai to kya hai?

Mhmmhhmm...


Nigahen milakar, nigahen jhukana...

Nigahen jhukana...

><><><


Subha-shaam yeh meri galiyo ke phere

Iraade nahin ache lagte hai tere

Subha-shaam yeh meri galiyo ke phere

Iraade nahin ache lagte hai tere

Mein deewanagi ki hadon se guzar kar

Tujhe pyar kar ne laga hoon mein dilbar

Kissi ka sare-aam yoon dil churaana


Haan, Kissi ka sare-aam yoon dil churaana

Agar yeh shararat nahin hai toh kya hai?

Mhmmhhmm...


Nigahen milakar, nigahen jhukana...

Nigahen jhukana...

Haan, Nigahen milakar, nigahen jhukana

Agar yeh mohabbat nahin hai toh kya hai?

Mhmmhhmm...


Kitaabo mein chaahat bhare khat chupaana...


Haan, Kitaabo mein chaahat bhare khat chupaana...

Agar yeh mohabbat nahin hai toh kya hai?




Kabhi naraz mat hona

Kabhi naraz mat hona
Gilay chahe bohat karna,
Rulana aur bohat larna

Suno naraz mat hona,

Kabhi esa jo ho jae, 
..Keh teri yaad se ghafil,
...Kisi lamhy jo ho jaon,
Bina dekhe teri surat, 
Kisi sham main jo so jaon, 
To sapno mein chaly aana, 
Mujhey ehsas dila jana, 

SUNO NARAZ MAT HONA, 

Kabhi esa jo ho jae, 
Jinhe kehna zaroori ho, 
Wo mujh se lafz kho jaen, 
Anaa ko beech mat lana, 
Meri awaz ban jana, 



Monday, May 21, 2012

kyaa khoob lagti ho

kyaa khoob lagti ho badi sundar dikhti ho
kyaa khoob lagti ho badi sundar dikhti ho
phir se kaho kahte raho achchhaa lagtaa hai
jeewan kaa har sapnaa ab sachchaa lagtaa hai
kyaa khoob lagti ho badi sundar dikhti ho
kyaa khoob lagti ho badi sundar dikhti ho
taareef karoge kab tak bolo kab tak
mere seene mein saans rahegi jab tak
kab tak main rahungi man mein haan man mein
sooraj hogaa jab tak neel gagan mein
phir se kaho kahte raho achchhaa lagtaa hai
jeewan kaa har sapnaa ab sachchaa lagtaa hai
ho kyaa khoob lagti ho badi sundar dikhti ho
tum pyaar se pyaari ho tum jaan hamaari ho
khush ho naa mujhe tum paa kar mujhe paakar
pyaase dil ko aaj milaa hai saagar
kyaa dil mein hai aur tamannaa hai tamannaa
har jeewan mein tum mere hi bananaa
phir se kaho kahti raho achchhaa lagtaa hai
jeewan kaa har sapnaa ab sachchaa lagtaa hai
phir se kaho kahti raho achchhaa lagtaa hai
jeewan kaa har sapnaa ab sachchaa lagtaa hai
ho ho kyaa khoob lagti ho badi sundar dikhti ho
tum pyaar se pyaare ho tum jaan hamaari ho
tum pyaar se pyaare ho tum jaan hamaari ho




Friday, May 18, 2012

Teri Aankhon Me Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai

Aashiq Koyi Tum Sa Nahi
Tum Ishq Ki Pehchaan Ho
Teri Aankhon Me Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai
Tu Hi Aashiq Tu Hi Dildaar Nazar Aata Hai
Teri Aankhon Me Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai
Tu Hi Aashiq Tu Hi Dildaar Nazar Aata Hai
Mere Mehboob Sanam Teri Chaahat Ki Kasam
Mere Mehboob Sanam Teri Chaahat Ki Kasam
Pyaar Mein Mar Mite Woh Yaar Nazar Aata Hai
Teri Aankhon Me Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai
Ek Masoom Sa Izhaar Nazar Aata Hai

