Nazim's poetry

Nazim's poetry

Monday, April 23, 2012

Yun To Janker Bhi Anjaan


                               Yun To Janker Bhi Anjaan Raha Woh Barsoo Say
Yeh Janker Bhi Khamosh Rahi Mein Ik Umer Say

Yun To Ati Rahin Sadain, Satati Rahin Mujhe Raat Bher Say
Phir Bhi Detay Rahe Dastaak Unki Dil Pe Raat Bher Say

Yun To Phirte Rahi Dar Ba Dar Unki Galiyon Mein Sham Bher Say
Phir Bhi Kerti Rahi Intezaar Unki Ik Jhalak Ko Dill o Jaan Say

Yun To Thaam Letay Haath Hum Unka Kisi Haqq Say
Phir Sochte Rahe Kiya Hoga Anjaam Is Shajer Say

Yun To Perwaa Nahin Hamein Duniya Ki Kisi Daar Say
Lekin Chubtay Hein Kantay Faqat Unki Ik Chuup Say

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...