Nazim's poetry

Nazim's poetry

Thursday, September 15, 2011

Choom lene do in honton ko Jaame-e-ulfat dedo

 
LARKA. . . .Milli Ho muddat ke baad piyam-e-muhabat lelo
Choom lene do in honton ko Jaame-e-ulfat dedo

Pass Mere Jo hey tumhare liye Woh chahat lelo
Milli ho muddat Ke baad. . . . .




LarKi. .Lelo Aoni Bahoon mein mujhe apni chahat dedo
jiss ki tamanaa hey mujhe tum Woh Rahaat dedo

Meri ho jo srif Meri,mujhe wo Aik Raat dedo
Lelo Apni Bahoon mein mujhe Apni chahat Dedo

LarKA. . Aik Pal Raat sari umar tere Naam karta Hon
Husan Ki devi ho tum hussan ko salam Karta Hoon

Kabhi Khattam jo Nah Ho Essi Mujhe Saath Dedo
Milli ho muddat Ke Baad. . . . . .

LarKi. . Jab Bhi Tum Mujhe Gale se Apne Laga Lete hO
dil Mein Mere Koi Chupi Omang Jagga Dete Ho

Badan Mein Mere Tum Aik Aag Si lagga Dete Ho
Jis Se Bujh Jaaey Yeh Agg Woh Barsat dedo
Lelo Bahoon Mein. . .


LarKa. . .Gale Se Apne jb bhi Tumhian Lagaata hon
jaane main Kho kin Vadiyon Mein Kho jata hon

Piyar Ki rah Mein mit ke ammar Ho jaon MEin
apne Pyar Se tum Mujhe Essi Koi Shanakhat dedo
Milli Ho muddat Baad.......

LArKi. . Aoo iK doojey Main Kho Jien
Hamesha Ke liye Aik ho jien Hum

Do meri Aankho Ko ik nai Chamak Tum
Aur Mujhe Tum ik Nai Muskurahat Dedo
Lelo Apni Bahoon MAin


LarKa. . .Dil MAin mere Kiya HAy Isse samjho tu sahi
Chahata Hoon mein kiya iss ko bhoojho tu sahi

jo keh na saka Ab tak woh Keh paon tum se tum mujhe
Essa hosla aissi jurrat Dedo
milli ho muddat Baad. . . .

Larki.. .Tumhare dil mein hey kiya janti hoon
mein khud apne dil ko bhi issi raha pati hoon

mein rum se chupane ki bhi qudrat Nahein mujhe main
Aur tum se kuch keh bhi nahein pati Hoon mein

Koi Essi chaal Chalo Keh Mujhey maat dedo
Lelo APni Bahoon main. . . .

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...