Nazim's poetry

Nazim's poetry

Monday, January 30, 2012

Khamoshi guftagoo hone lagi hai

bheegi si ek raat mein... le aayi kya saath mein
dharkane, jo humein kehne lagi hai
khaamoshi ke darmiyaan 
kab chahi thi baat yeh
dharkane, jo humein kehne lagi hai
na kaho... na suno
Khamoshi guftagoo hone lagi hai
zindagi khwaab mein khone lagi hai


taabeerein le aaon mein
tum sapne de do mujhe
aisa kya hai... itne kyon achche lagte ho mujhe
tum hi jeevan ki aaarzooo... tum hi jeevan ki aaarzooo
na kaho... na suno
Khamoshi guftagoo hone lagi hai
zindagi khwaab mein khone lagi hai


har aahat par dharke dil, karwat karwat raat dhale
charo aur chehra tera... yoon sapno ke deep jale
sapne hai apne pyaar ke... sapne hai apne pyaar ke
na kaho... na suno
Khamoshi guftagoo hone lagi hai




2 comments:

  1. is this sung by someone too? plz tell me name of singer...

    ReplyDelete
  2. Na kaho in Nescafé basement season 7, search YouTube

    ReplyDelete

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...