Nazim's poetry

Nazim's poetry

Friday, September 9, 2011

Safar-e-Zindegi me hote rahe jab kabhi gamon se mulaqaat

Safar-e-Zindegi me hote rahe jab kabhi gamon se mulaqaat
Chhode nahin daman-e-himmat kabhi, jeet ta raha har bisat


Par Khuda-e-qaynat aaj yeah kaisa imtehaan hai
Jis raah pe chal raha, mera dil us se kyun bhatak raha hai


Likhte hain ta dard hi lafzon me bhar dete hain
Kya karen ashq bhi bahe ta use syahi bana lete hain


Rehta ta hun apne seher me, phir yeah beganon ka kyun lagta hai
Aage ta kadam badha chala, par yeah manzil mera kyun nahin lagta hai !!!


Har mefil saze ta gum bhulane jaroor jata hun, 
par zikra aaye kisi ka ta chup rehta hun.
Naam lene ka kisi ka sare aam yun ta darta hun,
Kahin meri badnaami ke saath koi aur na badnaam jo jaye, is se darta hun !!!



No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...