Nazim's poetry

Nazim's poetry

Saturday, September 10, 2011

MERI GHAZALE ……AUR NAZME….!



Ye meri ghazale aur nazme tamaam aapki haqiqate hai
Kuchh khayal-e-lutfe hai aur kuchh aapki shikayte hai
Hamare saare fasane kiya sab aapko hi nazarehai
Jindagi ke hazaro gum ke sath ehsaas hai dard-e-dil ka
Ye dard mauj-e-sabaa hua haiye aag dil ki sada bani hai
Saari mataa-e-hasti ye phool aur ye jakham sab aapke hai
Ye dukho ke nauke ye sach ke nagme sab mere apne hi hai
Wo aapki gurbat aur ye aapki judai jisme kat rahi roz-e-shab hai
Mere jindagi aur jeene ki khawaishe bhi bas aapse hi hai
Jab talq duur na the hum aapke itne kareeb na huye hai
Ek aapke dil me basne ke waste kya-kya sahe hai hum
Yu kare aap ki tamamm umar le le aap hi to meri jaan hai
Likhu to aap ko hi sochu to aapko hi aap hi hum khayal hai
Wo kashish wo khayal wo shayri tammam aap hi hai
Sara-e-jindagi ke har katre-katre par aap hi sumaar hai

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...