Mahino beet gaye fir bhi usne yaad nahi kiya
Aaj bhi needh mein takiye bheeg gaye kal ki tarah
Mere aansu mere saath nahi dete usne yaad nahi kiya
Aaj bhi unke yaadon mein karwate badalte rahe kal ki tarah
Raat jalti hai ik chigaari hai jiski
Tumari yaadon mein hai sulagate hue chandan ki tarah
Tum dariyaa ho magar meri tarah pyaase nahi
Mein tumare ban jaaon maang mein sindoor ki tarah
No comments:
Post a Comment