Kisi manzil ki thi mujhe justju, jis ko na paya hum ne
Jala diye woh sare khwab aur armaan, jo kabhi socha tha hum ne
Ab ta ek deedar ko hi taraste reh gaye
Jin ke haathon me hamara naseeb tha, wahi hum se kho gaye
Kabhi yun hi itefaqan hi hum mil jaya kar te hain
Woh dekh kar humein apna chehra ghuma lete hain,
Khus hum bhi ho jate hain, chalo pehchan ta lete hain,
Phir hum soch te hain eyeh gunah hum kyun baar-baar kar te hain !!!
Yeah zindegi bhi ajeeb hai, aqsar hume sawal kar ta hai,
Kahan gaya woh aap ka pyaar, jo aap ko mujh se bhi aziz hai !!!
Yeah kaisa qayamat tuta he hum pe aei mere yaar
Inteqaal pe bas ek apni tanhayi hi royegi, "chhod gaya mujhe mera yaar" !!!

No comments:
Post a Comment