Aankh Ladi Baat Badi Chain Luta Re
Neend Gayee Hosh Uda Dard Utha Re
Ab Na Khabar Mujhko Mere Shaam-O-Saher Ki
Bhool Gayee Main Tho Gali Apne Hi Ghar Ki
Dil Se Dil Jo Mile Ishq Ke Gul Khile
Ab To Pathjhad Mein Bhi Gulzar Nazar Aata Hai
Tu Hi Aashiq Tu Hi Dildaar Nazar Aata Hai
Teri Aankhon Me Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai
Ek Masoom Sa Izhaar Nazar Aata Hai

Ab To Tamanna Hai Yunhi Khoyi Raahon Mein
Teri Hi Baahon Mein Sada Soyi Rahoon Mein
Main Bhi Teri Uljhi Huvee Zulfein Sajaun
Nili Si Aankhoon Mein Teri Doobta Jaaon
Kyon Rahen Dooriyaan Ab Koyee Darmiyaan
Bekaraari Mein Bhi Karar Nazar Aata Hai
Ek Masoom Sa Izhaar Nazar Aata Hai
Teri Aankhon Me Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai
Tu Hi Aashiq Tu Hi Dildaar Nazar Aata Hai
Mere Mehboob Sanam Teri Chaahat Ki Kasam
Mere Mehboob Sanam Teri Chaahat Ki Kasam
Pyaar Mein Mar Mite Woh Yaar Nazar Aata Hai
Teri Aankhon Me Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai
Tu Hi Aashiq Tu Hi Dildaar Nazar Aata Hai
 
 
 
 

Wednesday, May 16, 2012

Dulhan Dulhan Dulhan

Aaj Dulhan Ke Laal Jode Mein,
Use Uski Saheliyon Ne Sajaya Hoga…

Meri Jaan Ke Gore Haathon Per
Sakhiyon Ne Mehendi Ko Lagaya Hoga…

Bahut Gehra Chadega Mehendi Ka Rang,
Us Mehendi Mein Usne Mera Naam Chupaya Hoga…

Reh Reh Ker Row Padegi
Jab Jab Usko Khayal Mera Aaya Hoga…

Khud Ko Dekhegi Jab Aaine Mein,
To Aks Usko Mera Bhi Nazar Aaya Hoga…

Lag Rahi Hogi Pariyon Se Sundar Woh,
Aaj Dekh Ker Usko Chaand Bhi Sharmaya Hoga…

Majboor Hogi Woh Sabse Jyada,
Sochta Hoon Kis Tarah Usne Khud Ko Samjhaya Hoga…

 
 
 
Apne Haathon Se Usne
Hamare Prem Ke Khaton Ko Jalaya Hoga…

Khud Ko Majboot Bana Kar Usne
Apne Dil Se Meri Yaadon Ko Mitaya Hoga…

Toot Jaayegi Tasveer Meri,
Jab Uski Maa Ne Tasveer Ko Table Se Hataya Hoga…

Ho Jaayenge Laal Mehendi Waale Haath,
Jab Un Kaanch Ke Tukdon Ko Usne Uthaya Hoga…

Bhooki Hogi Woh Jaanta Hoon Mein,
Kuch Na Us Pagli Ne Mere Bagair Khaya Hoga…

Kaise Sambhala Hoga Khudko
Jab Usse 7 Pheron Ke Liye Bulaya Hoga…

 
 
 
 
Kaampta Hoga Jism Uska,
Haule Se Pandit Ne Haath Uska Kissi aur Ko Pakdaya Hoga…

Mein To Majboor Hoon Pata Hai Usse,
Aaj Khud Ko Bhi Bebas Sa Usne Paaya Hoga…

Row Row Ke Bura Haal Ho Jaayega Uska,
Jab Waqt Uski Vidayi Ka Aaya Hoga…

Bade Pyaar Se Meri Jaan Ko
Uske Maa Baap Ne Doli Mein Bithaya Hoga…

Row Padegi Aatma Bhi
Dil Bhi Cheekha Aur Chilaya Hoga…

Aaj Apne Maa Baap Ke Liye
Usne Gala Apni Khushiyon Ka Dabaya Hoga…

Reh Na Paayegi Juda Hoker Mujhse
Darr Hai Ki Zehar Chupke Se Usne Peeya Hoga…

Doli Mein Baithi Ek Zinda Laash Ko
Char Kandho Per Kaharon Ne Uthaya Hoga…

 
 
