Nazim's poetry

Nazim's poetry

Thursday, October 20, 2011

abhi na jao chodkar ke dil abhi bhara nahi



abhi na  jao chodkar ke dil abhi bhara nahi

abhi abhi to aayi ho bahar ban ke chaye ho
hawa zara mahak to le nazar zara bahak to le
ye sham dal to le zara ye dil sambhal to le zara
mein thodi der ji to loo nashe ke ghoont pee to loo
abhi to kuch kaha nahi abhi to kuch suna nahi

sithare jilmila ute charag jagmaga ute
bus ab na mujh ko tokkna na badd ke raah rokna
agar mein ruk gayee abhi to ja na paaungee kabhi
yehee kahoge tum sada ke dil abhi nahi bhara
jo khatma ho kisi jagah ye aisa silsila nahi

adhoori aas chod de adhoori pyas chod ke
jo roz yu he jaaoge to kis tharah nibhaogee
ke zindagi ki rah mei  jawa dilom ki chahe mei
kayee makaam aayegee jo hum ko aajmaayenge
bura na maano bath ka ye pyar hei gilaa nahi
yehee kahoge tum sada ke dil abhi bhara nahi

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...