Khamoosh
dil me wo dard utha
dard k maary khamosh
ho gye bolti
ankho k ishary khamosh
yon hi din raat tarapta nahi dil mera yahan
dor us paar koi mujh ko pukary khamosh
tum mujhe kon se manzar me ganwa aye ho
be'nishan rahain sabi
or nazary khamosh
parr gai aaj zarorat jo gawahi ki hamain
fesla mout hoa
yaar hamary khamosh
ghar ki deewar se shab bhar hain lipat kr roe
koi apna b nahi
pyar sahary khamosh
aaj qismat k andheron ne kiya kesa sawal
chaand chup chap
or sitary khamosh
wo mujhe qaid b krta hy to sheeshy me HIRA
us pr kehta hy rahain
sang b saary khamosh

No comments:
Post a Comment