 
 
 
Aankhon mein pyar dil mein aarman
Dil mein chupaye jazbaat lekar chali
Aapne babul ki yaadein saheliyon ko chorh kar chali
Ek naye duniya ek naya rishta dil mein basane chali
Pritam ke haathon mein aapni zindagi dekar
Sab rishton ko peeche chorh kar SaajaN ki angana chali
Saajan tum mere aankhon mein kajal ho
Meri haathon mein chudiyon khanak ho
Matte par bindiya pairon mein payal
Tumari dulhan bankar mein hue tumari pujaran

 
 
 
 
AYE MERE DIL KI DHADKAN

KAASH AISE GUZRE YE ZINDAGI
MERA NAFS TERI TEHVEEL MEIN HO

MERI HAR DUA TUJHE QABOOL HO
MERI HAR DUA MEIN TERI TALAB HO

TERA AER GHUM MERI MANZIL HO
AUR MERI MANZIL TERA HASOOL HO

MERA HAR QADAM TERI RAH MEIN HO
MERA HAR QADAM TERI CHAH MEIN HO

KAASH AISE GUZRE YE ZINDAGI
MAIN TUJHE AZEEZ HON, TU MUJE AZEEZ HO

 
 
 
 
Zindagi jeete huye ghutan mehsoos hota hai....
Jaise aag pe chalte hue jalan mehsoos hota hai....
Par ab yeh daur khatam hone ko aaya hai....
Haan,
Mujhe maut ki chubhan mehsoos hota hai.........!!!!!

 
 
 
We always had this special dream
To share our lives forever,
This dream is now reality as we grow old together

Wrapped up in your arms, I feel as safe a little baby
Feel the warmth of your embrace or it's the heat of your heart maybe

I see beauty all about you
No better place I'd like to be, tightly in your arms to feel the taste of your lips

Love me today, love me tomorrow, Baby only you can take away my sorrow. I love you more than you will ever know, My love 4 u continues to grow.

 
 
 
 
 
 
 
 
 

Dekha hai teri ankhon ko

Dekha hai teri ankhon ko chaha hai teri adaon ko
Dekha hai teri ankhon ko chaha hai teri adaon ko
Ismein mera kasoor kya hai sanam
Ismein mera kasoor kya hai sanam
Jane jana tujhe hai kasam

Dekha hai teri ankhon ko chaha hai teri adaon ko

Ismein mera kasoor kya hai sanam
Ismein mera kasoor kya hai sanam tujhe hai kasam
Ismein mera kasoor kya hai sanam
Jane jana tujhe hai kasam

Teri nighaon mein mastee ki chahon mein

Dooba hu main is tarah
Kaise bataun main kisko sunaoon
Jeeta hun main kis tarah
Ismein mera kasoor kya hai sanam
Ismein mera kasoor kya hai sanam
Jane jana tujhe hai kasam

Dekha hai teri ankhon ko chaha hai teri adaon ko

Dekha hai teri ankhon ko chaha hai teri adaon ko

Tere hi sapnon mein khokhar mein soya

Jaga na abh tak yahan
Aati hai pal mein jaati hai pal mein
Dhoondhoo yahan se wahan
Ismein mera kasoor kya hai sanam
Ismein mera kasoor kya hai sanam
Jane jana tujhe hai kasam

Dekha hai teri ankhon ko chaha hai teri adaon ko

Dekha hai teri ankhon ko chaha hai teri adaon ko
Ismein mera kasoor kya hai sanam
Ismein mera kasoor kya hai sanam

Jane jana tujhe hai kasam 



 

Mujhe Apna Kaho Ge

Mere Jism Ki Har Rag Rag Mein Bus Tum Hi Raho Ge

Har Su Har Dum Tum Mujhe Apna Kaho Ge


Ab To Is Baat Ka Mujhko Pura Yaqeen Hai


Mujhe Paane Ke Liye Tum Puri Dunya Se Laro Ge
Ab To In Aankho Ka Tum Noor Ban Ke Raho Ge

