Nazim's poetry

Nazim's poetry

Wednesday, April 18, 2012

Ek Dil Hai Ek Dil Hi Tu Hai



Mein Toot Ke Sanam Aise Hi Tujhe Chaahungi 
Teri Aankhon Se Kabhi Door Nahi Jaaungi
 Kasam Hai Tujhko Mere Saajna
Mohabbat Ki Main Saath Phero Ke Saato Wachan Nibhaaungi
 Tujhe Pyaar Se Dekh Ne Wala
 Tujhe Apna Samajne Wala
 Ek Dil Hai Ek Dil Hai Ek Dil Hi To Hai
 Mera Dil Hai Mera Dil Hai Mera Dil Hi To Hai
 Tujhe Pyaar Se Dekh Ne Wala
 Tujhe Apna Samajne Wala
 Ek Dil Hai Ek Dil Hai Ek Dil Hi To Hai
 Mera Dil Hai Mera Dil Hai Mera Dil Hi To Hai 
Tere Liye Sab Ko Main Aaj Dilbar Chhod Ke Aayi
 Rasmo Ke Kasmo Ke Saare Bandhan Tod Ke Aayi
 Dekho Main To Dekho Sonie Ko Jab Palke Uthaun
 Zindagi Bana Ke Meri Jaan Ko Main Saasoon
 Mein Basaaun Tere Ishq Mein Doob Ne Wala
 Tujhe Har Pal Dhoond Ne Wala
Ek Dil Hai Ek Dil Hai Ek Dil Hi To Hai
 Mera Dil Hai Mera Dil Hai Mera Dil Hi To Hai

 Aaja Teri Suni Suni Maang Ko Main Taaro Se Bhar Doon
 Sajni Deewani Sari mar Ab Main Tere Naam Kar Doon
 Sari Duniya Ko Mein To Bhool Baiti
 Baahon Mein Aake Aisa Laga
 Sab Kuch Paa Liya Hai Tera Pyaar Paake 
Khwaab Sajane Wala Teri Duniya Basane Wala
 Ek Dil Hai Ek Dil Hai Ek Dil Hi To Hai Mera Dil Hai
 Mera Dil Hai Mera Dil Hi To Hai
 Tujhe Pyaar Se Dekh Ne Wala
 Tujhe Apna Samajne Wala Ek Dil Hai Ek Dil Hai Ek Dil Hi To Hai
 Mera Dil Hai Mera Dil Hai Mera Dil Hi To Hai Ah Dil Hi To Hai Ek Dil Hai Mera Dil Hai Ah Dil Hi Tho Hai

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...