Mein Tum Se Aur Tum Mujh Se Mohabbat Saari Umar Karoge


Chahe Kitne Hi Faasle Ho Tumhare Mere Beech


Phir Mein Mere Dil Ki Saada Sirf Tum He Suno Ge
Mere Haathon Ki Lakeeron Mein Ab Sirf Tum Hi Raho Ge

Aik Be Misaal Saathi Ki Misaal Tum Hi Bano Ge


Ab To Aik Din Tumhare Bagair Rehna Aazab Hai


Meri Saanse Tab Tak Chale Gi Jab Tak Tum Jiyo Ge

Tuesday, May 15, 2012

Yeh ruke ager

Yeh ju rait-e-desht-e-firaq he
Yeh ruke ager
tu nisha-n mile
ye nisha-n mile
k ju faslo-n ki saleeb he
ye geDhi huwi he Kaha-n kaha-n!
mere Aasma-n se kidher mer gayee
Tere iltifat ki kehkasha-n
Mere Be-khaber
Mere Be-Nisha-n
Yeh ruke ager tu pata chale
Mai-n tha kis nager
tu ruka kaha-n
Ke Zama-n Maka-n ki wus-atai-n
Tujhe dekhne ko ters gai-n
Woh mere naseeb k barishai-n
kisi aur chhett per bers gai-n
Mere char soo he ghubar-e-ja-n
woh fishar-e-ja-n
Ke khaber nahi mere hath ko
Mere hath ki
Mere khuwab se tere Bam tak
Teri reh-guzer ka ziker kya
Nahee-n zo-fisha-n tera nam tak
He dhuwa-n dhuwa-n
mere istikhuwa-n tak
Mere anso-on mai-n bhuje huwe
Mere istikhuwa-n
Mere Naqsh-e-ger
Mere Naqsh-e-jan
Isi reg-e-desht-e-firaq main rahe muntizar
Tere muntizar
Mere khuwab jin ke fishar mai-n
Rahi mere hal se be-khaber
Teri reh-guzer
Teri reh-guzer ke ju Naqash hain
Mere hath per
Mager is bala ki he teergi
Ke khaber Nahi he mere Hath ko
Mere Hath ki
Woh chashm-e-shubaadah saz thi,
woh uthe ager
Mere istikhwa-n mai-n ho roshni
Is ik lamha-e-deed main
Teri reh-guzar
Meri teerah ja-n mai-n chamak uthe
Mere khuwab se
tere bam tak
Sabhi manzro-n mai-n damak uthe
Isi aik pal mai-n hu jawida-n
Meri Arzoo he ke be-kara-n
Meri zindagi ke he mukhtasir
Ju reg-e-desht-e-firaq he
Yeh ruke ager...........!




Monday, May 14, 2012

yakeen tou karloon

Hath se hath churaney lage ho
Mujhko pathar ka banane lage ho
Zara thehro mein yakeen tou karloon
Tum mujhe chor ke janey lage ho


Churiyan or Larkiyan

EK Jesi Lagti Hain’ Churiyan or Larkiyan,
Hansti Hain’ Khanakti Hain’ Churiyan or Larkiyan..

Nazuk Inteha ki’ Ek Zara-si Thais se,
Toot-Kar Bikhrti Hain’ Churiyan or Larkiyan..
...
UNKY Torrny-WaLy ko Ehsaas-tk Nahi Hota,
Bikhr-k KAB SambhLti Hain’ Churiyan or Larkiyan..

Zindagi ki Dharkano ko Ek RYTHM-sa Deti Hain,
Zeest ko Sajati Hain’ Churiyan or Larkiyan.

Apney Dukh ko Apney Andar
Rakh k BhooL Jaati Hy,

Bahir se Chamakti Hain
‘Churiyan or Larkian’….


Uljha Rahi Hai Mujh Ko

Uljha Rahi Hai Mujh Ko,
Yehi Kash Makash
Musalsal!!

Wo Aa Basa Hai Mujh Mei,
Ya Mai Us Mei Kho
Gai Hoon....


apna bna lu tumko

Meri aankhon se kabhi utro dil mein,

K main dharkan mein basa lun tumko,

Jaan se bi barh kr chahun tumhen,

Apni zindgi hi bana lun tumko,

Mere khuwabon mein sirf tum hi baso,

Apni neendon mein saja lun tum ko,

Logon ki bheer mein kho na jana kahin,

Zamane se hi chalo main chura lun tum ko,

Meri tanhai ko zaroorat hai tumhari,

Aagar ijazat ho to apna  bna lu tumko


MUJHE APNA BANA LO Tum

Sadyon Se Ik Sapna Hai,
Kaho Pura Karo Gey Tum?

Bhool Jao Mere Siwa Sub Kuch,
Kaho Aisa Karo Gey Tum?
 
Nhi Kuch Or Tamana Ab
K Bus Mere Ho Jao Tum

Kbhi Na Chor K Jao Gey,
Kaho Aisa Karo Gey Tum?

Faqt Ik lafz Sunne Ko
Kai Barso se Tarsi Hun

MUJHE APNA BANA LO Tum
Kaho Aisa Karo Gey Tum...??



Mere Sang Tu Chal Zara

Chal tujhko aa chupalon
Apni main bahoon mein
Chal khwaab kuch sajaa dun
Teri in nigahon mein ... ♥



Sunday, May 13, 2012

tum hi saansein ho meri

Tum dil ho dhadkan ho tum hi saansein ho meri

chaloon to qadam, kahoon to baatein ho meri

kahan mujh mein hai itni himmat bhi ke mein ne jo
 
thama hai aachal.e.hosla to tum hi baahein ho meri

Tum mein kese na uljhoon tumhein kese na chahun
 
daaen mein ho tum, tum hi janib.e.baaein ho meri

Is tarah har jageh tum dikhte ho mujhe jaise
 
tum nigahon mein kya tum hi nigahein ho meri

Tumhare deewane kya bane jannati ban jaenge
 
ke tum hi sabab.e.ibadaat, tum hi aahein ho meri






Chaand Dhal Gaya…!

Soya Howa Tha Sheher Kisi Saanp Ki Tarah,

Mein Dekhta Hee Reh Gaya Aur Chaand Dhal Gaya…!

misraa koi likhane baitha

Jab teri yaad me misraa koi likhane baitha

Me ne kaghaz pe bhi chalon ka gulistan daikha

To ne daikha hai mandairon pe charaghon ko faqat

Me ne jalta hoa har doaur me insan daikha

Magar Masoomiyat Choro..

Barray Masoom Bantay Ho, Sitam Bhi Laakh Dhaatay Ho,

Sitam Choro Ya Na Choro, Magar Masoomiyat Choro..

Friday, May 11, 2012

Kuch khwab mohabat ke

Kaghaz pe nahin likty kuch raaz mohabat k , 
 
Pal bhar mein bikhar jaty hein alfaz mohabat k,

Usay toot k chaha to hum khud hi bikhar gaye
 
Aesay Bhi badalty hein andaz mohabat k,

Qasid sy zara kehna unhein sath hi ly aaye 
 
Mujhy phir say sajanay hein kuch khwab mohabat ke,

Apni to raza usi zat mein thi shamil
 
Kyun bethay hue chor gaye kuch hath mohabbt k.
 
 
 

Or dil bhi tanha rehta hai!

Main dil se baatain karta tha,


Dil mujhe se baatain karta tha,



Main uski sunta rehta tha,



Woh meri sunta rehta tha,



Hum dono apni baatain bus Ik doojay hi se kehtay thay,



Or ik doojay ki baaton per hum ghanton hanstay rehtay thay,



Main dil ka dost hi acha tha,



Dil mera dost hi acha tha,



Woh meray dard samajhta tha,



Mein us ka dard samajhta tha,



Phir dil ne mujh se chaal chali,



Woh teri raah pe chal nikla,



Ab mein bhi tanha rehta hoon,



Or dil bhi tanha rehta hai!






 

Bass Ye Soch K Tu Tanhaa Nehi

Kuch Wade Abi Baqi Hain
 Aye Zindagi
Chaha Tha Maine Tujh Se
 Kuch Zayada Tu Nehi
Meri Hassratein ,
 Meri Chahatein , 
Meri Wafaein 
Hain Kiss K Liye 
Aye Zindagi
Hai Koun Bana Mere Liye Bata 
Yaa Mere Liye Yahan Koi Nehi
 Pal Pal Ka Jeena 
Pal Pal Ka Marnaa 
Kia Yehi Hai 
Meri Zindagi 
Hain Subhi Apne 
Apno K Sath 
Or Mera Apna 
Yahan Koi Nehi
Nazim Tu Kia Or Sawal Karein Ga
 Apni Is Na Mukamil Zindagi Se
Jeena Hai Tujhe
 Is Zindagi Ko Tanhaa ,
 Or Bass Ye Soch K Tu Tanhaa Nehi
            ( Nazim Ali )




Saturday, May 5, 2012

Khair Faiday Tu Mujhe Kabhi Bhi Kisi Se Nehin Aaye

Khair Faiday Tu Mujhe Kabhi Bhi Kisi Se Nehin Aaye

Kehin Aisa Na Ho K Jo Ye Sayah Muyesser Hai Wo Bhi Na Aaye

Jore Rehay Aik Muddat Se Tere Sath Hum

Kitne Nadaan The k Kabhi Tere Dil K Ander Na Aaye

Han Bholay Se Bhi Kabhi Nehin dekha Maine Un Ko

Jo Khwab Teri Sohneri Ankhon Se Ho Kar Nehin Aaye
Kese Bhartay Humare Rishtay Apas Mein
Kabhi Hum Tu Kabhi Tum Jo Khud Se Bahar Nehin Aaye
Main Tu Sab Kuch Lotane Ko Tiyaar Betha Tha Lekin
Acha Hua Jo Tumhein Muyesser Apne Halaat Nehin Aaye
Shayad Abhi Ghomand Hai Unhein Sath Deti Hawa Ka
Hum Tu Khush Hain, Jiss Matti K The Hum,
Us Matti Se Bahar Na Aaye
Nazim Mujhe Kisi Se Koi Shikwaa Tu Nehin
Chamak Sakein Jiss Mein Hum
 Wo Waqat Ke  Dhare Abi Nehin Aaye
Aye Dil-e-Nadan Kuch Pal Or Thehar Jaa
Kuch Lafaz Aise Hain Abhi Jo Meri Shayari Mein Nehin Aye
( Nazim Ali )





Thursday, May 3, 2012

Mohabbat Yoon Nahi Hoti


Suno !!
Mohabbat Yoon Nahi Hoti

Kisi Ka Naam Lene Se
Kisi Ko Thaam Lene Se
Kisi Ke Paas Jaane Se
Kisi Ke Door Jane Se

Mohabbat Ka Janam Nahi Hota
Jab Tak Dilo’n Ka Milan Nahi Hota

Suno !!
Mohabbat Yoon Nahi Hoti

Ye Raabta Hai Dil Se Dil Ka
Ye Naam Hai Be.tarteeb Dharkanoun Ka
Mohabbat Tou Aankhon Se Bayan Hoti Hai
Ye Tou Dil Ki Zubaan Hoti Hai

Suno !!
Mohabbat Yoon Nahi Hoti


Sun lo meri baat kaheen se ajao


Tanha hai meri zaat kaheen se ajao,
Sun lo meri baat kaheen se ajao,

Dushman bazi jeet raha hai chupke se,
Hone ko hai maat kaheen se ajao,

Kachi entain our imarat garey ki,
Our us per barsat kaheen se ajao,

Dil ki basti per hai khof andheron ka,
Ho jaey na raat kaheen se ajao,

Kachi umerain us per khowab mohabat ke,
Kiya kiya hain jazbat kaheen se ajao,

Ankhen rasta dekh rahi hain mudat se,
gardish main hain halat kaheen se ajao,

Mosam mosam log badaltey hain,
Dil per hain sadmat kaheen se ajao….






Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...